Sir view invoice mai view detail open kerte hai to waha employees ka a/c no. And ifsc code blank so ho raha hai. Jabki a,/c verified mai yes show ho raha hai. Jabki accounts ki details maine fill ki thi. Please help.
Ap jis b Department se h us department k through reset krwana pdega ...email kro ya direct office me contact ho to waha pe call krke b reset krwa skte hai...
Jaisa ki apko pta hai HKRN Portal par hame forget password ka option nahi diya hai, sirf change password ka option h or agar ap password change krte hai to apko old password yaad hona chahiye.... filhal portal par aisa koi option nahi h jis se ap paswrd change kr ske......isliye apko apne department se he contact Krna pdega
Thanks 😊👍👍
Thnx sir
👌👌👍👍😎
Ddo ka number hi galat h ab otp hi ase number pr jata h jo department me kisi k pas ni h ase case me kya kre
Sir mera mobile no. Register nhi h mene tgt ke lie apply kiya h kya kare
Sir ifsc detail galat daal di h kya solution h...hkrn में
Grievance update kro
Sir hkrn ka registration no ghum hone pr kese pta kare
Sir view invoice mai view detail open kerte hai to waha employees ka a/c no. And ifsc code blank so ho raha hai. Jabki a,/c verified mai yes show ho raha hai. Jabki accounts ki details maine fill ki thi. Please help.
Logout krke again login kijiye portal ko
DDO I'd open krte time OTP puch raha hai
Sir hkrn ki trf se msg aa rha h ki complete ur registrations no..kese kre plz reply
@ruchikabains4971 Aap apne registered number se portal par login krke k apni details fill kr do
Sir payment 2 bar kr di
Muje bank account no.chang karana hai kya kre hkrn pr pls help
Hmm incharge se bat kijiye wo krwa denge
Password change karke bhul gaye h ,wo kaise pata kare ya fir reset kaise karepz reply
sir DDO ki full form kya hai
DDO= DRAWING AND DISBURSING OFFICER
Sir username and password kse pta lgega?
Aapke department se e-mail k through bheje gae the ... office se cnfrm kr lo
Username or password bhul gya hu kase forgot hoga
Forget pswrd kr lo
Password change karke bhul gye h, wo kaise pta chalega ya bdla jayega
Same question pzz reply
Ap jis b Department se h us department k through reset krwana pdega ...email kro ya direct office me contact ho to waha pe call krke b reset krwa skte hai...
Jaisa ki apko pta hai HKRN Portal par hame forget password ka option nahi diya hai, sirf change password ka option h or agar ap password change krte hai to apko old password yaad hona chahiye.... filhal portal par aisa koi option nahi h jis se ap paswrd change kr ske......isliye apko apne department se he contact Krna pdega
Department me kisko contact karna hai?
Mail kar diya hai per koi reply nhi aaya department ka.
Sir ddo ka mob.no