Sir adhar se ekyc kare to adhar me jo mobile number jude huye he vahi mobile number samgra id me bhi jud jayenge lekin agar hum samagr id me dushre mobile number jodna chahe to uske liye hum kya kare
Bhaiya adhar no dalne ka option ni a ra hai to bhi otp ke option pr click krne pr otp de ra hai fir adhar se safalta poorwk drj hai ka option aa hai to link ho gaya na fir adhar se
सब कुछ हो रहा है करने का तरीका आना चाहिए जैसा इस वीडियो मै बताया गया है. मेरा तो हो रहा है और मैने तो अपने पूरे मुहले के लोगो का किया है वो भी बिना एक पैसा लिए 327 लोगो का कर चुका हु कोई प्रॉब्लम नही आई
@@dibyanshubaghel4607 are bhaii hum bhi aise hi Kar rhe hai Jess bataya gya hai par starting me to SB ho RHA hai par jese hi aadhaar no. Daal rhe hai to next page open Ni ho RHA hai aur direct wapis home page khul RHA hai
Bhai plz help me mene e kyc ki thi or ye likha huwa ara he आपका पीछला आधार ई केवाईसी अनुरोध पहले से ही प्रक्रिया में है Bhai aj 3 din ho gaye he plz meri madad karo plz
@@Its.cooking1 waise toh ho jayega cyber mai ja kr fir try karna dusre number se.....ya fir sabse best hai jo tumhara zone lagta hai waha jaaao koi pehchan wala hai toh usko le jaao yr parshad ko bolo woh karwa dega zone se kaam
Hiii sir , Mne E-KYC k kiye request kiya abhi lekin last m Hindi m naam parivartan pr click ✅ nh kra to kyaa samarg id me mera naam hindi m show nh hogaa kyaa??
कुछ ऐसी कंडीशन आ रही है कि यदि सिस्टम पर देखें तब केवाईसी कंपलीट बता रहा है किंतु जब लाडली बहना योजना का फॉर्म भरते हैं तब उसमें केवाईसी अनकंप्लीट बताता है इसका कोई solution हो तो बताएं या फिर बताएं कि जिसकी केवाईसी एक बार हो गई है उसकी दोबारा केवाईसी कैसे करें
Are bhai jab tak tumhare gram panchayat me se jo apne kyc ki hai usko approvel nhi milega tab tk pending hi batayegi to aap apne gav ke panchayat me jake approvel ko le lo ho jayega 24 hours me... Gram panchayat wale ko bolo ki meri kyc ko approvel do mene request ki hai tb ho jayega
Sr m ekyc update kr rhi hoon to usme dialog box m msg de rha h ki 'aapka pichla aadhar ekyc anurodh phle s hi prakriya m h' iske liye aage kya Karen kripya margdarshan dijiye

Aadhar se otp aane ke baad, smgra portal koi response hi nhi deta, jaise hank ho jata hai phone vaise hi type ka ho raha hai, aur back jate hai toh starting point pr pahucha deta hai, fir fill krte hai fir vahi dikkat
Sir PLZZ muje muje ye jankari dijiye meri patni ke adhar me pita ka name hai air samagra I'd me mera name he to kya ekyc ke bad mera name alag hokar uske pita ka name hi ajayga kya

Super Information Sir Dhanyawad
Welcome 🤗 bhai
Ho Gaya Mera bhi KYC.... Thank...sir...ji..
पूर्ण जानकारी देने के लिए धन्यवाद
Thanks for the video...its very useful.
Thanks ♥️
Jo you too me video dikhata hai vo sahi sahi batata hai bhai
Aadhar number likhne ke baad otp ka dalne ka option nhi aata
Same 😢
Destop side me use
Sir adhar se ekyc kare to adhar me jo mobile number jude huye he vahi mobile number samgra id me bhi jud jayenge lekin agar hum samagr id me dushre mobile number jodna chahe to uske liye hum kya kare
Nice Video 😊 Sir
Thanks sir
Welcome
Aapki video dekhkar doubt clear Ho Gaya
Tq❤
Jai shree sita ram 😊
Bai last me otp dalne ke dad lod hi nhi goda he😢
Nice 👍 sir
Ho gai mast
सर मेरी 10 ओर 12 ओर की मार्कशीट में सरनेम नहीं लगा है समग्र आई डी में भी नाम ही आया है सर सरनेम नही आया है कोई दिक्कत तो नहीं सर पिलीस सर
भाई मेरे पास डिवाइस है और केवाईसी नहीं हो रही है मैंने करके देख ली एस एस एम वेबसाइट पर
रेस उत्री ह स् त त् त् य शास्त्रविधिम् सूर न कोई नहीं नही हो त् य क् षा एँ त् गुरु की न कोई तर जाये यू
Bhai sab steps follow ki last m aadhar se ekyc ki phir OTP Dali uske baad kuchh bhi show nhi huaa hamare details
Biometric se nahi ho rha hai naa mobile se
Samgra ke EKYC ko process hone mein kitne din lagenge?
Sir last me aadhar OTP nahi dal rahi he😢
Mera bhi nahi raha hai bhai
How to check whether the ekyc is complete or not
24 hour me ho jta h
Bhaiya adhar no dalne ka option ni a ra hai to bhi otp ke option pr click krne pr otp de ra hai fir adhar se safalta poorwk drj hai ka option aa hai to link ho gaya na fir adhar se
अब K Y C कठिन हो गई
Kese hogi ?
Otp hi ni aa rha
समग्र id me चेन्ज कर दिया पर 6 दिन हो गये channj नही हुआ तो kisse contect करना होगा sir
Apko nagar palika se approve karana hoga tabhi change hoga
आपके गांव के जो भी ग्राम सहायक है उनसे आप अपनी E-KYC को अप्रूव करा लीजिए
Nice video sir
Thanks
Aapne mobile se e kevasi karskte he ya nahi
Bhai kitte din me ho jata hai
Hello bro mera ekyc approval hogya h but surname mai correction nhi hua toh ye chalega clg mai
Sir ye process hone me kitna time lgega
नही हो रहा हैं मेरे भाई मेने करके देखा
सब कुछ हो रहा है करने का तरीका आना चाहिए जैसा इस वीडियो मै बताया गया है. मेरा तो हो रहा है और मैने तो अपने पूरे मुहले के लोगो का किया है वो भी बिना एक पैसा लिए 327 लोगो का कर चुका हु कोई प्रॉब्लम नही आई
@@dibyanshubaghel4607 are bhaii hum bhi aise hi Kar rhe hai Jess bataya gya hai par starting me to SB ho RHA hai par jese hi aadhaar no. Daal rhe hai to next page open Ni ho RHA hai aur direct wapis home page khul RHA hai
@@meditationrelaxation9857bilkul sahi bola bhai aapne same problem aa rhi j
@@waseemalam2780es problem ka solution kya hain
Kyc karte samay kya aap apna nam hindi me badalna chahate he pr tick karna jaruri he kya
Agar naam pahele se sahi hai to jarori nahi hai
Kitne din me update ho jati h details samagra id me??
Bhai plz help me mene e kyc ki thi or ye likha huwa ara he आपका पीछला आधार ई केवाईसी अनुरोध पहले से ही प्रक्रिया में है Bhai aj 3 din ho gaye he plz meri madad karo plz
Hogya Bhai ab?
Nahi hua bhai
@@Its.cooking1 cm helpline mai phone laga doe
@@Its.cooking1 waise toh ho jayega cyber mai ja kr fir try karna dusre number se.....ya fir sabse best hai jo tumhara zone lagta hai waha jaaao koi pehchan wala hai toh usko le jaao yr parshad ko bolo woh karwa dega zone se kaam
@@kungfu9375 ho gaya Bhai thenks bhai
Hiii sir ,
Mne E-KYC k kiye request kiya abhi lekin last m Hindi m naam parivartan pr click ✅ nh kra to kyaa samarg id me mera naam hindi m show nh hogaa kyaa??
कुछ ऐसी कंडीशन आ रही है कि यदि सिस्टम पर देखें तब केवाईसी कंपलीट बता रहा है किंतु जब लाडली बहना योजना का फॉर्म भरते हैं तब उसमें केवाईसी अनकंप्लीट बताता है इसका कोई solution हो तो बताएं या फिर बताएं कि जिसकी केवाईसी एक बार हो गई है उसकी दोबारा केवाईसी कैसे करें
Ek bar online shop par ekyc karvaiye
Are bhai jab tak tumhare gram panchayat me se jo apne kyc ki hai usko approvel nhi milega tab tk pending hi batayegi to aap apne gav ke panchayat me jake approvel ko le lo ho jayega 24 hours me... Gram panchayat wale ko bolo ki meri kyc ko approvel do mene request ki hai tb ho jayega
Sir 24 hour me ho jana chahiye but me ra 2 din ho gaya abhi nii hua h
Sr m ekyc update kr rhi hoon to usme dialog box m msg de rha h ki 'aapka pichla aadhar ekyc anurodh phle s hi prakriya m h' iske liye aage kya Karen kripya margdarshan dijiye
Are bhai jab tak tumhare gram panchayat me se jo apne kyc ki hai usko approvel nhi milega tab tk pending hi batayegi to aap apne gav ke panchayat me jake approvel ko le lo ho jayega 24 hours me... Gram panchayat wale ko bolo ki meri kyc ko approvel do mene request ki hai tb ho jayega
Sir kyc krne pr 24 hour m ye link hogi ky
Thankyou so much sir
License key expired problem aa rha hai ye kya hai
Haa bro mere bhi
Kitne din me ho jati hai?
Kitna time lgta h e kyc ku hone me
Kitna time lagta hai sahi hone me
Ha
आपके गांव के जो भी ग्राम सहायक है उनके ऊपर है वह कितनी जल्दी आपकी ekyc को अप्रूव्ड कहते हैं
Sir Samagra ki e- kyc ka charge ni lgta h kya
नहीं लगता है
Iska pata kaise padega ki KYC ho chuki
Bhaiya yaha se to gaya registration nu. Bho gaya but (sthiti par jane ) ki side par ja raha hu waha par number juda nahi dikh raha h
Mere samagar id me mere bhai ka aadhar no. link he to mera aadhar link nahi hora he to no.change kese karu
अपनी ekyc करलो
Me ap samagar id me aadhar no. Dala to (aadhar no. already seeded with samagar id xxxx) likha ara he xxxx me mere bhai ki id he
Aadhar n. Ke bad Option pr dbaya to pura said ho gya please help
Kon se aap se E kyc mobile se kar sakte hai sir
Adhar pr otp ara hai but vo niche ho he nhi rha yr sir
Same problem
Samgra I'd konsa hota hai bhai
समग्र आईडी में भी नाम और आधार में भी नाम एक जैसा है तो ईकेवाईसी होगी कि नहीं
kya Samagra ID mai registered Mob. no. aur Aadhar mai registered Mob. no. ek hi hona jaroori hai ?
nahi alag alag bhi chal jayenge
Sir kitne din me ho jata hai
Kitne time me ho jata hai
Aadhar se otp aane ke baad, smgra portal koi response hi nhi deta, jaise hank ho jata hai phone vaise hi type ka ho raha hai, aur back jate hai toh starting point pr pahucha deta hai, fir fill krte hai fir vahi dikkat
Mere sath bhi kuch aysa hi ho rha h
Samagra id ko kaise banaye surwat se batayiyena... Kaha se banana hai
Aadhar does not have boot email kyon bata raha hai Sar Hua Ki Nahin ho rahi hai
Maine kal kiya tha but pta kaise chalega ki ho gya ki nahi
Sir please reply
E KYC hua h ki nhi check kaise kare
आई डी में आधार के अनुसार संशोधन नहीं हुआ है अब क्या करें सर
सत्यापन नहीं हो रहा है ग्राम पंचायत से hota है किया भैया
Thank you sir very informative video
Print kaise de kya print jaruri hai
Kyc kitane din me update ho jayegi
24 hour
Bhai Mp Online Ki Id Banwana Hai Please Support
Koi id ki jarurat to nahin padegi na Bhai
Sir lagbhag kitne samay me hojata he update
sir moblie me mantra device se ho jayegi kya kyce please Help me
मोबाइल से नहीं होता बड़े भाई ऑनलाइन ही होता है
Sir kyc or ekyc alg alg hoti he kya?
Ek hi h
भाई जिनकी एक ही परिवार id 8 अंक की है वो कैसे ekyc kren
Adhar number doesn't have both email or mobile number , jabki maine update kara rakha hai
🎉❤
Tq bro
Mere aadhar me maharashtra ka add hai . Toh ekyc kese hogi .
Nhi hogi
Aadhar ka otp aa raha hai mager portal per otp ka option nhi aa raha hai
Please sir bataye
समग्र पोर्टल पर E-Kyc कितने दिन में अपडेट होती है
24 hours
Sir Aadhaar number dalte hi Baha se back ho Jata Hai
Print kainse aaye ga
Bhai pata kese chalega ki kyc ho gai hai batao
Sir PLZZ muje muje ye jankari dijiye meri patni ke adhar me pita ka name hai air samagra I'd me mera name he to kya ekyc ke bad mera name alag hokar uske pita ka name hi ajayga kya
Subscribe karne ka reason he ki aap muje reply kroge
KYA IS PROCESS KO KARNE KE BAAD ME NAGAR PALIKA ME BHI E-KYC HOGI KYA
Nhi
Panchayat me Verif karwana pdega
Bhaiya last baali photo baali deatail nhi aa rhi phale hi home page aa jata ha
Same
Same
Sir unmarried ko married kaise kare?
Sir agar aadhar me married hai to married ho jayega kya link ke baad?
Abhi aadhar card wala ophshion nahi aa raha he
Bhai ekyc ka option aab nahi asa raha hai Please help
मोबाइल से ekyc कितने दिनों मैं हो जाती है मेरा 3दिन हो गया अभी तक नही हुआ है😢
24 hour me ho jati he
Ek sath sabka adhar link kaise kare samagra I'd me
Maine Apni E-KYC Ki hai aur Nagarpakila se E-KYC succss bhi ho gaya hai to Mera Hindi se naam change Nahin Hua Hai To Kyaa Karen
Apke naam bhi change nhi hua fr apne kya kiya tha?
Bhai kya pure pariwar ka kyc ho jata hai ek bar me
Nahi alag alag karna padega
@@vivekrathor5538 भाई मैने अभी सब की ई केवाईसी की है तो सेम बता रहा हैं आज 5 दिन हो गया हैं
Aisa Karo mp online shop par ekyc karvao
I am tying last 2 month but kyc request is pending.
Are bhai jab tak tumhare gram panchayat me se jo apne kyc ki hai usko approvel nhi milega tab tk pending hi batayegi to aap apne gav ke panchayat me jake approvel ko le lo ho jayega 24 hours me... Gram panchayat wale ko bolo ki meri kyc ko approvel do mene request ki hai tb ho jayega
Bhaiya mummy ka ho name hai Vidya ( विद्या) woh computer main galat aa rha h toh usko sahi kaise karen
Kyc complete ho gyi h pata kaise chalega
Bhai mene Kiya tha ab ho bhi ni rha online bale k yha se bhi
Linked mobile no. Se bhi nhi ho raha hai
Dusri I'd par kyc ho gyi h kese thik hogi plzz
Adhar no likhne ke baad message likha hua aata hai hatta hi nhi