Sound check toh thik hai par same watt tha ya phir alag alag watt tha sabse jyada aapke hisab se kon sa best tha aapko apna review video lana tha bhai.
Suraj Bhai mera ek daut hai ahuja 1300x model speaker mein ek 4ohm our ek 8ohm ata hai agar amplifier mein 4ohm per running karna hai to keise pata chalega aur kuch problem to nhi hoga na running time
For example agar app 8 ohms ke 2 speaker lagaoge to wo 8+8 matlab 4 ohms me run hoga aur agar app 8 ohms ke 4 speaker lagaoge to wo 4+4 = 2 ohms me kam karega ...aur aise hi 4 ohms wala 2 speaker lagaoge to wo 2 ohms me output dega
Suraj bhaiya ji 2000 watt ka best speaker bataiye jo kisi bhi. Speaker ko takkar de de
Dynamite 5.5 voice coil 18" speaker le lijiye
Suraj bhai ase xpo me ahuja ko kiynu nahin late yar abb to 2000 watt bhi a gaya ❤❤❤
Ab Ahuja se maine iss matter ma bat Kiya tha but wo normal brands ke sath compitition nahi karna chahte ye unka kahna tha
@@DJSURAJSP matlab Suraj Ahuja ke samne o spiker bachhe hne
बच्चे तो नही बोलेंगे but वो वॉट को ज्यादा show करते हैं
@@DJSURAJSP matlab Suraj bhai me samjha nahi
Unke watt jyada dikha te hai kiya
Sir LSD sound ka video banao please ❤❤❤❤
Nahi milta hamare yaha....
Bhaiya sirf ek hi admi lsd lsd ka video banata hai uske alawa kahi lsd ko koi nahi janta hai mere hisaab se @@DJSURAJSP
Suraj bhaiya aap ko vkr cabinet ka sound kaisa laga
Achha laga bhai sab appne hisab se sahi the
Kiska sabse achha lga setap bhiya ap ko
Dev , dvs
Dev audio ya fir DVS
Aap gay the sir ji
Yes
Bhai ahuja ke lxa 3200 me ahuja ke 1000 watt ke 4 bass speaker chal jayega kya overload to nhi hoga
Chalega overload nahi hoga but quality achha Nehi dega lekin chal jata hai
@@DJSURAJSP ok thanks you Bhai 🙂
First view
Thank you bhai
Sound check toh thik hai par same watt tha ya phir alag alag watt tha sabse jyada aapke hisab se kon sa best tha aapko apna review video lana tha bhai.
Bhai Maine sabka sound check nahi suna isiliye details video nahi la paya
Kaunsa company ka subwoofer he bhai or wattage
Suraj Bhai mera ek daut hai ahuja 1300x model speaker mein ek 4ohm our ek 8ohm ata hai agar amplifier mein 4ohm per running karna hai to keise pata chalega aur kuch problem to nhi hoga na running time
1300watt speaker
Bhai ji amplifier automatic kam karta hai ...jaise usme 4 ohms ka speaker lagaoge to wo 4 ohms me output Dene lagta hai
For example agar app 8 ohms ke 2 speaker lagaoge to wo 8+8 matlab 4 ohms me run hoga aur agar app 8 ohms ke 4 speaker lagaoge to wo 4+4 = 2 ohms me kam karega ...aur aise hi 4 ohms wala 2 speaker lagaoge to wo 2 ohms me output dega
@@DJSURAJSP thank you so much bhai