Tafseer Surah Ar-Rehman (In Detail) By Dr. Israr Ahmed For more detail : Quran Academy 36-K Model Town Lahore Pakistan Phone : 92-42-35869501 , 92-42-35869503 www.tanzeem.org
Allah pak dr sahib ko karwat karwat jannat naseeb kare darjaat buland kare,unho ne apni zahanut aur apni mehnut se taalib huq ke lia buhat ke lia buhat kaam kia,
Mashallah the abilities and knowledege about deen e islam no one can express in words Dr Israr Ahmed late is born Islamic scholar for this world our guide towards deen e Islam we never forget Dr Israr Ahmed late as a light house for us to get knowledge about Islam and Holy Quran Jazak Allah May Allah grant Dr Israr Ahmed late high place in jannat ul firdous with all Muslims Ameen, Jazak Allah for all Muslim scholars for sharing Dr IsrarAhmed late valuable bayanat for us.
Jazakallahu Khairun, May Allah accept his good deeds and provide him Jannatul Firdous, Very rare kind of Islamic scholar. We need some more like him. Aameen
brilliant, the way he explains solve the questions arising in one selves but unable to give them wordz .. :) ALLAH Doctor sahb ko apnay jaware rahmat mein jaga naseeb farmaye. Ameen
MashAllah I can't thank you in words. Allah apko jannat main Alla muqam ata farmaye. Beshak Allah ne apko iss khass kaam k liye chuna hai. I am So blessed AlhamdulliAllah ☺️
Tafseer proper from 40:40 (Ayah 1 50:30) Allah ki zaat hamarey tasawwur, hamarey fahem hamarey takhayyul se wara ul wara thumma wara ul wara thumma wara ul wara......lihaza uska koi ism e zaat hamarey liye mumkin hai hi nahin. Hum Allah ko jaantey Hain uski sifaat ke hawaley se. Sifaat ke hawaley hi uskey asmaa bun jaatey hain jub unmein alif laam lag jaaye.. Kul ma'rifat e rabb jo hamare liye mumkin hai jo hamare within reach mein hai woh Asma o sifaat ke hawale se hai. Usmein bhi qualitative aspect humari girift me aa sakta hai quantitative phir bhi nahin.eg Allah qaadir hai. Magar kitna qaadir hai? Is ka koi tasawwur huamarey liye mumkin hi nahin. Humari bus Jaa e panah lafz "kul" mein hai ie we can only know kull e shayyin qadeer. And no details!!! Lafz ' kul' mein hum panaah leytey hainn quantity ke aitbaar se... Bus kul ma3rifat e Rabbani hamarey liye yaheen tuk mahdood hai aur iskey aagey hum ja saktey hi nahin. Allah is beyond our comprehension, we can only know Him through His qualitative aspects. Hazrat Abu Bakr ra has said ,'Allah ki zaat ke idraak se aajiz aa jaana hi idraak hai". Ye ma3loom ho jaaye ke humaein kuch ma3loom nahin bus yahi kul ilm hai jo yahan hasil ho sakta ha. Iss maidaan mein aapki aur zyada rasaai nahin. Allah ki zaat mein zyada khod kured karo gey to shirk ke raastey mein pud jaogey. Tum apney zehen mein koi khuda tarash logey. Tumharey zehen ka tarasheeda khuda, khuda to na na hoga magar tum shirk ki buniyaad qayam kar logey. . Fabe ayye aalaa e rabbikumabtukazzibaan 31 times Mojza : aajiz kur deney wali shay
Allah pak dr sahib ko karwat karwat jannat naseeb kare darjaat buland kare,unho ne apni zahanut aur apni mehnut se taalib huq ke lia buhat ke lia buhat kaam kia,
Allah swt aap k durjaat buland frmaye aameen
Allah g docter sahib ki sab manzlen asan kren or sab se aala jannat,,,,jannat alfersos me sab se aala mqam aata fermain,,,,,Amin
Ameen
Khitabat aur ilm,urooj par.Jazalallah!
Masha Allah. I have been listening to all the tafseer. Treasure indeed.
Dr sahib Allah ap k darjat buland kare ap se mai ne islam or quran ki taleem hasil ki ap se Allah razi ho aamin
Quran ko samjhna boht asaan kar dia Dr Sahib ne. Hard to digest in one sitting. Allah aap ko darja bdarja janat mein jagha de(ameen)
Mashallah the abilities and knowledege about deen e islam no one can express in words Dr Israr Ahmed late is born Islamic scholar for this world our guide towards deen e Islam we never forget Dr Israr Ahmed late as a light house for us to get knowledge about Islam and Holy Quran Jazak Allah May Allah grant Dr Israr Ahmed late high place in jannat ul firdous with all Muslims Ameen, Jazak Allah for all Muslim scholars for sharing Dr IsrarAhmed late valuable bayanat for us.
Allaha Dr sb ko Jan at UL firdous atta farmaya , ameen
Jazakallahu Khairun, May Allah accept his good deeds and provide him Jannatul Firdous, Very rare kind of Islamic scholar. We need some more like him. Aameen
medium.com/@mgshafi59/seas-of-surah-al-fatir-by-dr-m-shafi-ddb2c20e13b0?source=friends_link&sk=c001cce0ddf163fe41a92b3c27ef3b1a
MashaAllah
Great commentary. MashaAllah. Dr sahib has left a great treasure
Allah hazrat k darjaat buland farmayen ameen
Allahu Akbar kabeeeera ☝️
MAY ALLAH BLESS HIS SOUL. AMEEN
brilliant, the way he explains solve the questions arising in one selves but unable to give them wordz .. :) ALLAH Doctor sahb ko apnay jaware rahmat mein jaga naseeb farmaye. Ameen
medium.com/@mgshafi59/seas-of-surah-al-fatir-by-dr-m-shafi-ddb2c20e13b0?source=friends_link&sk=c001cce0ddf163fe41a92b3c27ef3b1a
Best explanation, Allah swt Dr sahab ko janat ul firdous ata karein
Ameen
JazakAllahu Khair
MashAllah I can't thank you in words. Allah apko jannat main Alla muqam ata farmaye. Beshak Allah ne apko iss khass kaam k liye chuna hai. I am So blessed AlhamdulliAllah ☺️
ILM ka samandar hain yeh. . .
Ma shaa Allah, Allah in ky drjat bulnd frmay ameen
Nice explanation... May Allah grant him jannah...
MashaAllah . ❤
MAY ALLAH BLESS HIM.
The surah starts at 40:40....
The comment i was scrolling for
Eureka !!
@@irfand4😂Archimedes
MAsha Allah
Really very nice
Maasha Allah - سبحان الله
Very well explained.Jazakallah khair.
Beautiful recitation mashallah
ALLAH aap kay Qabr ko munawwar farmayay Dr Saab
Stunning ! Mashallah
bhtttttt acha
1-🍁4:24 👈 Makki aur madni surtoon ke 7 group hain
2-🍁5:56👈
3-🍁7:25👈
4-🍁8:29👈
5-🍁10:45👈
6-🍁12:53👈
🍁14:45👈 surah Waqia aur
suhar Rahman
🍁40:40 👈surah start
🍁50:30 👈1st ayat start
.
Subhan Allah
ma sha ALLAH
👍❤️
wazir Ahmed your right
JazakAllah
jazakallah
Tafseer proper from 40:40
(Ayah 1 50:30)
Allah ki zaat hamarey tasawwur, hamarey fahem hamarey takhayyul se wara ul wara thumma wara ul wara thumma wara ul wara......lihaza uska koi ism e zaat hamarey liye mumkin hai hi nahin.
Hum Allah ko jaantey Hain uski sifaat ke hawaley se. Sifaat ke hawaley hi uskey asmaa bun jaatey hain jub unmein alif laam lag jaaye.. Kul ma'rifat e rabb jo hamare liye mumkin hai jo hamare within reach mein hai woh Asma o sifaat ke hawale se hai. Usmein bhi qualitative aspect humari girift me aa sakta hai quantitative phir bhi nahin.eg Allah qaadir hai. Magar kitna qaadir hai? Is ka koi tasawwur huamarey liye mumkin hi nahin. Humari bus Jaa e panah lafz "kul" mein hai ie we can only know kull e shayyin qadeer. And no details!!! Lafz ' kul' mein hum panaah leytey hainn quantity ke aitbaar se...
Bus kul ma3rifat e Rabbani hamarey liye yaheen tuk mahdood hai aur iskey aagey hum ja saktey hi nahin.
Allah is beyond our comprehension, we can only know Him through His qualitative aspects.
Hazrat Abu Bakr ra has said ,'Allah ki zaat ke idraak se aajiz aa jaana hi idraak hai".
Ye ma3loom ho jaaye ke humaein kuch ma3loom nahin bus yahi kul ilm hai jo yahan hasil ho sakta ha. Iss maidaan mein aapki aur zyada rasaai nahin. Allah ki zaat mein zyada khod kured karo gey to shirk ke raastey mein pud jaogey. Tum apney zehen mein koi khuda tarash logey. Tumharey zehen ka tarasheeda khuda, khuda to na na hoga magar tum shirk ki buniyaad qayam kar logey.
.
Fabe ayye aalaa e rabbikumabtukazzibaan 31 times
Mojza : aajiz kur deney wali shay
14 July 21
05.03.2023
Can you please upload surah yaseen tafseer by Dr israr. The detailed one please.
40:40
I need all relevant tafseer of dr israr.kahan s mil skti ha??
See Playlist section ..
zia bhai where is 2nd part?
47:06
12:08
اللہ کی رحمت غور سے دیکھ کر سمجھ نے کوشش کریں۔ اللہ ہی مدد سے سمجھ لیں گے
Really very nice
Allah u Akbar 👆
Subhan Allah