Bhiya form fill kaise karna h alag alag terms and conditions pe... Like-1- kewala jamin...jo khud se kharda ho (or kewala dhari jivit ho) 2- kewla patni k naam se ho... Or (unki mirtyu ho chuki ho) to khata pati or baccho k naam se khulega ky? 3-khatiyani jamin malik ki mirtyu ho chuik h or unke bansaj ne apsi maukhik batwara kr liya ho... Or dono ka apne apne jamin pe dakahal kabja barkarar ho(or ek patidar dwara unke hisse ka jamin bech diya gaya ho )to uska form sirf apne hisse ka bhar sakte h ky? 4- khatiyani jamin ka apsi batwara ho gaya ho or schedule bana ho to uska form kaise bharna h. 5- jis purwajo ki jamin pe case chal raha h ... Us me sirf case karne wale ka naam se form bharana h ky... Dakhal kabja v bharna hoga ky? .... Or case wale matter me kon kon sa documents lagega. 6-bansawali kaise banana h simple and fair. 7- mere dadaji k naam se kewala h or wo avi jivit h... To ky unke ikcha se unke kewale ki jamin ka survey (unke bete or bahu ) ke naam se ho sakta h ky... (Iska ky process h) Note - single khata ke liye single form bharana h ky? Or jb 3 ya usse adhik jamin ka form 2 bharange to usme kewala, khatiyani jamin dono single form me bhar sakte h ky...? please reply... Ye maximum logo ka question h or mera v
Please ek help kariye sir.... Survey form bharne ke bad agar kuch plots ka details chut jata hai to wo kaise hoga?? dubara se form fill karna padega ya incomplete details kaise hategi online se...... correction karna hain
Bahut Zaroori Question hai, iska reply zaroor den, Q- Koi aisa zamin jo hamare purwaj ka ho or koi or use dakhal rakha ho or jiske baare me hame pata bhi na ho use kaise kya krenge...??? Please reply
Main 3 bhai hu and jamin hum tino bhai ke name se hai kharidi jamin hai, mutation reject ho gaya hai kyuki vikreta ke name se jamabandi kayam nahi tha isliye, to kya 1. Bansavali banwana jruri hai? 2. Application form kaise bhare? 3. Condidate name me hum tino bhaii ka name eksath dena hoga ya alag alag application dena hoga?
Sir 1.) ek jamin ma se kharidi Hui hai lekin motetion nahi hua ? 2)Bhai me batbara kar di gyi hailekine motetion nahi hua ? Kya serve ke liye pahle motetion hona jaruri hai ya Bina motion ke serve ho jayega 3)serve hone bad bhi motetion karbana padega?
Bhaiya main agar dusre district me rahta hoon aur maine dusre district me zameen khareeda hai to uska serve kaise karana hai is par video banakar bataiye
Hello sir, mere kuch qustions hai... 1. kia ye form english me bhar skte hain? 2. agr zameen ke paper me name spelling and surname me different hai current actual name se, to kia use update name ke sath de skte hai? and kia uske liye koi application ya certificate to nh dena hoga surname ya name spelling correction ke liye? 3. agr father ya mother ki death ho gai h to kia kia kren? 4. paper ka dakhil kharij (mutation) nh hua h and raseed bhi nh h to uske liye kia kren? 5. tax raseed bhi nh h old wale ka
Sir mujhe ye bataiye ki Mera tin prakar ka Jamin hai 1 Pitaji ke name se vasiyatnama &Bakshishnama 2 mere name se baynama 3Khatiyani To mujhe ye bataiye ki tino pravishti ek hi swaghoshna me dena hai ki tino ka alag alag swaghoshna bharna hai pls reply me Thanks
Sir Mai gaya se Mohanpur block se hu hamare yaha kah ek opretor ko rakh Raha 250 rupes le ek kewala per keya aap batenge hamlog khud se online kar sakte hai ki nahi plzzzz reply ek video banake
Kya form apply k baad jb check krne wala zameen pe jayega to ni rhne pe waha wo mujhe call krega ??? Kyonki mera zameen villg side me h or mai city side reh Raha hu
Kharida huaa jamin ka survey online kaise karen agar mera hi Naam se jamin ho to. usme to form -3 ki jarurat to nhi n hai. But online ke liye dono form ko bharna padega n.
Sir raiyat me jo name diya jata hai wahi name Account holder name me aayega ya phir jiske name se khatiyan hai wo purwaj ka name diya jayega jab purwaj mar chuka hai
Sir jaisa ki aapne bataya ki bansavali me kis kis ka name dena hai Ham yah puchhna chahte hai ki ham apna name our apni bahan ka bhi name de sakte hai kyu ki bahan ka bhi name bansavali me rahta hai.🤔
Mera jamin 4 jagah par hai jisme se 1 jagah ke jamin ka plot number malum hai hame baki jamin ka plot number,khesra number malum nahi hai to hame ye kaise pata chalega?
Mere papa ka death ho gya hai or zameen dada pardada k name se hai, to details kya mere maa k name se bharenge ya humlog k nam se , humlog do behen hai? Or form k sath kya koi khatiyan ka document attach nai karna hai? Please reply
Sir hmara jameen pardada k naam pr h or unke 2 bete the 1 bete ka 4 beta or 1 bete ka 1 beta jo ki mere papa h toh jameen ka kitna hissa lagega logically 2 hissa ya phir un 4 ko jor k 5 hissa... Please btaiye main bahut confusion me hu😢
आपकों अच्छी जानकारी देने के लिए कोटि कोटि नमन है।
MANY MANY THANKS FOR GIVING KNOWLEDGE OF BIHAR BHUMI SURWEY ONLINE .
Really appreciative your effort! For folks living out of Bihar most of his life, this is extremely helpful. Keep going 👍
Bahut bahut dhanyvad sar 👍👍👍
👍 बहुत अच्छी जानकारी
Bhiya form fill kaise karna h alag alag terms and conditions pe... Like-1- kewala jamin...jo khud se kharda ho (or kewala dhari jivit ho)
2- kewla patni k naam se ho... Or (unki mirtyu ho chuki ho) to khata pati or baccho k naam se khulega ky?
3-khatiyani jamin malik ki mirtyu ho chuik h or unke bansaj ne apsi maukhik batwara kr liya ho... Or dono ka apne apne jamin pe dakahal kabja barkarar ho(or ek patidar dwara unke hisse ka jamin bech diya gaya ho )to uska form sirf apne hisse ka bhar sakte h ky?
4- khatiyani jamin ka apsi batwara ho gaya ho or schedule bana ho to uska form kaise bharna h.
5- jis purwajo ki jamin pe case chal raha h ... Us me sirf case karne wale ka naam se form bharana h ky... Dakhal kabja v bharna hoga ky?
.... Or case wale matter me kon kon sa documents lagega.
6-bansawali kaise banana h simple and fair.
7- mere dadaji k naam se kewala h or wo avi jivit h... To ky unke ikcha se unke kewale ki jamin ka survey (unke bete or bahu ) ke naam se ho sakta h ky... (Iska ky process h)
Note - single khata ke liye single form bharana h ky?
Or jb 3 ya usse adhik jamin ka form 2 bharange to usme kewala, khatiyani jamin dono single form me bhar sakte h ky...?
please reply... Ye maximum logo ka question h or mera v
बिहार भूमि सम्बन्धी जानकारी के लिए बहुत बहुत धन्यवाद और हार्दिक शुभकामनाएं ।
भैया प्रपत्र2 और वंशावली संबंधित वीडियो बनाए
की कैसे भरना है??
Wansawali peper agar bana huwa ho to uska kya krna hai ? Or death certificate lagrga ya nhi.
भैया फॉर्म भरने वाला एक वीडियो बना दीजिये
Online aur offline konsa jyada better hai..
Many Many Thanks.. please share filled proforma...
भाई अगर Z के पास 10 डिस्मल जमीन है और A or B फॉर्म भरने में 5 दिसमल रकवा देगा या 10 दिसमल 🤔
Sir jitna प्लॉट अलग अलग है सब के लिए अलग अलग घोषणा करना पड़ेगा
Please ek help kariye sir.... Survey form bharne ke bad agar kuch plots ka details chut jata hai to wo kaise hoga??
dubara se form fill karna padega ya incomplete details kaise hategi online se...... correction karna hain
Yhi problem hai
Congratulations Bhaiya
Is video ke liye bahut bahut dhanyawad🙏 vanshawali ki video aa jaye to kripa hogi.
Bahut Zaroori Question hai, iska reply zaroor den,
Q- Koi aisa zamin jo hamare purwaj ka ho or koi or use dakhal rakha ho or jiske baare me hame pata bhi na ho use kaise kya krenge...???
Please reply
Khud ke name se jamin kharida gaya hai to bhi ye form bharana hoga. Kya uska process kya hai bataiye.
Agar form wrong fill up ho gaya hai to usko cancel Karen new form bhar sakte h?
Please reply
Es survey m kisi ke dwara paise mangne par Dena hoga kiya
Ager koi paise mange to kiya Krna hoga ye bhut important h
Main 3 bhai hu and jamin hum tino bhai ke name se hai kharidi jamin hai, mutation reject ho gaya hai kyuki vikreta ke name se jamabandi kayam nahi tha isliye, to kya
1. Bansavali banwana jruri hai?
2. Application form kaise bhare?
3. Condidate name me hum tino bhaii ka name eksath dena hoga ya alag alag application dena hoga?
Prapatra 21 aur 8 aur 14 kaise bharna h??pls guide??inn teeno form k sath koi documents attach krk bhjna hai kya pls guide?
Sir agar 5 खेसरा है या प्लॉट है तो 5 भर्म लगेगा
Form load karney mei kitne paper ek saath upload kar saktey hain.
Agar upload karne mei galat ho jayega to wapas delet kar saktey hain?
Sir 1.) ek jamin ma se kharidi Hui hai lekin motetion nahi hua ?
2)Bhai me batbara kar di gyi hailekine motetion nahi hua ?
Kya serve ke liye pahle motetion hona jaruri hai ya Bina motion ke serve ho jayega
3)serve hone bad bhi motetion karbana padega?
Sir ek se adhik khata hai aur raiyat ek hai add more me bari bari khata khesra bharega
Form se laga document bhi upload karna padega kya sir
जो 2021 में जमीन ख़रीदा है उसे बस फॉर्मेट 02 ही भरना है ना?
किसी को जानकारी है तो plz बताइये 😊
Bhaiya main agar dusre district me rahta hoon aur maine dusre district me zameen khareeda hai to uska serve kaise karana hai is par video banakar bataiye
NICE SIR
GOOD
वर्तमान में दाख़िल ख़ारिज में आने वाली समस्याओं के बारे में कुछ विचार प्रस्तुत करें..!!
Ek admi k naam par alag-alag mauja mein jamin hai to wo kaise prapatra -2 aur online fill karenge,
अस्थायी पता में ज़मीन जहाँ है वहाँ का पता देना है या अगर आप permanently कहीं shift हो गयें है तो वहां का पता देंगे?
प्लीज बताया jaye
Hello sir, mere kuch qustions hai...
1. kia ye form english me bhar skte hain?
2. agr zameen ke paper me name spelling and surname me different hai current actual name se, to kia use update name ke sath de skte hai? and kia uske liye koi application ya certificate to nh dena hoga surname ya name spelling correction ke liye?
3. agr father ya mother ki death ho gai h to kia kia kren?
4. paper ka dakhil kharij (mutation) nh hua h and raseed bhi nh h to uske liye kia kren?
5. tax raseed bhi nh h old wale ka
Sir पहले के दादा और परदादा जमीन और दान में दे दिए हैं तो उसको कैसे लें जिसमें रसीद रेजिस्ट्री है तो कैसे usko ले
सर फॉर्म को पूरी अच्छी तरह से भरने के लिए कृपया बताएं
Sir sara plot mere naam se registry hai dakhil kharij nhi hai .. प्रपत्र 3(1) hme bharna hai ki nhi
Sir jamin agar dada ke naam par hai aur vanshavali banwa liye fir kya karna hoga, kya process hai
Ek rayat ka Alag Alag block me Jamin hai to uske liye prapatra 2 alag Alag fill karnataka hoga kya.
सर ज़मीन मेरे नाम से है और मेरे २ पुत्र हैं मैं खुद सर्वे करवा रहा हूँ लेकिन दोनों पुत्र का नाम भी डालना चाहता हूँ तो वंशावली की आवश्यकता पड़ेगी ?
Money kitna bar dena hoga because I have already visited survey office not any employees found competent regarding this survey
Sir bihar land survey complete krne ke baad uska recipt keshe download hoga
Sir mujhe ye bataiye ki Mera tin prakar ka Jamin hai
1 Pitaji ke name se vasiyatnama &Bakshishnama
2 mere name se baynama
3Khatiyani
To mujhe ye bataiye ki tino pravishti ek hi swaghoshna me dena hai ki tino ka alag alag swaghoshna bharna hai pls reply me
Thanks
Please bataya jaye ki,
Alag Alag mouza ya anchal ke liye alag alag online fill karenge?
Sir agar ek see jada maine ek khata no. Chdha diya Oor maine save kar diya thaa mujhe Oor dusra khata no. Chada ne k liye kya for se karna hooga
Online karne ke liye basawli kaie banayenge jab dusre राज्य me hai to
Raiyat jinda hai aur kewala dhari hai kya kya foarm bharna hai. Kirpya iss par videos banaye.
Save karne k baad pta kaise chalega ki document jama ho gaya hai ya nahi...kyuki koi receipt nahi mila hai
Sir Mai gaya se Mohanpur block se hu hamare yaha kah ek opretor ko rakh Raha 250 rupes le ek kewala per keya aap batenge hamlog khud se online kar sakte hai ki nahi plzzzz reply ek video banake
सर जमीन के रशीद, केवाला के pdf अपलोड नहीं करना हैं
Document upload me paptra 2 or paptra 3(1) ke sath or kuch lagega sir please reply
Sir
Online serve meh Abedak koun hoga,
Raiyat ko chhor kr koi dusra ho sakta hai
Document me mrityu praman patra jaruri hai kya please reply sir
Sir survey submit hone ke baad kisi karna I'd no milta hai use note nhi karenge to use kaise nikalenge
Jo land purchase kiya gaya hai aur mutation ho gaya hai aur online receipt bhi kat raha hai to kya uske liye bhi survey me jana padega ?
Kya form apply k baad jb check krne wala zameen pe jayega to ni rhne pe waha wo mujhe call krega ??? Kyonki mera zameen villg side me h or mai city side reh Raha hu
Kharida huaa jamin ka survey online kaise karen agar mera hi Naam se jamin ho to. usme to form -3 ki jarurat to nhi n hai. But online ke liye dono form ko bharna padega n.
Ek decimal kitna dhur hota h...purbi champaran ka bataaiye....
Agar bantwara karke dada ki jamin ka mutation apne nam par kara liya gaya to v vanshawali dena hoga ya sirf current rashid se kam ho Jayega
Form kaise bhare ispe detailed video banaiye
DLRS को open कर रहे है तो survey Dashboard हो या Bhu Sarvekshan पे क्लिक करने पे log in 🆔 password मांग रहा फिर कैसे होगा।
Form bharne ke baad kuch nhi diya ...Bola your data saved successfully ...Isse track kaise kre
Dear sir good evening
Esme save karne ke bad receive I'd generate nahi ho raha h ?
Sir agar koi gov.jamin me rah raha jiska koi apna jamin na ho uske liye kya karna padega
अगर कोई जमीन पैतृक संपत्ति नहीं है तो प्रपत्र 2कैसे भरें।
Sir jisne kudh apne naam par kharida uske liye vansabali bhi karna hai kya
Jo Jamin wiwadit hai, uska bhi hoga kya..?❤❤❤
Sir raiyat me jo name diya jata hai wahi name Account holder name me aayega ya phir jiske name se khatiyan hai wo purwaj ka name diya jayega jab purwaj mar chuka hai
Sir form ko Puri achhi tarah se bharne me leyi bataye sir
Sir
Jo log 5 bhai hai apag alag hai
Aur ek bhai ko sirf ek beti hai to bansawali me kaise bharenge
Agr kisi ne jamin khud kharidi ho, to kya isme bhi vansavli lgana jaruri h? Matlb jamin khandani nhi h
जिसका एक से अधिक मौजा है तो दो बार आवेदन करना होगा क्या
सर, मेरे गाँव में सर्वे कैंप 2020 में हीं लगा था जिसमें किसी कारण वश हम भाग नहीं ले पाये थे, अब क्या करना होगा प्लीज बतायें
Aap online krwai ya fir automatic ho gya hoga bs aap check krlo nkse me ki aapka jamin kisi aur ke naam se to nhi ho gya bs
Baki aapka bohot bohot dhanyabaad
मेरे दादा जी के नाम से जमीन है और उनकी मृत्यु हो गई है तो मैं अपने पापा के नाम से कैसे भरे full details
Please reply
one more video to guide the form fillup ....thanks for info
Sir jaisa ki aapne bataya ki bansavali me kis kis ka name dena hai
Ham yah puchhna chahte hai ki ham apna name our apni bahan ka bhi name de sakte hai kyu ki bahan ka bhi name bansavali me rahta hai.🤔
Thanks sir
Pardada ke name se tha to kabja hai abhi douctment bhula gaya hai to sir
Bahut bahut dhanyawad ❤❤❤
Bahut bahut dhanyabad.
Agar kewala wala land mere name par hai to kya iske liye bhi vanshawali dena jaruri hai?
Sir 3 Bhai me se ek ne apne hissa dusre bhai ko sale kar dia Gaya hai to jisne sale kia hai uska nam bhi bharna padega ya uska nam kat jayga????
Bless you brother, very good way to explain 😊
Form fill up par video banaiye sir
मैंने अपने name से जमीन खरीदी है और उसका current लगान भी जमा कर ता हूं तो क्या सर्वे कराना padega और यदि कराना padega तो कैसे
Online ye Khali bihar ke liye hai
Khareed ki jameen ke liye bhi vanshavali jaruri hai kya sar
ऑन लाइन आवेदन पत्र हिंदी में या इंग्लिश में भरे जाएंगे
Mera jamin 4 jagah par hai jisme se 1 jagah ke jamin ka plot number malum hai hame baki jamin ka plot number,khesra number malum nahi hai to hame ye kaise pata chalega?
Jamin ka rasid kat Raha lekin
Jamin ka kagjat kisi aur ke pass hai wo nhi deta hai us Jamin ka kya hoga 😢😢
मे भी भोरे से हु ❤❤❤
Maine apni wife ke name par jameen liya hai aur uska current lagan bhi jama hota hai to isme kaise survey karayen aur vanshawali kaise banwayen
Sir jiska 2 sal pahle jameen registered hua hai usko bhi karvana padega
Mere papa ka death ho gya hai or zameen dada pardada k name se hai, to details kya mere maa k name se bharenge ya humlog k nam se , humlog do behen hai? Or form k sath kya koi khatiyan ka document attach nai karna hai?
Please reply
Sir maine online ke time apna no dya h Or form pr jameen vle me papa ka no h to usey koi problem nhi hoga na
Hello 70 saal bhu lagan nahi kata h to kya hoga koi pbrm h kya
Jameen ka raseed kata raha h
Jankari dijye sir
Sir, what about the land that is under any type of court case.
Online me form 2 or 3.1 ke shath or ducoment attached karana hoga sir
Sir Mouja Gisara , Sitamarhi ka online form nahi fare sakte computer khud bata raha hai, kaise form online fare kripya bataya Jai?.
Sir hmara jameen pardada k naam pr h or unke 2 bete the 1 bete ka 4 beta or 1 bete ka 1 beta jo ki mere papa h toh jameen ka kitna hissa lagega logically 2 hissa ya phir un 4 ko jor k 5 hissa...
Please btaiye main bahut confusion me hu😢