ac ki pipe pr barf kyu jamti hi एसी के पाइप पर बर्फ क्यों जमती है

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 8 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 10

  • @Qawaliandmore
    @Qawaliandmore 3 หลายเดือนก่อน

    Sir inverter ac k bareek pipe mai gas 410 pori hai pressure 130 hai phir b bareek pipe pe baraf arai hai 10 mint bd ac kam chor deta hai kia hal hai pipe damage ni hai ac chock b ni hai

  • @TanvirVahora-fv2sq
    @TanvirVahora-fv2sq 3 หลายเดือนก่อน

    Or agar sir barf aati jati rahti ho tab sir barf aati he or 2 4 mmt tak rahti fir pigal jati h or aajati h

  • @S27CSSA
    @S27CSSA 5 หลายเดือนก่อน +1

    Barf islye jam taa hai. Kyu ki outdoor means compares mai leaking hai. Gas khatam ho gya hai. Aur iska kharcha 1.5 ton ka ho to 7500 rupess tak aa jaata hai. Zyada bhi ho sakta hai😂. Sach bolo logo ko.

  • @vlogwithpariket2702
    @vlogwithpariket2702 ปีที่แล้ว +3

    Gol gol batein kyo ghuma rahe ho bha😅

  • @astroabhi1631
    @astroabhi1631 ปีที่แล้ว +1

    Bhayia ek baat batao jab mai ac ke fan ki wire hatata hoon toh ac ki gas puri coil mai ghoom jaati hai aur jab fan ki wire lagata hoon toh coil pe barf jamne lagti hai kya karan hai

    • @homeappliancesrepair2640
      @homeappliancesrepair2640  ปีที่แล้ว +1

      Ac ke fan ki wire htaate kyu ho

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631 ปีที่แล้ว

      @@homeappliancesrepair2640 kyonki jab tak wo wire lagi hoti hai aur fan chalta hai toh cooling coil pe barf jamti hai 2 coil pe aur jab usko hatata hoon toh barf hat jaati hai aur cooling coil saari thandi ho jaati hai

    • @jaimaachintpurnimrgebure7477
      @jaimaachintpurnimrgebure7477 ปีที่แล้ว

      Very good information

  • @innocenthumans3721
    @innocenthumans3721 ปีที่แล้ว +1

    Reason khuschbhi nahin bataya 😡😡😡😡

  • @Arshad3636
    @Arshad3636 ปีที่แล้ว +1

    Tu kitna Bada Macnik h tu..