kafi achi video thi bhai apne meri problum thik kr di mene 2bar betry chang krwai thi but apne charger chak krna bta diya mene vese he chak kiya tha and finally charger he kharab nikla new charger tha minda company ka mene fir se new charger kharida or chak krke lgjwaya .AB meri ok chal rahi hai 6months se pareshan tha paise laga laga kr ab mano bike me JAAN AA GAI HO HO AND LIGHT KI ROSHNI BI TEJ HO GAI HAI THAXX BRO DIL SE
Bhai meri dio scooty m ek problem arha ha meri battery charge nhi ho rahi ha or mene multi meter se check kiya mene or road per scooty chlate chalte hone or self kaam karna band kardetha ha fir thodi der m horn or self kartha ha ky problem ha gaya bhai please help
Bhai mere pas Suzuki intruder h 2018usme betry doun hone ke problem bahut jada h sarvis sentar me bhi dikha di samjh nahi a raha kia problem ho sakti hai bas unhone rectifier hi nahi chenj kia baki sab chenj kar dia
Bhai mere electrical video banane ke pahale kisi jankar vyakti se coil, circuit, diode, rectifier, halve wave rectifier, full wave rectifier, filament, filter, capacitor, transformer, connector, switch, relay etc.kya hain ke bare me bhi kuchh jankari lelo fir video banao, achchha lagega. Aap logo ko kuchh sikha rahe, to phir aadhe adhuri baten kyun.
@@phoolchandraFinance एक्टिवा 4G में का नया रेक्टिफायर डालने के बाद उस पर बैटरी चार्जिंग के लिए 13 :75 करंट आ रहा है तो क्या बैटरी चार्ज हो जाएगी या 14 के ऊपर आना जरूरी है
@Maurya Auto Repairs एक्टिवा 4G में का नया रेक्टिफायर डालने के बाद उस पर बैटरी चार्जिंग के लिए 13 :75 करंट आ रहा है तो क्या बैटरी चार्ज हो जाएगी या 14 के ऊपर आना जरूरी है
Bhai mera stator thik ha ma na chk kiya or bt jab ma battery ma chk krta hu tho 11 or 12 sa wo aage he nai badh rahe ha ! So kiya kharab ha rectifier ya stator
Cbr 250r hai ! Ma na stator chk kiya wo sahe hai rectifier chk kiya jaisa apke video ma dikhaya gya ha waisa wo v sahe hai tho phir battery ma jab start krte ha tho 15v nai aa rahe ha 11 n 12 he aa rhe hai !!
Sabse pahle aap battery ko charging per Laga kar dekhiae Agar aapki battery self uthati hai tu to aapki battery theek fir bhi charging na uthe to regulatorater ko change Kar dijiye
Kuchh nahin sab bakwas hai aap ka Tarika batane ka main multimeter se regulator ko check kiya Jo kharab h koi point nahin bata raha hai naya regulator lagaya good chal raha hai
kafi achi video thi bhai apne meri problum thik kr di mene 2bar betry chang krwai thi but apne charger chak krna bta diya mene vese he chak kiya tha and finally charger he kharab nikla new charger tha minda company ka mene fir se new charger kharida or chak krke lgjwaya .AB meri ok chal rahi hai 6months se pareshan tha paise laga laga kr ab mano bike me JAAN AA GAI HO HO AND LIGHT KI ROSHNI BI TEJ HO GAI HAI THAXX BRO DIL SE
VeryNiceVideoSir
Werigod noleg 👌👍
3:21 vedeo start😲
Nice
Top
Koi scooty ki complete wiring ka bnao video
Ok bhai
@@phoolchandraFinance complete ka mtlb wiring nikal k scooty se usko khol k fir explain kro ki current kse kha se kis liye jata h👍
Splendor me agar badi battery bithayi to uske liye bada rectifier bitha sakte hai kya?
Yes badi battery ki bada rr hi hona chahiye
Kya agar kisi model ka kisi aur model mein regulator fit kare tab kya hoga. Kya regulator battery charge nahin karega ya wiring mein fault kar dega
mahindra centro m konsa charger lagega
Hi sir
Good😂
Or agar yeh kuch nai dikhaye or light or horn bajne mein problem aye to ya head light low jalti hai to kiya fault ho sakta hai pls reply......
5 pin RR unite karizma R by pas kaise kare
भाई, scooter headlight wire में कितना voltage दिखाना चाहिए, अगर light कम जल रहा हे तो क्या problem हे?
ghar ke tubelight lagaa lo sadak ulalaa ujalaa ho jyga
Nice work sar
Sar koi bhi regulator aise check karne se pata lag jaega koi bhi company ka
Sir Hero mestro old model ka headlight bulb ek point low beam..kam jal raha hai.. kya change kar..
Mera bike mein headlamp updown ho raha hai asa kyun konsa problem
regulator change karne ki badh bhi head light kat jata hai
Please sir bataiye Honda shine bs3 ka regulator bs4 me lagega
Khil ke bto
Kya bike mai 2 rr unit laga skte hain...?
Bhaisaab koi ac. Dc ka bhi farak hota hai ya sab tarah ke rectifier aise hi check ho jate hai
sab hai ISI tarah hota hai
@@phoolchandraFinance ok
Earth per positive aur battery charging per negative terminal lagane per reading a rahi hai kya mera RR unit theek hai
Har bike me wire connection same hote he rectifier ke
Bhai meri dio scooty m ek problem arha ha meri battery charge nhi ho rahi ha or mene multi meter se check kiya mene or road per scooty chlate chalte hone or self kaam karna band kardetha ha fir thodi der m horn or self kartha ha ky problem ha gaya bhai please help
Old activa me line me 4 pin hai uska wiring kese kare kon sa wire kaha lagaye
2 minut speech is bouring
Bhai mere pas Suzuki intruder h 2018usme betry doun hone ke problem bahut jada h sarvis sentar me bhi dikha di samjh nahi a raha kia problem ho sakti hai bas unhone rectifier hi nahi chenj kia baki sab chenj kar dia
Bhai use change karke dekhen
Tvs wego 100cc me kitne ka aaayega RR unit, headlamp and running me gadi chal nahi rahi
Running me charging nahi ho rahi battery
Uska charging coil 400_450₹main aa jayega aap use change karva lijiye
Bhai mere electrical video banane ke pahale kisi jankar vyakti se coil, circuit, diode, rectifier, halve wave rectifier, full wave rectifier, filament, filter, capacitor, transformer, connector, switch, relay etc.kya hain ke bare me bhi kuchh jankari lelo fir video banao, achchha lagega. Aap logo ko kuchh sikha rahe, to phir aadhe adhuri baten kyun.
SHINE BIKE ME 19 BOLTEG AA RHA BATTRY 1 MAHINE ME KHARAB HO JATI HAI BTAO KYA KRNA HAI PLEASE🙏
Uska regulator change kar dijiye aap aapka problem solve ho jaega
Mantimiter me stating coil kaese checkarte hai
भाई हमारे चैनल पर इसके ऊपर ऑलरेडी वीडियो पड़ा हुआ है जाकर देख सकते हैं
black ka position change karne se bata raha to rr unit sahi hai ya ni
sir use mastech multimeter this multimeter is not reliable.
Kya sabhi regulator rectifier mein 4 pin hoti hain
Nahin bhai
Alag alag model mein alag tarike se rahata hai sabhi mein ek jaisa nahin hota hai
Hero _Honda ki bike main main ek hi Taron ka lagta hai
Sir aap sabhi regulator rectifier ki video banaye or oski wiring ke baare mein bataaye
Ok
@@phoolchandraFinance 5pin vale bhi rectifier hai sir
Sir meri gadi me kuchbi problum nahihe but self start nahi horahe battery is good
Sir I have a problem in connection
Glomur bike okna 2015 model boke
Bai coael nahi h rekti faer h
Sir mene check kiya same process se usse me number point aarha ha tho kharb ha ky ????
han
Honda shine bike se rr unit kaise nikale.
Ghadi ka set kholkar nikal sakte hain
Gadi ka seat side final kholkar aasani se nikal sakte hain
Mare battery charger nhe ho rahe ha
भाई ये काॅईल नहीं है इसमें डायोड ,रजिस्टर इस्तेमाल होते है
भाई वह कॉयल है पुरानी मॉडल बाइक का है।
@@phoolchandraFinance अरे भाई थोडी मालूमात कर इसमें कोई काईल नहीं रहती चाहे पुरानी हो या नई , ये RR unit है यानी कि regulator rectifier unit है
Battery ke wire hatane ke baad rr unit se dc volt kitna aana chahiye.
2 Bolt ke aaspaas aata hai charger Sahi hone per II battery connection ke sath 14 se 15 ke bich mein aana chahie
@@phoolchandraFinance एक्टिवा 4G में का नया रेक्टिफायर डालने के बाद उस पर बैटरी चार्जिंग के लिए 13 :75 करंट आ रहा है तो क्या बैटरी चार्ज हो जाएगी या 14 के ऊपर आना जरूरी है
@Maurya Auto Repairs एक्टिवा 4G में का नया रेक्टिफायर डालने के बाद उस पर बैटरी चार्जिंग के लिए 13 :75 करंट आ रहा है तो क्या बैटरी चार्ज हो जाएगी या 14 के ऊपर आना जरूरी है
@@sangitatiwari2726 battery charging agar aapka ho raha hai to usmein 14 volt ke paar Jana chahiye
Sir rectifier me kaise pata karee
To rectifier problem hogi kya
Rectifier mein problem hoga yah to kahin per wire damage hoga wire damage hone per usmein bilkul bhi current nahin aaega
Mere bike mein 2 voltage aa raha hai kya karu
अगर आपकी बाइक स्टार्ट करने पर बिना बैटरी के करंट 2 वोल्टेज आ रहा है तो आप का क्वायल सही है आपकी बाइक की बैटरी में प्रॉब्लम होगा।
1324 pehele
ये चार्ज र बार बार खराब क्यो हैं
Bhai mera stator thik ha ma na chk kiya or bt jab ma battery ma chk krta hu tho 11 or 12 sa wo aage he nai badh rahe ha ! So kiya kharab ha rectifier ya stator
Aapki bike me problem Kiya ho raha hai aur kaun se bike hai
Cbr 250r hai ! Ma na stator chk kiya wo sahe hai rectifier chk kiya jaisa apke video ma dikhaya gya ha waisa wo v sahe hai tho phir battery ma jab start krte ha tho 15v nai aa rahe ha 11 n 12 he aa rhe hai !!
Bike self v nai le rahe ha or mujha push start krna pad raha ha use !
Sabse pahle aap battery ko charging per Laga kar dekhiae
Agar aapki battery self uthati hai tu to aapki battery theek fir bhi charging na uthe to regulatorater ko change Kar dijiye
Kuchh nahin sab bakwas hai aap ka Tarika batane ka main multimeter se regulator ko check kiya Jo kharab h koi point nahin bata raha hai naya regulator lagaya good chal raha hai
unclear concept
😪
sab jhot hai
blue kharab hai
Galat jaankari de rahe ho
Waste vidio
Nice
Thanks