Bhaiya abhi mera exam hua nhi h...kal exam h shift 1 me...🙂 Mujhe apni poori makkari yaad h... Aur last me kitna ragad k padha h ye sab bhi yaad.... 22,23 aur 24 k shift me questions bann rhe the...🙂par aaj ka question dekhne k baad confidence bht down ho gya h.. I'm dropper aur mere paas ye last chance h bass apni tyyari bachane ka...🙂 Kal k paper me toh ab kuch nhi kar skte... cutoff clear hua toh thik nhi to ....🙂 par kuch bhi Kar k bss April attempt bachana padega.. aap bht late se mile youtube pe.. jab aapne pyq method wala video upload Kiya tha..par honestly saying.. jis din se mile uss din se blindly follow Kiya h apko... Syd tabhi thodi preparation sudhri h...hope so ki kal ka exam thik chala jaye.. April wale me toh jam k mehnat karungi.. bss aapka ashirvad rahe...🙂🙏🏻
hlo didi me 11 me hu or mera 11 ka half syllabus he khatam hua hai 😔.kya aap mhuje bata sakte ha ke aap ne kya mistake keya tha , taki me vo mistake naa karu
Bhaiya thank you firse haath pakadne ke liye jan attempt me agar apki saari bate mani hoti toh sayad wo or acha hota. ❤❤Thank you again bhaiya and waiting for tomorrow's new start 😊😊
Mujhe pta hai aap pyq method ke baare mai btaoge last bhi dekhi thi lekin mai apnki guidance bhul gya aur ghanta kuch follow nhi kiya aur aaj ek dropper hu jiske january attempt mai bhi cutt off clear nhi hone waali Lekin mera advance mai ek swaal hai ki mera syllabus 40-50% hi complete hai mai directly muhh uthha ke pyqs kese uthaa lu mujhe toh uss chapter ka formula bhi nhi aata concept toh durr ki baat hai ?? Keep inspiring ❤️
This video made me happy and bought a smile on to my face, because it made me realize my mistakes and I am ready to resolve those mistakes. I will become an IITIAN no matter what. And get 99%tile in April attempt though my jan attempt wasn't so great.
Only creator in the field of education, jo strategy dene se bhi pehle ek video se sab clear krna chahte h taaki bacho ka perspective clear rhe while watching strategy. Really Genius, bhaiya. Seems like bansal coaching jo admission lene ke liye bhi test lete the. Sorry if i am wrong
Bhaiya abhi se is waqt se aapki baate aur sar aankho par hogi ... chahe kadwa lage chalega , sach humesha kadwa lagta hai lekin sach sach hota hai aur wahi humare lie behtar hota hai , thanks snehit bhaiya , dubti hui naiya bachane ka mouka aapne dila diya
Bhaiya you are really helping us alotttttttt and I really want to crack second attempt with 97 percentile+ and thank you sooooo much bhaiya for this.❤❤
Bhaiya mene 33Q attempt kiye hai me solution nahi dekh ne wala jo ayega vo ayega par bhaiya mujhe jo ajj dar laga vo darr mujhe second attempt me nahi leke jana mujhe apneapko aur jada confident bana hai mujhe ajj atte huie sawal mene chood diye or kuch galat bhi kar diye i waiting for part2
Bhaiya aise chapters bhi btana jinse commenly puchhe jate hai question Aur aapke anusar jin chapter ko kr lena chahiye suru se hi aur pyq method ko kaise laagu kre us chapter me jise padha nhi hai ye bhi
Bhaiya apki video ne merii ankhen khol di Kasam se slate Khali krliya h wada krta hu bheed se alag reh kr 99%ile se zyada hi score krunga.. bss apse milna h bhaiya zindagi me ek baar hi shi bsss... Reply Krna bhaiya
Snehit Bhaiya ❤ Hume Boards + April Attempt dono ka taiyari krna hai. boards exam khatam hone ke baad or April attempt aane mein gap 15 din ka hai To isko kaise manage kre Kyuki boards exam jab tak hoga tab tak to hum log sirf 12th hi padhte reh jayenge phir 11th ka kab padhenge Please help bhaiya
😢Bhaiya isme jo bata diye wo samajh gaye but april attempt ke liye kya karna hoga ab wo bataiye kis level ka question kare kitna kare syllabus pura kare ya only for pyq kaisa preparation kare ki abkibar pakka phod de last attempt hai 😢😢
sir ji mene aug. se pdhna strt kiya properly . mene sare high wiehghtage chapter kie in phy and chem . also in math lekin meri 28s1 aay , mere mock mein 30 ques tk ho jate the in phy and chem lekin mere ppr m 20 ques bhi ni bn pay.. mene unn 20 mein se bhi tukke mare h ..... 4-5 mahine wastful lg re h mene sb kuch chd diya tha dosto ke sath ghumane , android phn ki jgh keypad wala phn bhi leliye distraction na ho... lekin uss bache mein jo bina pdhe ppr deke aaya aur tuke markr aaya aur mujh jese bache m jo last mein sb kuch tyag krke pdha lekin phr bhi ppr m ques ni bne kya frk reh gya ??????? phy and chem shi thi lekin woh dono ke ques ni bne toh ppr m momentum bigd gya sara jha tk .. kuch ho skta h kya april wale attmpt m 12th mein ho
Bhaiya tutt si fayi hu aaj ki jee mains (28 jan) ki performance se negative aur jate h question , show me the path, jispe khadi utruu , is umar main bhut bura lata h ghr walo ki expectations abh unhe kya khu difficult level badta ja raha h aur ye drop year h to pressure 📈 just hoping aap reply karoge aur rahaa dikhogee!!
@@jiyajaiswal958 abhi sabkuch bhul jaao aur agle attempt tak puri mehnat karo baaki ka future k baare mei uske baad sochna kuch na kuch ho jata hai last mei but effort best k liye karna chahiye
Bhiya sach btau to over attempt ke chakkar me negative me marks ayenge pta he ab 0 bhi nhi negative me hu 90 se 99 nhi pahuch sakte kya not a joke but hamesha confident rha hu lekin 28 ka morning shift ka paper tha mera aur ab bilkul blank ho gya hu please aur uper se boards bhi he kuch bhi dhand se nhi a rha dimaag me ab life me phli baar itna confident loose hua he pta nhi kya hoga ab
Bhaiya please organic chemistry ki liya kuch bata dijia bahut dikhta aa rahi hai . Kuch chapter weak bhi hai . Kya kro lecture bhi bahut long hai . Questions practice karna hai
Bhaiya me assam board se hu mera boards 13 feb se start ho rahi he aur exams ke bich me jaida gaps bhi nahi he mere jan attempt me around 100 ke as pas ban rahehe to kya mujhe abhi April attempt ka preparation start karni chaheye please bhaiya bata dijiye 🙏🙏
Okhh bhaiya , i promisis that i will follow your stratergy .. i dont know that what are you going to tell , may be pyq method, but anything and everyhing you say i will follow . Its a promiss…
Bhaiya yarr ab aap hi last hope ho merii 🥲, kash aap pehle mil gye hote,syallabus pura hi nhi ho paya physics chemistry ka 😭 plz aap thoda hum jese aspirants ki baat Kr dijiyega next video mein , dhanyawad bhaiya jii ❤️
Bhayaa me abhi dropper hu!!pur meney starting se Bahut matkari kari haii ! Mains -1 key badh realise hua ki paper doable tha!!! Pur abhi paper ka cut off bhi bahut muskil lag raha haii!! Pur me himath nahi harunga!!60 days ka plane banaya hai meney!!! Mera mostly 12 th ka syllabus bacha haii!!!aur me mains clear karunga bhaya😊
Meri mentality ese thi ki agar me padhai karunga jyada to mera ho jayega par ab esi mentality ho gayi hai jab tab samne vale ko hara na de tab tak mera nahi hoga
@Manas-jj3dy are mere bhai , uske or mere pass dono ke pass 24 ghante hi hai muzhe usse harane ke liye usse jyada padhai krni padegi or Mera output usse bohot jyada ho na chahiye tabhi ye chij mumkin hai
muje pta hai aap kal ki video me pyq method follow krne ko bologe lekin mere bhai ye pyq method physics,maths,physical chemistry,inorganic chemistry me toh lag jayega lekin ye ORGANIC CHEMISTRY me nahi lgta bhaiii aap pyq khologe har pyq me ek nayi reaction pr baat kr rkhi hogi
@snehitmishra I know but 1 saal pehle aapne same video bnayi usme aapne kaha PYQ method is the only method to score best of you in 2 months ...baaki it would be really helpful if you could tell something different for organic chemistry...
When everyone is poor , no one is poor. When everyone is rich no one is rich. Normalisation ke wjh se kuch fark ni pdta . Tumhe tumhari shift ke according hi marks mileinge
Bhaiya I am not a 99 percentile . I am near 93 to 95 percentile . Just because of M......e(me) . I practice more in chem and physics less in maths . Now I am stuck to prepare for mains or advance .. My heart says for advance but I know myself .. I have to get a good branch and nit in mains . Is there any way to after April for advance . 😢bro help I am just stuck . I don't wanna ruin this year. Pls help . .pls contact ... U are best i think u understand bro .. Galti meri thi...........🙁😶
Bhaiya app ka ek bohot popular method hai or pyq method jis ko app bilte ho follow karne ki to usko kaise follow kare samajh main nahi ata agar ek chapter ko pehli bar karu to pyq method se kaise karu kuchh samaz main nahi ata bhaiya please reply honestly❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Hlo bhaiya Mera jee mains 24 Jan shift 1 tha. Mere around 125-130 marks aayenge. Mere Kam marks ke major reason h Ek to Meri maths or organic chemistry weak thi organic chemistry weak hone ke Karan Mene question galat kr diye jis se chemistry mein bahut -ve ho gya. Dusra math me Mene 7 question shi bhi Kr liye the fir bhi 1-2 extra attempt krne ke chakkar mein Mene usme bhi galat kr diya. Physics mein ray optics or dimension shod kr gya tha 4-5 question Aise hi chut gye. Kush question galat bhi hue. Jis se score Kam Ho gya. Bhaiya to ab Meri right strategy kya honi Chahiye Ki mein April mein 60+ marks improve kr sku please Bhai help.❤❤❤❤
Bhiya pla part 2 main ye bhi bata dijiye itne saare crash course aa rahe hain loon ya self study karu ... Problem practice bhot kam hai meri issliye approch bhi develop nahi ho pata pls batiye 😢
Bhaiya main partial as well as 2nd dropper hu maine jee mains jan diya par bohot kharab gya matlb jo chapters ate thy unme se bohot kam questions aye ab mujhe college ke sath sath jee mains april ki preparation karni h main kaise karu age ??
Bhaiya mera solving paper me time management bahut acha hai but mujhe basics se theory padne me help chahiye please try to reply🙏🙏 I attempted 40 question in 28th 2nd shift with 75 percent accuracy
Bhaiya 24 question attempt kiye the 19 ke toh mila liya 41 ke approx ke bn rhe h hope so 50 + bn jaye bss Thanks Bhaiya 15 ,20 no badhe aapki vaje h ❤❤
sir, mera mains 24 ko shift 2 tha mere 140+ aa rhe hai abb mujhe adv. krnz hai mai ky strategy follow kru mai khud se question practice kru ya lecture dekhr problem khud se krne me ye hai proper solution nhi mil pata and doubt bhi solve nhi hota bhot kuch chal rha hai 2-4 din se kuch padh bhi nhi paya kya kru
Bhaiya, Mai ek Dropper hu mera 22 ka 2nd tha mai attempt toh kiya hu lekin shayad hi qualify honga... Mai baut khojta rha yt par ki koi kuxh bata de ki kaise tayyari karu....pehle se IIT KGP Aim tha toh laga ki agar april attempt sirf tayyari krunga toh iit nhi milega aur yt pe bhi log keh rhe the ki mains aur adv alag nahi hai saath kein karo.... Toh mai socha ki mai jo chapters kiya hu pehle vahi mai advanced level tak puch karu...mujhe pta hai pura syllbus toh hoga nahi but itna toh ho jayega ki mains mein decent score laa saku aur adv mein 1 month aur milega iss se dono ka prep hoga... Kya ye Sahi hai ?? 😢please reply
Bhaiya..Mai class 11th ki student hu..or hindi medium students hu..jee ka preparation english medium me kar rhi hu..jiske karna 2024 pura waste ho chuka hai...ab bss 2month hai.. class 12th start hone me.....aur mere se question or test nhi dii hu.. Ab kar karu.... kuch batao bhaiya please 🙏🙏🙏
Bhaiya mai 12th up board student hu mera jee mains January attempt bekar gaya hai mai sc category se belong karta hu mai bas cutoff clear karna chahata hu maine 20 questions attempt kiye hai aur usme shayad 10 se 15 tak hi sahi honge mere ghar valo ko koi problem nahi hai agar mera advance na nikle bas vo chahte hai ki Mai boards me 95+ score kardu mujhse board ke question ho jate hai bas chemistry nhi aati hai bilkul bhi aur ye meri ichha hai ki Mai jee mains cutoff clear karke bas advance dene ke eligible ho jau taki next year drop lekar apki sari baate man kar next year advance clear kar pau magar abhi samjh nhi aa raha hai ki board par dhyan du ya jee mains April par mujhe samjh nhi aa raha kya karu mai bas cutoff clear karna chahata hu jee mains ki aur bhaiya mere boards 24 se hai mai kya karu please help 🙏🙏🙏 I want a response from you bhaiya please make a short on this please 🙏🙏
Bhaiya mein dropper hu, mere saare concepts of 11th and 12th ke board level clear thae, Maine last time 7 mahine pehle padhai ki thi(PCM), phir main 15th jan se jee ki preparation shuru ki, mera 28 ko shift 1 ka paper tha aur mere abhi 90-100 ban rhe hai, main phod dunga paper April wala kyunki mere ko bhagwan ne achaa retention wala dimag Diya h, consistency ke price pe Last 7 mahine mein mae CLAT ki tyari kar rha tha, ab mereko PTA chal gya hai ki woh mere liye ni bna hai, par jee easy hai. 9:33 bhaiya slipped here😂
Bhaiya mene bilkul ni padha tha jee ke liye par ab regret ho raha hai first attempt ke bad. Par ab boards ane wale kuch samajh ni aa raha bhaiya pls ap batau kya karu❤😭
Part 2 Is here
th-cam.com/video/oswhoXlN4mI/w-d-xo.htmlsi=HfNAcijpkod0YxqU
Bhaiya abhi mera exam hua nhi h...kal exam h shift 1 me...🙂 Mujhe apni poori makkari yaad h... Aur last me kitna ragad k padha h ye sab bhi yaad.... 22,23 aur 24 k shift me questions bann rhe the...🙂par aaj ka question dekhne k baad confidence bht down ho gya h.. I'm dropper aur mere paas ye last chance h bass apni tyyari bachane ka...🙂 Kal k paper me toh ab kuch nhi kar skte... cutoff clear hua toh thik nhi to ....🙂 par kuch bhi Kar k bss April attempt bachana padega.. aap bht late se mile youtube pe.. jab aapne pyq method wala video upload Kiya tha..par honestly saying.. jis din se mile uss din se blindly follow Kiya h apko... Syd tabhi thodi preparation sudhri h...hope so ki kal ka exam thik chala jaye.. April wale me toh jam k mehnat karungi.. bss aapka ashirvad rahe...🙂🙏🏻
Sahi baat hai 1-1 din kab beet jata hai pata hi nhi chalta 🫨
hlo didi me 11 me hu or mera 11 ka half syllabus he khatam hua hai 😔.kya aap mhuje bata sakte ha ke aap ne kya mistake keya tha , taki me vo mistake naa karu
@@PrinceDutta-z4wek simple si tip hai, daily concentration ke sath 7 hours padho aur kuch nhi karna hai, exam tough ni hai bass consistency chahiye.
😢 uss bro mera bhi kl exam hai shift 2
🤡
Kaisa hua paper 😶???
Bhaiya aapki baato par blindly follow karunga❤❤🎉
@Yadavas-xz3bs matlab
Are phle batao kanpur ke ho ??
Bol bhai army school wale ho class 10 2022 ke ?
Bhai me kanpur se hu batao
Me bhi@@AyushKumar-of2lw
Best teacher in whole youtube ❤❤❤
Bhaiya thank you firse haath pakadne ke liye jan attempt me agar apki saari bate mani hoti toh sayad wo or acha hota.
❤❤Thank you again bhaiya and waiting for tomorrow's new start 😊😊
Mujhe pta hai aap pyq method ke baare mai btaoge last bhi dekhi thi lekin mai apnki guidance bhul gya aur ghanta kuch follow nhi kiya aur aaj ek dropper hu jiske january attempt mai bhi cutt off clear nhi hone waali
Lekin mera advance mai ek swaal hai ki mera syllabus 40-50% hi complete hai mai directly muhh uthha ke pyqs kese uthaa lu mujhe toh uss chapter ka formula bhi nhi aata concept toh durr ki baat hai ??
Keep inspiring ❤️
Ha Bhai same problem he ye pyq method ka kuch to basic ana hi parega
Pyq method rivison ke liye hai
This video made me happy and bought a smile on to my face, because it made me realize my mistakes and I am ready to resolve those mistakes. I will become an IITIAN no matter what. And get 99%tile in April attempt though my jan attempt wasn't so great.
Expectating around 97
But will definitely aim for 99+ in april
Only creator in the field of education, jo strategy dene se bhi pehle ek video se sab clear krna chahte h taaki bacho ka perspective clear rhe while watching strategy.
Really Genius, bhaiya.
Seems like bansal coaching jo admission lene ke liye bhi test lete the.
Sorry if i am wrong
Bhaiya abhi se is waqt se aapki baate aur sar aankho par hogi ... chahe kadwa lage chalega , sach humesha kadwa lagta hai lekin sach sach hota hai aur wahi humare lie behtar hota hai , thanks snehit bhaiya , dubti hui naiya bachane ka mouka aapne dila diya
I am ready and go far sir 😊😊❤❤❤
Bhaiya you are really helping us alotttttttt and I really want to crack second attempt with 97 percentile+ and thank you sooooo much bhaiya for this.❤❤
Thank you so much bhaiya
😢😢🙏🙏🙇🏻♀️🙇🏻♀️
Bhaiya mene 33Q attempt kiye hai me solution nahi dekh ne wala jo ayega vo ayega par bhaiya mujhe jo ajj dar laga vo darr mujhe second attempt me nahi leke jana mujhe apneapko aur jada confident bana hai mujhe ajj atte huie sawal mene chood diye or kuch galat bhi kar diye i waiting for part2
Thank you so much bhaiya ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ love you bhaiya ❤❤❤❤
Bhai sahi bola yar❤❤❤
Aap ki strategy ko follow karke mai next attempt me 99%tile lekar aaunga promise.
And Love you so much sir❤
Really need this bhaiyaaa
Bhaiya aise chapters bhi btana jinse commenly puchhe jate hai question
Aur aapke anusar jin chapter ko kr lena chahiye suru se hi aur pyq method ko kaise laagu kre us chapter me jise padha nhi hai ye bhi
bhaiya jan me acha college secure ho gya h .... advanced k kiye roadmap de dijiye
Bhaiya apki video ne merii ankhen khol di Kasam se slate Khali krliya h wada krta hu bheed se alag reh kr 99%ile se zyada hi score krunga.. bss apse milna h bhaiya zindagi me ek baar hi shi bsss... Reply Krna bhaiya
Bhaiya please next part kal dophar ta dal dena.
Snehit Bhaiya ❤
Hume Boards + April Attempt dono ka taiyari krna hai.
boards exam khatam hone ke baad or April attempt aane mein gap 15 din ka hai
To isko kaise manage kre
Kyuki boards exam jab tak hoga tab tak to hum log sirf 12th hi padhte reh jayenge phir 11th ka kab padhenge
Please help bhaiya
Same
😢Bhaiya isme jo bata diye wo samajh gaye but april attempt ke liye kya karna hoga ab wo bataiye kis level ka question kare kitna kare syllabus pura kare ya only for pyq kaisa preparation kare ki abkibar pakka phod de last attempt hai 😢😢
Thank you bhai ,basic chizzz samjh nai a Raha tha mujhe ,but ab at least kuch alag dekhunga.
Thanku bhaiya 😢❤❤
Thnx bhaiya
sir ji mene aug. se pdhna strt kiya properly . mene sare high wiehghtage chapter kie in phy and chem . also in math lekin meri 28s1 aay , mere mock mein 30 ques tk ho jate the in phy and chem lekin mere ppr m 20 ques bhi ni bn pay.. mene unn 20 mein se bhi tukke mare h ..... 4-5 mahine wastful lg re h mene sb kuch chd diya tha dosto ke sath ghumane , android phn ki jgh keypad wala phn bhi leliye distraction na ho... lekin uss bache mein jo bina pdhe ppr deke aaya aur tuke markr aaya aur mujh jese bache m jo last mein sb kuch tyag krke pdha lekin phr bhi ppr m ques ni bne kya frk reh gya ??????? phy and chem shi thi lekin woh dono ke ques ni bne toh ppr m momentum bigd gya sara jha tk .. kuch ho skta h kya april wale attmpt m 12th mein ho
Bhaiya plz make a video on addiction and distraction 🙏🙏
Please mene bhot mehnat ki h ..par mere number 80 bhi nhi aarhe
Bhaiya tutt si fayi hu aaj ki jee mains (28 jan) ki performance se negative aur jate h question , show me the path, jispe khadi utruu , is umar main bhut bura lata h ghr walo ki expectations abh unhe kya khu difficult level badta ja raha h aur ye drop year h to pressure 📈 just hoping aap reply karoge aur rahaa dikhogee!!
😢
Too much pressure hai fight till last breath dusre ke baat mat suna mai bhi dropper hu sab demotivate karte rahte hai mujhe ab sunta he nahi
@Rat2006 okayy i try my best 💪 thanks frnd.
Always do your best👍🐐
@@jiyajaiswal958 abhi sabkuch bhul jaao aur agle attempt tak puri mehnat karo baaki ka future k baare mei uske baad sochna kuch na kuch ho jata hai last mei but effort best k liye karna chahiye
Bhaiiiya part 2 as fast as possible please 🙏🏻
Bhiya sach btau to over attempt ke chakkar me negative me marks ayenge pta he ab 0 bhi nhi negative me hu 90 se 99 nhi pahuch sakte kya not a joke but hamesha confident rha hu lekin 28 ka morning shift ka paper tha mera aur ab bilkul blank ho gya hu please aur uper se boards bhi he kuch bhi dhand se nhi a rha dimaag me ab life me phli baar itna confident loose hua he pta nhi kya hoga ab
Bhaiya please organic chemistry ki liya kuch bata dijia bahut dikhta aa rahi hai . Kuch chapter weak bhi hai . Kya kro lecture bhi bahut long hai . Questions practice karna hai
Bhaiya mai select ho kr dikhaunga apko Apr me love u bhaiya jo bataya wo follow karunga bhaiya Apr me mera 95%ile above hoga ❤❤❤
Bhaiya Sahi Kaha Apne Mene Bhi Wohi 8 Lectures Per Day From Detailed Lectures Wala Plan Banaya Tha For April Attempt 🤕
Bhaiya kya 30 percentile se 99 pr jump nhi kiya ja sakta haii kyaa??
Bhaiya me assam board se hu mera boards 13 feb se start ho rahi he aur exams ke bich me jaida gaps bhi nahi he mere jan attempt me around 100 ke as pas ban rahehe to kya mujhe abhi April attempt ka preparation start karni chaheye please bhaiya bata dijiye 🙏🙏
love u bhai tnne
❤❤
Thank sir ji ❤❤❤❤
Bhaiya ek baat puchni thi....kya mujhe april attempt ke liye koi batch lene ki jaroorat hai
Bilkul nhi bhai
Yeahhh!!!! Same
Kyuuu @PriyaKumari-nm5ly
Okhh bhaiya , i promisis that i will follow your stratergy .. i dont know that what are you going to tell , may be pyq method, but anything and everyhing you say i will follow . Its a promiss…
Bhaiya yarr ab aap hi last hope ho merii 🥲, kash aap pehle mil gye hote,syallabus pura hi nhi ho paya physics chemistry ka 😭 plz aap thoda hum jese aspirants ki baat Kr dijiyega next video mein , dhanyawad bhaiya jii ❤️
Let's start 😶🤗
Love you bhaiya ❤❤❤
Loved the video sir respect for telling us the reality now what should we do
Bhayaa me abhi dropper hu!!pur meney starting se Bahut matkari kari haii ! Mains -1 key badh realise hua ki paper doable tha!!! Pur abhi paper ka cut off bhi bahut muskil lag raha haii!! Pur me himath nahi harunga!!60 days ka plane banaya hai meney!!! Mera mostly 12 th ka syllabus bacha haii!!!aur me mains clear karunga bhaya😊
Bhaiya you are best m3ntor and tha ks for guide me
Waiting for part 2 ❤
Bhaiya koi acchi coaching ka crash course lekar follow karu
Bhaiya pls reply
Sir abhi toh pure advanced k liye padhai karun ga kuyn ki jee mains main bhi advanced ki tyari chahiye.
Bro your first attempt strategy followed got improved I need strategy for maths
Bhaiya apki baat स्वीकार karta hu ❤
Bhaiya 12th vi hai aur April attempt kya dono aacha sa kiya ja sakta avi sa please reply bhaiya 🙏🏼
I agree❤
You are right bhaiya
Please don't share this video 😑😑😑😑😑😑😑😑
Why?
Love it 😍
Bhaiya aap boards ko dhyan mai rakhte hue banaiyega
100% right bcz board 17-18 Feb se start he
Dropper ke bhi bhaiya😢
Finnally I met the best mentor now I'm in good hands
Meri mentality ese thi ki agar me padhai karunga jyada to mera ho jayega par ab esi mentality ho gayi hai jab tab samne vale ko hara na de tab tak mera nahi hoga
To bro samne walo ko kaise haraoge??? Padhai karke hin na sahi se? Ya ladai karke?
@Manas-jj3dy are mere bhai , uske or mere pass dono ke pass 24 ghante hi hai muzhe usse harane ke liye usse jyada padhai krni padegi or Mera output usse bohot jyada ho na chahiye tabhi ye chij mumkin hai
muje pta hai aap kal ki video me pyq method follow krne ko bologe lekin mere bhai ye pyq method physics,maths,physical chemistry,inorganic chemistry me toh lag jayega lekin ye ORGANIC CHEMISTRY me nahi lgta bhaiii aap pyq khologe har pyq me ek nayi reaction pr baat kr rkhi hogi
Snehit Mishra is more unpredictable than NTA.
@snehitmishra I know but 1 saal pehle aapne same video bnayi usme aapne kaha PYQ method is the only method to score best of you in 2 months ...baaki it would be really helpful if you could tell something different for organic chemistry...
Bhaiya mujhse mains ke 10 question bhi nahi kar paya kya mera kuch ho sakta hai please reply bhaiya
Mai apna dard bas apse hi share karta hu bhaiya please mujhe rasta dikhaiye
90+ lana ka try karo ache collage ka
Are bhai pehle video to dekh le phir comment karna solution mil jayega
@@khansirmotivation2437boards ka dekho abhi ke liye
Aapke hisab se kya pehle ke shift ka analysis krana thik hai??kyuki aage ke shift wale ko advantage milta h
When everyone is poor , no one is poor.
When everyone is rich no one is rich.
Normalisation ke wjh se kuch fark ni pdta . Tumhe tumhari shift ke according hi marks mileinge
Bhaiya main aap se personally baat karna chahta hu kya ho sakti hai???
Bhaiya please 2026 ke liye roadmap and study tips ❤
Bhaiya nayi shuruat kari hai april ke liye🙏🏻 ab daily vlogs dalta hu taki 99 percentile lane ke baad dekh saku struggle
This is my first and last strategy video for april attempt ❤
Bhaiya last 5 years pyqs wali baat ko aur elaborate kriye pls😊
Bhaiya pyq method mein kitne year k pyq karne chahiye❤❤
Past 18 years papers.
Bhaiya I am not a 99 percentile . I am near 93 to 95 percentile . Just because of M......e(me) .
I practice more in chem and physics less in maths .
Now I am stuck to prepare for mains or advance ..
My heart says for advance but I know myself .. I have to get a good branch and nit in mains .
Is there any way to after April for advance . 😢bro help I am just stuck . I don't wanna ruin this year. Pls help . .pls contact ... U are best i think u understand bro ..
Galti meri thi...........🙁😶
Bhaiya app ka ek bohot popular method hai or pyq method jis ko app bilte ho follow karne ki to usko kaise follow kare samajh main nahi ata agar ek chapter ko pehli bar karu to pyq method se kaise karu kuchh samaz main nahi ata bhaiya please reply honestly❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Same bhai
Bhaiya math's bekar hai organic revise n kii thi 🥲🥲130 arhe hai 🥲
bahiya is JEE ONE course of namo kaul sir is good for mains and as well as advance???
Main+ adv ka bhi sath sath❤
Aapse personally baat karni hai kaise kar sakta hu 😢
Hlo bhaiya Mera jee mains 24 Jan shift 1 tha. Mere around 125-130 marks aayenge. Mere Kam marks ke major reason h Ek to Meri maths or organic chemistry weak thi organic chemistry weak hone ke Karan Mene question galat kr diye jis se chemistry mein bahut -ve ho gya. Dusra math me Mene 7 question shi bhi Kr liye the fir bhi 1-2 extra attempt krne ke chakkar mein Mene usme bhi galat kr diya.
Physics mein ray optics or dimension shod kr gya tha 4-5 question Aise hi chut gye. Kush question galat bhi hue. Jis se score Kam Ho gya.
Bhaiya to ab Meri right strategy kya honi Chahiye Ki mein April mein 60+ marks improve kr sku please Bhai help.❤❤❤❤
Same shift scoring around 120
Bhiya pla part 2 main ye bhi bata dijiye itne saare crash course aa rahe hain loon ya self study karu ... Problem practice bhot kam hai meri issliye approch bhi develop nahi ho pata pls batiye 😢
Bhaiya main partial as well as 2nd dropper hu maine jee mains jan diya par bohot kharab gya matlb jo chapters ate thy unme se bohot kam questions aye ab mujhe college ke sath sath jee mains april ki preparation karni h main kaise karu age ??
Mat kar bhai agar betch kar rahe ho to gate ke tyari karo tumhare liye jayda accha rahe ga
Bhaiya mera solving paper me time management bahut acha hai but mujhe basics se theory padne me help chahiye please try to reply🙏🙏
I attempted 40 question in 28th 2nd shift with 75 percent accuracy
Bahut kam hai bro
Bhaiya 24 question attempt kiye the 19 ke toh mila liya 41 ke approx ke bn rhe h hope so 50 + bn jaye bss
Thanks Bhaiya 15 ,20 no badhe aapki vaje h ❤❤
sir,
mera mains 24 ko shift 2 tha mere 140+ aa rhe hai abb mujhe adv. krnz hai mai ky strategy follow kru mai khud se question practice kru ya lecture dekhr problem khud se krne me ye hai proper solution nhi mil pata and doubt bhi solve nhi hota bhot kuch chal rha hai 2-4 din se kuch padh bhi nhi paya kya kru
Bhaiya, Mai ek Dropper hu mera 22 ka 2nd tha mai attempt toh kiya hu lekin shayad hi qualify honga... Mai baut khojta rha yt par ki koi kuxh bata de ki kaise tayyari karu....pehle se IIT KGP Aim tha toh laga ki agar april attempt sirf tayyari krunga toh iit nhi milega aur yt pe bhi log keh rhe the ki mains aur adv alag nahi hai saath kein karo.... Toh mai socha ki mai jo chapters kiya hu pehle vahi mai advanced level tak puch karu...mujhe pta hai pura syllbus toh hoga nahi but itna toh ho jayega ki mains mein decent score laa saku aur adv mein 1 month aur milega iss se dono ka prep hoga... Kya ye Sahi hai ?? 😢please reply
bhaiya april + adv kese target kare usske upar vid pls
Bhaiya kya me esaral ka bounce back wala crash cource lelu?
no, competishun c3 lele
no, competishun c3 lele
no, competishun c3 lele
Bhaiya where is the Second Part… Please make it asap 😊
Bhaiya Ji bhaiya Hai 12th class ke Unka January shift bekar Gaya Hai 10 12 question Hi Ho Paye Hain Unse Kyon aapke bare mein unko Bataun
Bhaiya mai kewal aapki baat maanunga aab time barbaad nahi karunga kisi youtuber ke chakkar me nahi padunga 😭😭😭😭😭😭
Sir i totally agree with your analysis but sir i really want to crack jee to get a good college please help
Bhayia 12th boards aur April attempt dono ki strategy batayiyega pls kal ki video me 🙏🙏🙏🙏
Bhaiya..Mai class 11th ki student hu..or hindi medium students hu..jee ka preparation english medium me kar rhi hu..jiske karna 2024 pura waste ho chuka hai...ab bss 2month hai.. class 12th start hone me.....aur mere se question or test nhi dii hu..
Ab kar karu.... kuch batao bhaiya please 🙏🙏🙏
Bhaiya ab konse year pyqs pahle karu ,plz help
Bhaiya mai 12th up board student hu mera jee mains January attempt bekar gaya hai mai sc category se belong karta hu mai bas cutoff clear karna chahata hu maine 20 questions attempt kiye hai aur usme shayad 10 se 15 tak hi sahi honge mere ghar valo ko koi problem nahi hai agar mera advance na nikle bas vo chahte hai ki Mai boards me 95+ score kardu mujhse board ke question ho jate hai bas chemistry nhi aati hai bilkul bhi aur ye meri ichha hai ki Mai jee mains cutoff clear karke bas advance dene ke eligible ho jau taki next year drop lekar apki sari baate man kar next year advance clear kar pau magar abhi samjh nhi aa raha hai ki board par dhyan du ya jee mains April par mujhe samjh nhi aa raha kya karu mai bas cutoff clear karna chahata hu jee mains ki aur bhaiya mere boards 24 se hai mai kya karu please help 🙏🙏🙏
I want a response from you bhaiya please make a short on this please 🙏🙏
Bhaiya mein dropper hu, mere saare concepts of 11th and 12th ke board level clear thae, Maine last time 7 mahine pehle padhai ki thi(PCM), phir main 15th jan se jee ki preparation shuru ki, mera 28 ko shift 1 ka paper tha aur mere abhi 90-100 ban rhe hai,
main phod dunga paper April wala kyunki mere ko bhagwan ne achaa retention wala dimag Diya h, consistency ke price pe
Last 7 mahine mein mae CLAT ki tyari kar rha tha, ab mereko PTA chal gya hai ki woh mere liye ni bna hai, par jee easy hai.
9:33 bhaiya slipped here😂
Bhaiya 90 se 99.5 tk ka bhi bata dijiye please.. mai 15 ghante pdhne ki koshish krrha hu.. altho ye mujhe publically nhi khna chahiye
Bhai meri theory complete ho chuki h but question nhi bnte kya kru ?
Bhaiya mene bilkul ni padha tha jee ke liye par ab regret ho raha hai first attempt ke bad. Par ab boards ane wale kuch samajh ni aa raha bhaiya pls ap batau kya karu❤😭
I will study 1 hour for every like in this comment it is serious
Bhaiya vedantu ka crash course kesa rahega 2nd attempt ke liye??
Don't do
@@NikhilGupt-x9h But there's no other option for me
Bhaiyaaaaa😭😭😭😭😭
please jee- 2026 wale apne chote bhai bheno ki madat krdo please 😢😢😢
BTA TO DIYA HI KITNE BAAR BATAYEE
Abhi aaplog sirf padho...