Bhai yah ek video mein Bata rahe hain ki jismein sabse jyada reading Ho vah running wiring ha aur dusri video mein Bata rahe hain jismein reading kam ho vah running wiring but donon mein se kaun si sahi hai vah to aap hi confirm karenge
Dekho bhai water pump ki banawat aisa hota hai ki pani wala part alag hota hai aur coil wala part alag hota hai jisse pani coil me nahi jata lekin cooler motor me pani chala jayega jisse motor turant kharab ho jayega
Bhai aap cooler ka pankh hai use hath gumakar dekhe Kahi jam to Nahi hai agar jam problem ho to aapko hamare channel ke playlist "air cooler repair" me jam problem ke liye video mil jayega
Bhai agar aapka kahne ka matlab yah hai ki 4 wire me se kisi ek wire me bulb glow Nahi kar raha hai to iska matlab aapke cooler motor ka 2 coil me se ek coil kharab ho chuka hai yane ki andar se wire open ya jal chuka hoga to bhai iske liye aapko motor ko kholkar repair Karna hoga To aapko hamare channel ke playlist "air cooler and fan "me aapko cooler motor ka repair video mil jayega
Dekho bhai agar aapke motor me 4 wire hai to isme ka 2 wire ek coil ka hota hai aur baki ka jo 2 wire hoga wah dusre coil ka tar hoga to bhai agar koi bhi do wire me bulb glow kar raha hai aur baki ke 2 wire me bulb glow Nahi kar raha hai to iska matlab aapke cooler ke motor ka ek coil ka tar jaha par joint huwa rahta hai dhage se sila gaya hota hai waha par wire tut chuka hota hai jise kholne par pata chalta hai
@@mechanicalsearch dekha hu isliye to bta raha hu coundesnar ke do wire me btaye ho running ya starting me fase ya nutal de sakte ho wo galt hai starting me face nutal dene se winding jada din nahi chalegi fook jayegi
Very nice video.Thankyou
Thanks bro ❤❤❤❤ really usefull
Nice teaching to solve the problem sir😊
Very nice usefull information thank you
Samaj main agaya tq
Bhai yah ek video mein Bata rahe hain ki jismein sabse jyada reading Ho vah running wiring ha aur dusri video mein Bata rahe hain jismein reading kam ho vah running wiring but donon mein se kaun si sahi hai vah to aap hi confirm karenge
Thainks👌👌👌
Bahut achha bataye hai bhai
kalar dekhkrke boliy
Thanks
Ok
Nice guidelines bro
Thank you brother
Good
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
समझाया तो अच्छा है लेकिन मोटर चलाकर भी दिखा देते तो बहुत अच्छा रहता क्योकि अधिकतर लोग मोटर को चलता हुआ भी देखना चाहते है
rotation change to hoga Bhai Per starting per chaloge to kuch time bad motor fuk jayegi
Shi bat
Nice
Matlab jada Bala ho ga tab
Nhi PRA h to GLat na bray WAP ko sikhne KI jrurat h
Condense kis mai lage ga
Kya is moter se water pump bana sakte hai
Dekho bhai water pump ki banawat aisa hota hai ki pani wala part alag hota hai aur coil wala part alag hota hai jisse pani coil me nahi jata lekin cooler motor me pani chala jayega jisse motor turant kharab ho jayega
Pura ulta bataya h
Shi bole bhai
Haaa
Please sir jabab de kuki sir hame ye kharidna hai
😀😀
Fatak se 😱🤣
Bro thora baad karna hai no dena pl
Motor vibration kar rahi hai pr ghum nahi rahi h toh kya kare
Bhai aap cooler ka pankh hai use hath gumakar dekhe Kahi jam to Nahi hai agar jam problem ho to aapko hamare channel ke playlist "air cooler repair" me jam problem ke liye video mil jayega
Ulta bataya
Mere me 20 multimeter me aa raha hai to kya coil fuk gaye hai
Ha Bhai ho sakta hai motor jal gaya ho ya ye bhi ho sakta hai andar wire short ho sakta hai to pahle aap motor jo kholkar dekhe
Bhai mene kit ka connection kiya that but moter huan haun kar rahi hai
Motor Me problem hoga
Black konsa red konsa pehele dekh le fir video upload karle yqar
Motor ki 4 wire mein ek bar mein bulb glow nahin kar raha hai to kaise repair kar
Kye Karna ha motor me
Bhai agar aapka kahne ka matlab yah hai ki 4 wire me se kisi ek wire me bulb glow Nahi kar raha hai to iska matlab aapke cooler motor ka 2 coil me se ek coil kharab ho chuka hai yane ki andar se wire open ya jal chuka hoga to bhai iske liye aapko motor ko kholkar repair Karna hoga
To aapko hamare channel ke playlist "air cooler and fan "me aapko cooler motor ka repair video mil jayega
Koyal Nahin chali hai bhai sahab andar se thik hai
Dekho bhai agar aapke motor me 4 wire hai to isme ka 2 wire ek coil ka hota hai aur baki ka jo 2 wire hoga wah dusre coil ka tar hoga to bhai agar koi bhi do wire me bulb glow kar raha hai aur baki ke 2 wire me bulb glow Nahi kar raha hai to iska matlab aapke cooler ke motor ka ek coil ka tar jaha par joint huwa rahta hai dhage se sila gaya hota hai waha par wire tut chuka hota hai jise kholne par pata chalta hai
@@mechanicalsearch bhai phone number apna aane do bhi
batane ka trika nhi ata h. pata nhi kahana kya chahte ho.
last ka galt bataye hai bhai tu tere video dekhe ke kitno ka motor fuk jayege 😂😂
Bhai dhyan se pura video dekhe
@@mechanicalsearch dekha hu isliye to bta raha hu coundesnar ke do wire me btaye ho running ya starting me fase ya nutal de sakte ho wo galt hai starting me face nutal dene se winding jada din nahi chalegi fook jayegi
@@mechanicalsearch clock wise and anty clock wise ke liye wire change karna padta hai bhai jo ki tumhe mallum hi nahi
prnt.sc/PPvg-g6wZMRB ye kaun si company ka motar hai please sir batay
Nice