Bhai o general 1.5 ton non inverter vs bluestar FC318vnu in dono me se konsi le o gneral ki Colling capacity hai 5300 aur blustar wali ki 5350 dono non inverter hai price me lagbhag 10 hazar ka farak hai shopkeeper bol rha h bluestar ki lo usme 50 watt colling capacity bhi zyda hai o genral se aur rate bhi sasta hai aap batao dono me se konsa le
Buy o general , indoor size is huge compared to blue star . I am using asga18buta o general. In fact o general has thick , wide and much heavy condenser as well as evaporator coil. Airflow is highest than any AC , when you unbox the AC nd touch it u will understand how strong nd durable it is made compared to others. O general, Mitsubishi electric, Mitsubishi heavy duty doesn't need comparison. Bcz they r imported products and koi ac samne thik ta hi nahi hai..
@@AajKaDemo kaun sa sir voltas ka ek 183 venus plus 1.5 ton kaisa h ek baar review jrur kriye jldi wo confirm kr chuke h ghar wale new model h 5300 cooling capacity ke sath
Bhai. Sab. Ji. Namaste. Hum. Na. 1.5.Ton. Ka. Heavy. Dety . SPILT. AC. FIX. SPEED Wala. Lena. Ha. Please Please. Mujhe. Batho. Acha. A C. Kon. C. Company. Ka. Ha. Very Very. Thanks 🙏🙏🙏🙏🙏
Ye ac heavy duty hai. 2024 ki. Cooling me sabka baap hai. 2024 k may june ki garmi bihar me, isne daat kar mukabla kia 50' temperature ka, mera room sunlight facing hai, par isko koi fark nahi padta. Big size indoor unit and outdoor too. Kharid lo verna pachtaoge.
@@AajKaDemo 2 mahina bhi use nahi kiya naya ac aur uska outdoor ka fan shaft Portion se apne aap hi chalte chalte toot gaya...1 mahine se complaint register hai lekin problem solve nahi ho pa raha 😭😭😭😭 baar baar technician visit karte hain lekin solve nahin kar pa rahe hain....
Bhai o general 1.5 ton non inverter vs bluestar FC318vnu in dono me se konsi le o gneral ki Colling capacity hai 5300 aur blustar wali ki 5350 dono non inverter hai price me lagbhag 10 hazar ka farak hai shopkeeper bol rha h bluestar ki lo usme 50 watt colling capacity bhi zyda hai o genral se aur rate bhi sasta hai aap batao dono me se konsa le
achha to ogeneral h kyuki jab temp thoda jyada hota h to blue star ki cooling capacity kam ho jati h. ogeneral ki nahi hoti
Buy o general , indoor size is huge compared to blue star . I am using asga18buta o general. In fact o general has thick , wide and much heavy condenser as well as evaporator coil.
Airflow is highest than any AC , when you unbox the AC nd touch it u will understand how strong nd durable it is made compared to others.
O general, Mitsubishi electric, Mitsubishi heavy duty doesn't need comparison. Bcz they r imported products and koi ac samne thik ta hi nahi hai..
O General main use kar raha hu uss k mukable mein koi b ac nahi jabardast cooling hai non inverter
Sir....idu & odu ke u bent me koi coating hai....? Blue star & carrier fixed ac me best kon ....??
blue star. bilkul h coating
Dada aur ek baat non inverter 1.5ton mein konsa company top hea durability long term ke liye aur cooling bhi?
ogeneral
brother 260 sq feet room, down ceiling ki hui hai, 9 feet roof height, kitne ton ka ac kaam krega , fixed speed? ground floor, roof bhi cover hai,
kam se kam 2 ton
2 ton inverter ac main kaunsa sa better hai Blue star or Carrier please suggest
carrier
Carrier vs blue star non inverter mein konsa best hea dada?
blue star
Sir daikin 1.5 ton 3 star vs bluestar 1.5 ton 3 star jo apn show kiya kaun lena sahi rhega 200 sq feet ki room h
aapko 2 ton ka lena chahiye koi b lelo
@@AajKaDemo kaun sa sir voltas ka ek 183 venus plus 1.5 ton kaisa h ek baar review jrur kriye jldi wo confirm kr chuke h ghar wale new model h 5300 cooling capacity ke sath
Daikin vs bluestar non inverter ac model number with price please
dono ka video banaya hua h sie aap mere channel pe dekh sakte hai
Hello bro meri gym hai kon se brand ka ac best hai
ogeneral lelo
@@AajKaDemo duct kesi rhegi gym mai
Sir carrier vs Blue star konsa colling best hea?plz reply
both
@@AajKaDemo abhi 2024 mein non inverter konsa best hea?
Sir iske remote ke screen mein light hai ya nahin ?
No
Sir isme auto clean mode hai kya
auto clean is bullshit in all acs
Is k Sather stabilizer ki jarurT hai ya nahi
yes
Sir isme sound bhi hota hai kya
kaisa ?
@@AajKaDemo jaise chlta hai noise hota hai
sir iska model kon se year ka hai
23 to 24 abhi b continue h
Bluestar 2 ton non inverter and Mitsubishi 2 ton non inverter Which is the best
mistu
Sir iska model no.kya hai aur yeh kitne ka hai
check description please
Bhai. Sab. Ji. Namaste. Hum. Na. 1.5.Ton. Ka. Heavy. Dety . SPILT. AC. FIX. SPEED Wala. Lena. Ha. Please Please. Mujhe. Batho. Acha. A C. Kon. C. Company. Ka. Ha. Very Very. Thanks 🙏🙏🙏🙏🙏
best to ogeneral h. uske baad aap blue star b le sakte ho
Sir 80 month ki waranty scheme hai is par
bilkul
Bro video m CP 5310w btare oo or agar apka link open kre toh uski Details’s me 5200W bta rha h
g bilkul abhi ye amazon ke stock me nhi aaya h
best ac hai big size room k liye i am using 2 ac in my two big room
great
Sir mere ko to shopkeeper me 5 years ki overall warranty bola h 😮
ok
Ye ac heavy duty hai. 2024 ki. Cooling me sabka baap hai. 2024 k may june ki garmi bihar me, isne daat kar mukabla kia 50' temperature ka, mera room sunlight facing hai, par isko koi fark nahi padta. Big size indoor unit and outdoor too. Kharid lo verna pachtaoge.
great
Supercool
great
Sirji sab se ghatiya ac blue star ka ac hai sir....mat recommend kijiye sir is brand ke ac ko....faulty product sab bana raha hai blue star.
sorry but kya hua aapke sath