Bhai maire r15 v2. 5-7km running karne k bad hot ho jati h aur ek whistle (सिटी) sound aati h continue. Jaise aapne r15 v2 ki fual injector machine me clean karwate time machine whistle sound kr rhi thi wse hi Agar pta ho to btana kis chej ki h?
Bhai aise to car company bhi bolti hai ki 10k km pr service krao. Aur log krate bhi hai aur response accha bhi rehta hai. To jitne km pe company bol rhi hai utne km pe hi krao bss itna yaad rkna ki engine oil fully synthetic hona chahiye aur every 3000km pr topup hona chahiye
@@Khan-ly4hz aur top up usko krwana padhta hai jiska engine oil pee raha ho. Matalab ki uske car me engine ka kaam hai. Achhe engine kabhi bhi oil nahi peete
@@pmsmotography mere bhai kitna hi accha engine ho 3000km pe bike me 100-150 ml oil kam hota hi hai agr aapki bike 8-10k km cross kr gyi ho. Aur rhi baat car ki to usme bhi yhi seen hai agr 20-30k km cross kr gyi hai aapki car to usme 150-200ml oil km hota hai.
@@pmsmotography Har company ki alag technology hoti to wo sub uske hisab se hi apna maintenance set krte hai. Aur hyundai to 5000km pr bhi change krne ko bolti hai engine oil severe usage condition me.
Bhai maire r15 v2. 5-7km running karne k bad hot ho jati h aur ek whistle (सिटी) sound aati h continue. Jaise aapne r15 v2 ki fual injector machine me clean karwate time machine whistle sound kr rhi thi wse hi
Agar pta ho to btana kis chej ki h?
Petrol 4 litres se jyada rakh ke dekho
@@pmsmotography bhai petrol full tank hai
Water pump ki sound to nhi h
Honda ka hi engine oil dete ho bhai? Is it good according to company?
Honda ka engine oil ko maximum 3000 chalana chaiye,usse jyada bilkul bhi nahi ,mere hisab se chaloge to sabse achha time hai 2500 kilometer
Bhai aise to car company bhi bolti hai ki 10k km pr service krao.
Aur log krate bhi hai aur response accha bhi rehta hai.
To jitne km pe company bol rhi hai utne km pe hi krao bss itna yaad rkna ki engine oil fully synthetic hona chahiye aur every 3000km pr topup hona chahiye
@@Khan-ly4hz tata to 15k kilometer pe service krne bolta hai.
@@Khan-ly4hz aur top up usko krwana padhta hai jiska engine oil pee raha ho. Matalab ki uske car me engine ka kaam hai. Achhe engine kabhi bhi oil nahi peete
@@pmsmotography mere bhai kitna hi accha engine ho 3000km pe bike me 100-150 ml oil kam hota hi hai agr aapki bike 8-10k km cross kr gyi ho.
Aur rhi baat car ki to usme bhi yhi seen hai agr 20-30k km cross kr gyi hai aapki car to usme 150-200ml oil km hota hai.
@@pmsmotography bilkul aur log 15k km pe krate bhi hai aur result bhi accha hai.
@@pmsmotography Har company ki alag technology hoti to wo sub uske hisab se hi apna maintenance set krte hai.
Aur hyundai to 5000km pr bhi change krne ko bolti hai engine oil severe usage condition me.
1Service m btana kitna lga tha
Search on TH-cam " PMs Motography Sp 125 first service "
@@vipinchander7647 625
800
Bhai meri bike me 50 ka average bata rhi he 2 din pahale hi laya hu
Mere yaha toh pheli service mae hi 900 leliya
mileage kitna mil rha h
70
Bhai gear fasne ki problem aa rahi hai meri sp mai. Aapki sp mai bhi ye problem aa रही hai kya
Aisa to nahi hai dikkat
Yes same problem Mera sath hota hai
down shift me aarehi hai na...?? rev matching karo bhai nahi fasega....
2nd gear se 1st pe late hai to newton ho jata hai
Oil filter change nhi kiya ?
No
Me showroom me hi job karta hu 😅
Great! Kaunse City me
Piyes blue ha bhai
Ku6 check nahi karte hey yelog .
Mera first service bill 700$
Chal jhuthi
Itne me second hand scooty aa jye ga
@@MohammadRajaRaja-xj6tl 😂😂😂
Ky hua
approx 59k😮😮😮 engine chassis sab badal diya kya 😮
Honda m job he h Mera 😂
Sir showroom mai dekh ne kyo nahi dete service
Kya kam kar taye ha aap
As a Service manager
@@MohammadRajaRaja-xj6tl to showroom me bike service live kyo nahi dekha jaa sakta
Dekh skte hai