OPPO a78 5g Hard reset Frp Bypass

แชร์
ฝัง

ความคิดเห็น • 6

  • @abhayarora2351
    @abhayarora2351 26 วันที่ผ่านมา

    Sir iss method sae phone ka frp remove ho gayaa aur uskae badh phone reset bhi karliyaa proper unlock ho gaya phone phir hang aur slow chal raha phone aab

    • @mobi_care
      @mobi_care  26 วันที่ผ่านมา +1

      @@abhayarora2351 frp remove karne se pahle kya condition thi?

    • @abhayarora2351
      @abhayarora2351 26 วันที่ผ่านมา

      @@mobi_caresab sahii thaa

    • @mobi_care
      @mobi_care  26 วันที่ผ่านมา +1

      @@abhayarora2351 1. System update check karo.
      2. Ek bar fir se hard reset kar ke dekho
      3. Fir bhi nahi hua to ye steps follow karo
      Settings > about phone > buld number par 8 bar click karo to developer options on ho jayega. Fir back aao, additional settings me developer options me > "Windows animation scale, Direction scale, Animation scale" ye 3 settings rahenge to unhe off karo aur fir check karo

    • @abhayarora2351
      @abhayarora2351 26 วันที่ผ่านมา

      @@mobi_care sir maine Android 14 mae update kiyaa toh slow aur hang ki problem theek ho gahii phir maine uskae badh phone reset kiyaa aur aab

    • @abhayarora2351
      @abhayarora2351 26 วันที่ผ่านมา

      Aur aab phone hard reset karnae kae first time badh phone setup karthae time araha ki sim card insert karoo aur sim card bhi detect nhi ho raha aab isliyae setup screen sae aagae nhi badh raha process aab