Same problem bhai, e problem gari ko washing ka time ata ha... Oxygen sensor ka upar pani parte hai o light jal jata ha... Nxt time washing ka time kheyal rakhna apko samaj me aa jayga...
Bhai yadi aapko bike mein koi issue nahi aa raha hai chalane mein..to koi bada issue nahi hai. Mera bhi FZ-S v3 2021 model hai but ye wala issue mere ko pehli baar hua haii aur last 1 month mein engine light ON hai. Main Gujrat se bike liya hoon aur wo bolte haii ki koi bada issue nahi hai. But mere ko malum hai ki FI electronic bike mein Aisa issue aata hai. Iske liye aap OBD scanner le lijeyega. OBD Scanner mein fault code ke saath issue bhi batata hai. Usi se aap engine light ko bhi sahi kar sakte hoo error dekh kar. Main ab ja Raha hoon wahi OBD LENE 1000 ka padega aur easy bhi hai. Ye service center waale darate jyada hai.
Waise bhi service center ko rs 200 dete dete 1000 Money se jyada chale jayenge aur wo kuch karte bhi nahi hai. Unke pass bhi OBD scanner hota hai OEM wala and wo bhi same kaam karte hai but error ko verify and check karke karte hai,isliye wo aapko video nahi banane dete.

Haan bhai sahi bola jab bhi gadi bheegati hai to ye light on ho jaati hai..
Ye oxygen sensor kaha rehta h bhai
Exjhost pipe ki starting me haa
Kaise thik hoga bhai
Nice👏👏👏
cool
Mara jay ca ha showroom wale aisa hi hai paisa load kar lete hain 😅😅😅
ys
Ha bhai
ABS light mera hamesha jalta rehta h, any problems??
Ha yaar gaadi bandh hoja tha he
Bhai yadi aapko bike mein koi issue nahi aa raha hai chalane mein..to koi bada issue nahi hai. Mera bhi FZ-S v3 2021 model hai but ye wala issue mere ko pehli baar hua haii aur last 1 month mein engine light ON hai. Main Gujrat se bike liya hoon aur wo bolte haii ki koi bada issue nahi hai. But mere ko malum hai ki FI electronic bike mein Aisa issue aata hai. Iske liye aap OBD scanner le lijeyega. OBD Scanner mein fault code ke saath issue bhi batata hai. Usi se aap engine light ko bhi sahi kar sakte hoo error dekh kar. Main ab ja Raha hoon wahi OBD LENE 1000 ka padega aur easy bhi hai. Ye service center waale darate jyada hai.
Waise bhi service center ko rs 200 dete dete 1000 Money se jyada chale jayenge aur wo kuch karte bhi nahi hai. Unke pass bhi OBD scanner hota hai OEM wala and wo bhi same kaam karte hai but error ko verify and check karke karte hai,isliye wo aapko video nahi banane dete.
Thank you so much bro 🙏
Maine vi ek bar 100/m speed kiya ayr ye problem jhelrahahu
Same problem after 3rd service
Kitna nalla lag raha hai new model like Honda unicorn. 1.5l ka on road hai aaj ke din
Meri headlights nhi jal rhi hai
strong
a2
स्पार्क पलग सेन्सर नहि है, कनेक्सन वाइर नहि होता
Service centre me fi check service me hi aati hai...iska koi Paisa nhi lagata bhai..
Paise nahi lete kya bhai iska check ka ???
Mi fzs entiende el chek pero no parpadea
5 years waranty hoti hai
Bakwas hai yamaha ki bike new bike me 1 saal ke baad bhut problems a rahi hai
ये तो बवासीर है इसे इंजन चेक लाइट न कहो
Sabse bekaar bike hai bhaiyo
2026