@mylife4you 2 din pahle hi Sabka Smart Meter mere Village me install hua hai..mere area me sabka smart meter install ho chuka hai..Mera village hi last tha.
@@mylife4you Ooo... Smart Meter lagne ke baad sab solar par shift ho jayenge...Mai bhi 3 kw waree ka Panel laga raha hu... inverter abhi raste me hai... Battery bhi Eve ka lithium khud assemble karunga...Market me 1.5 lakh ka hai wo battery..60k me assemble ho jayega... Smart bms china se aa raha hai
@@SolarEnergyExperiment25 Boliye ki maine self install karwaya hai..koi vendor nahi hai. Clearly likha huwa hai agreement me ki vendor ya consumer..Koi bhi apply kar sakta hai. Vendor ka jarurat sirf subsidy wale me hota hai. Clearly boliye bijali vibhag ko
मैं bhi gootu use kar raha hu yey solar SUB mode me sufficient solar energy hone par aur kam load hone par bhi grid se 150 se 200 watt bijlee l leta rehta hai jo ke hamare liye loss hai aap isse try kare aur video banye aisa kue hai
Yes..Aap sahi bol rahe hain. Wo esliye hota hai kyunki load mixing ke liye ye solar or utility dono ko connect rakhta hai. SBU mode me solar and battery connect rahta hai esliye utility chalu rakhne par bhi 100-150w consume nahi karta. Ye hybrid hai..Iska utility input bhi wahi hai or netmeter k liye output bhi wahi hai.
Sahi hai 👍👍
Thank you
Mai "Nalanda Bihar" se hun..Mai bhi apply karne wala hun Net metering apply... kuchh din me...6.2kw hybrid system par hi.
@@spbg5071 Good
@mylife4you 2 din pahle hi Sabka Smart Meter mere Village me install hua hai..mere area me sabka smart meter install ho chuka hai..Mera village hi last tha.
@@spbg5071 Ok..esliye Aapke taraf se inverter ka enquiry bhi bahut aa raha hai.
@@mylife4you Ooo... Smart Meter lagne ke baad sab solar par shift ho jayenge...Mai bhi 3 kw waree ka Panel laga raha hu... inverter abhi raste me hai... Battery bhi Eve ka lithium khud assemble karunga...Market me 1.5 lakh ka hai wo battery..60k me assemble ho jayega... Smart bms china se aa raha hai
Battery kaha se liye sir
Uttar Pradesh me kese Hoga
@@SolarEnergyExperiment25 bijli office me jaaiye..
@mylife4you vo mana kar dete h bolte h vendr kare ga 😢
@@SolarEnergyExperiment25 Boliye ki maine self install karwaya hai..koi vendor nahi hai. Clearly likha huwa hai agreement me ki vendor ya consumer..Koi bhi apply kar sakta hai. Vendor ka jarurat sirf subsidy wale me hota hai. Clearly boliye bijali vibhag ko
@@mylife4you dekhta hu bol ke karte h kya
@deepakxyz6651 Niyam yahi..Aaj subah mera bhi activate ho gaya haai. Export karna chalu kar diya gootu 6.2kw
Net meter me jo metre laga hai uska bill prepaid hai ki postpaid।
@@SolargyanAmeet pahle prepaid tha fir net metering activate hone k baad postpaid ho gaya
मैं bhi gootu use kar raha hu yey solar SUB mode me sufficient solar energy hone par aur kam load hone par bhi grid se 150 se 200 watt bijlee l leta rehta hai jo ke hamare liye loss hai aap isse try kare aur video banye aisa kue hai
Yes..Aap sahi bol rahe hain. Wo esliye hota hai kyunki load mixing ke liye ye solar or utility dono ko connect rakhta hai. SBU mode me solar and battery connect rahta hai esliye utility chalu rakhne par bhi 100-150w consume nahi karta. Ye hybrid hai..Iska utility input bhi wahi hai or netmeter k liye output bhi wahi hai.
Yes 150w loss hai magar kuch nahin kar sakte agar aapko bijli export karna hai too
SUB ke awla dusre kisi mode me export nahin kar sakte. So no way out other than using SUB mode, if you want to export.
I am using netmetering since last three month with Gootu 6.2kw inverter.
@@SumitKumarSahu79 Hater's should read this.