Aati hai Sakina ki sada Karbobala se

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 28 ส.ค. 2024
  • Noha - Aati hai Sakina ki sada Karbobala se - Ali Rizvi Sachay and Team
    aati hai sakina ki sada karbobala se
    ammu ho kahan aao ke hum hai abhi pyase
    paththa hai jigar pyas ye lelegi meri jaan
    bach bhi gayi gar shimr ke durro ki saza se
    baysheer kay honton pe nahi pyas ka shikwa
    tar kardiya aada ne gala teer-e-jafa se
    jo ran ko gaya ran se kahan aaya palat kar
    deti hai phuphi jaan mujhe yuhin dilaase
    sunti hoo yateemo ki dua radh nahi hoti
    ya rab mujhe milwaade phir ek baar chacha se
    maa behn khule sar hai lahoo roti hai aankhein
    uth tha nahi bhai ka meray sar hai haya se

ความคิดเห็น • 6