Bhai mein fast time lene ki soch raha hun mujhe total kitne payment dena hoga net keliye bhi aur setup box keliye aur uske baad har mahine kitne dena hoga kam se kam plan net ka bhi aur tv chanel ke ..aur kya uske sath wo land line phone bhi milta hai ya alag se purchase karna hoga
399 net +200 ott ka = 599 per month lagega . But First time lenge to 599×3= 1797 Aur gst 323. Lagega. Total 2120 Lagega apko 3month tak ka. Usme free installation hoga. 3 month bad ap khud se jo plan. Recharge karbao koi problem nahi hai
Agar apka tv me hdmi Support hai to chlega koi problem nhi hoga. Bas hdmi Port hona chahiye tv me. Baki net ka 399 me sirf internet milta hai. Ott ke liye apko 200 extra subscription lena hoga tabhi set top box dega agar ap sirf net bala plan loge tab set top box nhi dega. Ye dyhan dena hoga
Bhai Agar hum postpaid wala plan lete hai aur hum 1 ya 2 month ke liye bhaar chale jaatey hai aur use nhi karte roh hume vo 1 ya 2 month ka bhi paisw dene padega ? Pls reply 🙏
Barish me aour kabhi net chala gaya to kitne der me normal speed me ata he jio fiber net aour ha konsa best he jiofiber ya jio airfiber for better stable speed
Mere yaha pr underground wire aya hai. To mere location pr kbhi problem hua nhi hai bro aur jaha pr barish ka problem hoga to time lag hi jata hoga. JioFiber best hai bro. Airfiber sim jaisa hi work krega JioFiber hi lagbao
Bro jaise humne ott wala plan le liya fhir hum jio cenema ya sony liv open krety hai roh hume number dalna padega toh iska matlab humare pass jo jio ka sim hoga ussi se wifi and ott setup hoga pls reply i am confused 🙏
No bro koi sim nhi rhta hai. Sirf number milta hai. Magar set top box agar same JioFiber se connect rhega to kuch nhi magta hai automatic login le leta hai agar phone me login kroge tab dikkat aa skta hai baki set top box me automatic hota hai
Jis phone number se jio Fiber connection le raha hu us number ko jio phone me ya android me lagakar calling recharge alag se kar sakta hu kya outdoor use ke liye ?
Apka sim to personal use ke liye to hai. Ap kahi bhi use karo. JioFiber me dusra number milega jo sirf landline telephone me chlega. Usko bahar nhi le ja skte baki jo physical sim phone me lga hai usko use karo outdoor me recharge koi dikkat nhi
Fibre ka alag recharge karna padega aur mobile ka alag jaise kahi jana hua to talktime ke keye mobile recharge karna padega ya fiber wale me hi rahtaa h
Fiber sirf ghar me landline telephone me work krega. Sirf. Baki bahar jaoge tab to apko special sim use karna hi padega utna thodi wifi ka range hoga bro. Ghar me kam chlega sirf. Bahar me nhi
Bro diwali offer main router lagaunga to 2222 plan lunga 3 months ka to installation charge or security charge nahi lagega kia bro bolo please replay first bro😊😊😊
Ye bro. 2222 bala plan me. 3 month internet milega. Free installation koi security deposit nhi lagega. Kyuki ye jio air Fiber hai. Mai jo video bnaya hu usme jio fiber ke bare me bta rkhe hai baki ap dhek jio air Fiber lena hai to 2222 ka le skte ho
My jio application me show kar rha hoga apko set top box apply ke liye. Ap check kijiye my jio application me. Wahi par Sara price mention hoga kitna lagega ya fir customer care se bat kar lijiye behtar knowledge ke liye
But I need only 399 plan but my father need setup box plan as well. We have already have Airtel fibre at our other home but I need prepaid connection at my first home .
Koi charge nhi lagta hai bro. Kabhi kabhi 50 Rupee booking lega but free me hi hota hai booking jab ap registration kra loge addhar card se uske bad plan ka recharge ka paisa dena hoga
Bhai ye batao maine jiofiber book kiya tha 50 rs mein and maine postpaid lgwa liya but wo 50 rs 6months ki payment me ni add hue but myjio app me voucher show hora usko use kse krenge????
No problem ap apply kar do. Uske bad jab koi technician call kre tab unko batayiega ki hmko JioFiber lena hai. Nhi to Customer se ek bar bat kar lijiye
Mujhe sirf net ke liye 399 wala lena hai to postpaid me minimum kitna month ka lena padega aur usme free trial milta hai kya aur agar mujhe kisi vajah se richarj ke bich me agar me connection hatwana chahu to kya refund milega katt kar please bhai reply dena aap kyonki me kall lagwane ka soch rha hu confusion me hu 😢
399 ka plan minimum 3 month lena hoga tabhi installation charge free hoga. Aur bich me connection katwate hai to koi refund nhi milega. Ap 3month use kar lena fir bill generate hota hai uska date apko massage ke through mil jayega kab bill bnta hai. Uske pahle customer se bat krke connection katwa sakte hai
Bro 399 wale me max kitni speed milta hai Kya 399 se 198 wale me only internet ke liye 10Mbps wala plan shift kr sakte hai kya ? No setup box 😢 @@Unboxingorginal
Bhai ye batayiye if 3 months ke plan ke sath mai set top box + router connection le leta hu . If mai baad me after 3 months 399+gst wala recharge kru to kya jio set top box me youtube chalega ? Kyuki unhone mention krke rakha hia 800+ channel keval 599+ wale plan me ayenge mujhe channel mhi dekhna keval youtube dekhna to kya set top box se mai youtube dekh paunga 399 wale plan se
Set top box lene ke liye apko plan lena hi padega ap sirf TH-cam dhekiye ya kuch aur bhi plan lijiyega tabhi setop box dega brna sirf router lga kar chla jayega
30 mb Matlb apko. 3,4 mb constant speed milega. Bo 30 mb app me show hota hai magar apko real me 3,4 mb tak hi milega agar ap comfortable ho to le skte ho nhi to 100mb bala plan le skte ho usme apko 10 mb real milega anytime
Maine 6 month ka liya tha 30 mb speed + tv ka subscription bhi liya tha 399+200=599 month pda 6month liya to 4240 paid karna pda hme but aplog sirf net ka plan lena tv ka need nhi ho tab mat lena paisa kam lagega
399 me only internet chlega jio ka set top box nhi chlega. Uske liye alag se subscription lena padega. Agar personal ott le rkhe ho phone me to wo use kr skte ho
Main to 6 month ka liya tha bro. Aur set top box bhi. Tab 4240 liya ab ap kaun sa bala loge plan. Agar 399 bala only loge. Tab 1412 Rupee lagega bina ott ke agarr ott chayie to 2120 lagega
Postpaid connection me apko installation charge nahi dena hota hai sirf ap plan recharge karna hota hai prepaid plan me apko router ka paisa lgta aur fir recharge ka alag se paisa lgta hai
Fraud hai jio wale 😂😂ku ki postpaid bol ki chip ka dete fir bolte hai 5 mhani ka ek saath bill pay karo 😂 pheli bola tha 1 mhani kar na hota hai 470 wala fir🎉1780 bill aya 5 mhani ka isliye prepared connection shai hai 🎉🎉
30 Mbps = 4MBps
Yes bro
Apko 4 mb hmesa milega
@@Unboxingorginal accha fir jio 5g se kuch bhi download kare tab 10-15mbps ki speed aati hai woh kaise
Bhai mein fast time lene ki soch raha hun mujhe total kitne payment dena hoga net keliye bhi aur setup box keliye aur uske baad har mahine kitne dena hoga kam se kam plan net ka bhi aur tv chanel ke ..aur kya uske sath wo land line phone bhi milta hai ya alag se purchase karna hoga
399 net +200 ott ka = 599 per month lagega . But First time lenge to 599×3= 1797 Aur gst 323. Lagega. Total 2120 Lagega apko 3month tak ka. Usme free installation hoga. 3 month bad ap khud se jo plan. Recharge karbao koi problem nahi hai
Landline telephone apko khud se jugar karna hoga. Bo nhi dege
1mont kitna recharge karna paraga @@Unboxingorginal
399+gst.
Yadi mera tv smart tv nahi hai normal led hai tho ye chhalega. and also tv channel or ott tho internet recharge ke sath hi free me deta hai na.
Agar apka tv me hdmi Support hai to chlega koi problem nhi hoga. Bas hdmi Port hona chahiye tv me. Baki net ka 399 me sirf internet milta hai. Ott ke liye apko 200 extra subscription lena hoga tabhi set top box dega agar ap sirf net bala plan loge tab set top box nhi dega. Ye dyhan dena hoga
OTT nhi chaiye e month ls ka plan 2222 me mil rha hai with OTT lekin mujhe nhi chaiye OTT kya kru ?
2222 me to jio air Fiber mil rha hoga bro fiber to alag hai
Jio fiber kya sirf 5g me hi work karta hai kya
JioFiber ka Cable ata hai broadband hai ye. Jio Air Fiber me 5G Sim Work krta hai dono different hai
Bahi jab ham 399 wala plan lete h to set up box free me milta h kyya?
Aur set up box no smart tv me chalta h kya??
399 me nhi milega
399+200 599 ka plan lena hoga tab set top box milta hai. Agar apke tv me hdmi Port hoga to chalega. Hdmi hona chayie tv me
Set top box or jio fiber lgwana h air fiber nahi to lg jayga kitna cost aayga 3months plan ke sath me 30mbps me
2120 Rupee ayega 3 month ka. Jisme set top box router milega
Order kaise Krna hoga jio ke app se ho jayga?
Bhai Agar hum postpaid wala plan lete hai aur hum 1 ya 2 month ke liye bhaar chale jaatey hai aur use nhi karte roh hume vo 1 ya 2 month ka bhi paisw dene padega ? Pls reply 🙏
Bilkul dena padega ap use karo ya nhi. Recharge to karna hi padega bro
Set top box ki bina sir fiber mil jayega kya
Bilkul milega only fiber lgba skte ho
A jio fiber total price kya ha?
Barish me aour kabhi net chala gaya to kitne der me normal speed me ata he jio fiber net aour ha konsa best he jiofiber ya jio airfiber for better stable speed
Mere yaha pr underground wire aya hai. To mere location pr kbhi problem hua nhi hai bro aur jaha pr barish ka problem hoga to time lag hi jata hoga. JioFiber best hai bro. Airfiber sim jaisa hi work krega JioFiber hi lagbao
Kya yeh jiofiber mein terrace mein chathri lagega kya? Kyun ki baarish ke time channels nahi aayegi...... isliye pooch raha hoon
JioFiber me koi chatri nhi lgta hai ye internet se hi sara channel chalta hai
@@Unboxingorginal kya yeh work hai lagana? Koi problem toh nahi aayegi naa?
@@Unboxingorginal kya aapke saath yeh whether issues experience hui hai?
Bro jaise humne ott wala plan le liya fhir hum jio cenema ya sony liv open krety hai roh hume number dalna padega toh iska matlab humare pass jo jio ka sim hoga ussi se wifi and ott setup hoga pls reply i am confused 🙏
No bro koi sim nhi rhta hai. Sirf number milta hai. Magar set top box agar same JioFiber se connect rhega to kuch nhi magta hai automatic login le leta hai agar phone me login kroge tab dikkat aa skta hai baki set top box me automatic hota hai
Jis phone number se jio Fiber connection le raha hu us number ko jio phone me ya android me lagakar calling recharge alag se kar sakta hu kya outdoor use ke liye ?
Apka sim to personal use ke liye to hai. Ap kahi bhi use karo. JioFiber me dusra number milega jo sirf landline telephone me chlega. Usko bahar nhi le ja skte baki jo physical sim phone me lga hai usko use karo outdoor me recharge koi dikkat nhi
3:07 kiya haam kebal tv reachars kar shakte hai hame wifi recharge nahi karva na hai kebal Seterbox recharge karva na hai ho jayega yeh fir nahi
Nhi ho payega only JioFiber se chlega. Waise bhi ye set top box dega hi nhi. Jab tak koi plan nhi loge tab tak
Fibre ka alag recharge karna padega aur mobile ka alag jaise kahi jana hua to talktime ke keye mobile recharge karna padega ya fiber wale me hi rahtaa h
Fiber sirf ghar me landline telephone me work krega. Sirf. Baki bahar jaoge tab to apko special sim use karna hi padega utna thodi wifi ka range hoga bro. Ghar me kam chlega sirf. Bahar me nhi
Are bhai airtel air fiber kyu nahi liya .
Dish separate milega na internet se nahi chalega dish .
Our 40 Mbps speed bhi milega .
But uska plan to 499 ka hai. Aur d2h ka alag plan hai na
@@Unboxingorginal nahi bhai airtel black me 699 + GST wala plan he 824rs per month
But app me 499 se start ho rha hai 499+gst
Prepaid connection lene par 2-3 month recharge na kare toh kya frk padega...
Koi fark nhi padega postpaid me problem hota hai
bhai jio fiber ke sabse sate plan me ott milte hai ki nhi bro bata do
399 ka plan hai usme sirf. Internet milega. No ott
Ott ka alag se plan lena padega
Bro mein jio fiber book krna hai pr br br mujhe jio airfiber pr redirect kr raha hai chahe phone se kare ya pc se
Ap Apply karo uske bad ek technician call krega usko bolna mujhe JioFiber lena hai
Same Mera v
Pehli bar mei kitne month ka plan Lena padhta hai? Aur uske baad 1mahine ka le sakte hai kya?
First time minimum 3 month lena padega uske bad ap. Har month recharge Karo.
Amazing video really best 👍👍
Thanks 🙏
Bro diwali offer main router lagaunga to 2222 plan lunga 3 months ka to installation charge or security charge nahi lagega kia bro bolo please replay first bro😊😊😊
Ye bro. 2222 bala plan me. 3 month internet milega. Free installation koi security deposit nhi lagega. Kyuki ye jio air Fiber hai.
Mai jo video bnaya hu usme jio fiber ke bare me bta rkhe hai baki ap dhek jio air Fiber lena hai to 2222 ka le skte ho
@@Unboxingorginal bhai mujhe JioFiber lgwana thaa mene Jio walo se baat ki toh voh bol rahe hai Jiofiber bnd ho chuka hai
Isase unlimited calling kar sakte hain ki nahin landline se
Yes unlimited call milega landline pr.
Bhai news channel jese aajtak abp news milte hai setu up box mai
Yes bro all tv channels milega
Bhai sirf wifi lagwana h toh kaise kare kyo ki waha wifi wala option nhi hai
My jio application me apply Karo. Agar hoga tab fiber lena nhi hai to air Fiber mil jayega
Bro isme tv me star plus, colors ,zee tv, sab tv aur baaki sab chaanel online chalta hai ya phir offline
Total channel online chlega koi offline channel nhi chlega
Brother ham installation karene ke baad 3month ka pack liye sakte hai ya 6month lena compulsory hai
First time installation karate hai tab ap dono me se koi bhi plan lena hi padega
Mtlb compulsory hai lekin ap starting minimum 3 month to lena hi padega
@@Unboxingorginal dhanyabad 🙏🏻❤️
4200 bahot jyada hai airtel 3004 leta hai
Welcome
Bhai muje jio fiber lena ho sirf without 399rs wala plan to muje overall kitne mein pade ga ye??
399 ×3 month= 1197+215 gst 1412 padega 3month ke liye
@@Unboxingorginal aabhi installation free chal rha hai diwali offer ki vajah se
Is this dual band router wifi 6 or still wifi5?
Wifi 5. Dual band. 2.4 ghz. 5ghz
Sir maine 50 rupees deke book kiya hai aur 1 hafte ke uoar ho gya aur koi call ya agent koi nhi aaya kya krun 😢
JioFiber customer care se contact kijiye. For better results
@@Unboxingorginal jio fiber customer care pe call connect nhi ho rhi hai order booking in hold bta rha he
100m k baad kitna cost h per metre ka
Depend krta hai technician kitna apse magega kyuki rate fix nhi hai
Bhai mai ne sirf router hi book kiya tha last year ab set top box lena hai tv kai. Liye kaise book karu or kitne mai mile ga
My jio application me show kar rha hoga apko set top box apply ke liye. Ap check kijiye my jio application me. Wahi par Sara price mention hoga kitna lagega ya fir customer care se bat kar lijiye behtar knowledge ke liye
Wire ka bhi paisa dena padega kya
100 metre tak free hota hai
Disney hotstar and Zee 5 mein 4k content dekh sakenge?
1080 p tak hi Dost Dono me.
Please tell ,is prepaid connection is available?
Yes prepaid connection available but cost so high postpaid connection is low
But I need only 399 plan but my father need setup box plan as well. We have already have Airtel fibre at our other home but I need prepaid connection at my first home .
Bo apka priority hai ap jisme comfortable ho ap lga lo
Pre-paid is better than postpaid@@Unboxingorginal
Bhai, jb app se jio fiber order kre toh 1000/- charges lgte h ? Aur kitne time ke baad lg jata h ?
Koi charge nhi lagta hai bro. Kabhi kabhi 50 Rupee booking lega but free me hi hota hai booking jab ap registration kra loge addhar card se uske bad plan ka recharge ka paisa dena hoga
Usme time slot diya hua rhta hai jab ap kra lo
@@Unboxingorginalbhai maine jab booking kiya usme time slot nhi tha aur 1 din ho chuka hai koi call message nahi aya . Plzz reply bro
Please contact customer care
Bhai ye batao maine jiofiber book kiya tha 50 rs mein and maine postpaid lgwa liya but wo 50 rs 6months ki payment me ni add hue but myjio app me voucher show hora usko use kse krenge????
Reddem ka option aa rha hoga reddem kijiyega to extra kuch din bhad jayega plan
@@Unboxingorginal redeem ka option nahi aa raha bhai
?
Then customer se bat kijiye
@@Unboxingorginal bhai customer care pe baat kaise kare??
Cable ka paisa lagta hai kya
Yaha mere se 60.metre tak free de rhe hai uska aage ka 10 rupees per meter paisa mang rha hai
100 metre tak free hota hai bro uske bad chargeable
Non jio number se book kar sakte haibkya
Yes my jio me us number ko login karke
Jio ke site pe ja rhe toh sirf air fibre book krne ka option aa rha hai
No problem ap apply kar do. Uske bad jab koi technician call kre tab unko batayiega ki hmko JioFiber lena hai. Nhi to Customer se ek bar bat kar lijiye
Bhai abhi mai jio fiber book kar raha hu nahi ho raha h kah rahe h company wale abhi bas airfiber hoga to kya karu bhai batao
Customer care bhi JioFiber nhi bta rha kya bro
Bhiya mere ko lgwana hai toh kitna total pay krna hoga agr 3 mahine ka plan lege first baar me toh
Agar ap postpaid bala plan lege tab 399×3= 1197 Rupee + gst Lagega installation free hoga
Total 1500 ke as pass hoga
Mujhe sirf net ke liye 399 wala lena hai to postpaid me minimum kitna month ka lena padega aur usme free trial milta hai kya aur agar mujhe kisi vajah se richarj ke bich me agar me connection hatwana chahu to kya refund milega katt kar please bhai reply dena aap kyonki me kall lagwane ka soch rha hu confusion me hu 😢
399 ka plan minimum 3 month lena hoga tabhi installation charge free hoga. Aur bich me connection katwate hai to koi refund nhi milega. Ap 3month use kar lena fir bill generate hota hai uska date apko massage ke through mil jayega kab bill bnta hai. Uske pahle customer se bat krke connection katwa sakte hai
@@Unboxingorginal thanks Bhai
Bro 399 wale me max kitni speed milta hai
Kya 399 se 198 wale me only internet ke liye 10Mbps wala plan shift kr sakte hai kya ? No setup box 😢 @@Unboxingorginal
Airtel sim user jiofiber ko book kar sakte hai kia ????😢😢😢😢
Bilkul kar skte hai
My jio me us number ko login krke ho jayega
Bro colors tv sony andor z tv aata he kya 399 me
399 me apko set top box hi nhi dega company pahle
399 me only net. Hai koi ott nhi uske liye 200 ka plan lena hoga tab apko set top box milega tab apka Colos tv Sony sab chalega
Agar main tv ka plan nahi loon sirf wifi connection loon tab 6 mahine ka plan ke liye kitna amount parega???????
2825 lagega bro. Only net facility 6 month tak
sir ji mujhe bas wifi chahiye chahiye yeh batao prepaid ke bareme batao
Prepaid me sabse pehle 1000 installation charge lagega uske bad 500 Security deposit fir Jo plan lege Bo recharge karna. Hoga
@@Unboxingorginal jaise 399rs wala plan 30mbps wala lenge one month ka toh total kitna hoga 399+ jitna gst lagta ho total
OTT nhi chahiye, lemin 399 wala to koi plan nhi hai bhaiya ?
399 ka plan hai sirf bro. Bo ke skte hai minimum 3 month lena padega
Conected divice block nahi hoti hai
Yes bilkul hota hai
Bhai ye batayiye if 3 months ke plan ke sath mai set top box + router connection le leta hu .
If mai baad me after 3 months 399+gst wala recharge kru to kya jio set top box me youtube chalega ?
Kyuki unhone mention krke rakha hia 800+ channel keval 599+ wale plan me ayenge mujhe channel mhi dekhna keval youtube dekhna to kya set top box se mai youtube dekh paunga 399 wale plan se
Set top box lene ke liye apko plan lena hi padega ap sirf TH-cam dhekiye ya kuch aur bhi plan lijiyega tabhi setop box dega brna sirf router lga kar chla jayega
@@Unboxingorginal usne Aaj settop box aur router dono laga diya hia kya mai aange plan change krunga 399 wala to kya wo set top box le jayenge❓
Yes bro agar ap plan change karvayege tab set top box le jayega company
Set top box rkhne ke liye apko ott lena padega nhi lege to Bo set top box company' le jayega
Postpaid me har month ke end me usage ke hisab se bill aaega ya 399 aaega
No brother apko 399 ka plan recharge karna hoga nhi to net bilkul nhi chlega sim jaisa system nhi hai isme
@@Unboxingorginal ok ty subscribed
Thanks 👍
Iska maximum range kitna hai
Utna to idea nhi hai but accha dur tak cover kr leta hai iska router
@Unboxingorginal
Ok. Pr 6-7 phone connect krne k baad, internet speed kitne girega? Decent milega kya uske baad bhi?
Bhai lagane me total kitna pay krna hota hai ?
Depend krta hai ap kitna bala plan lenge. 399 × 3 month strat hota hai. Baki ap 399×6 month bhi pe skte ho. Usi ke hisab se paisa lagega
Bhai kitne gb data mila .. air fibar me to 1000 gb hi milta hai
JioFiber me 3300 gb milta hai
@@Unboxingorginal399 +gst hai ya sirf 399 and kitna mps speed ka plan hai . Kya इससे sasta bhi plan h koi
399+ gst hai. 30mb speed download upload milega aur calling bhi milega but uske landline telephone lena padega apko alag se
399 se kam to abhi nhi hai.
Kya jio Wale Airfiber ke liye force nhi kiye??
Krege but apko nhi Lena hai kyuki agar fiber available hai to fiber hi Lena agar apke area me nhi rhe tab airfiber lena chahe kitna bhi force kare
Wire problem hota h kya
Acche quality ke ate hai wire aise to jldi problem nhi hota hai
Bro postpaid me bill kitna aata hai??
Bill nhi ata hai isme bhi plan recharge karna hota hai tabhi chlega
@@Unboxingorginal ha bhai par due hone ke baad kuchh to aata hoga
Abhi mera 6 month ka plan liya hua jab mera expire hoga tabhi bta payunga kya option milega hme
Me currently ek rent house me rehta hu kya me yaha lagwa sakta hu?😊
Bilkul lgba skte ho bro.
No bro Opt for jio air fibre
If u are Living in rent house as it has no wire problem
@@Tech-Savv thanks bro but I have installed jio fiber successfully. And I have opted for the 100 mbps plan
Kese kese lagwaya steps bata skte ho.... Or kitne rupay kis kis chiz ke liye lage@@prachurjya9307
Prepaid wale ke liye kitna krna padega pay
Prepaid me 1500 Rupee lagega usme sirf. Router aur 1 month net milega
But agar jis mahina net use nahi karna tab rechgre nahi kare to paise lagenge nahi na prepaid me
Bro me 1500 dunga prepaid plan to meko 1 month free internet milega ya kiso bhe alag charges lagega?
Rply
1500 me net service nhi milega
@@Unboxingorginal fir 1500 kis liyw lere h
1000 installation 500 security deposit
@@Unboxingorginal night me jiofiber me off krta hun koi prblm to nhi hogi na daily off krne se
30 Mbps 3 phone ke liye sahi rahega 🤔🤔
Hamare yahan accha internet nahi chalta
1mb tak chalta hai 😂
30 mb Matlb apko. 3,4 mb constant speed milega. Bo 30 mb app me show hota hai magar apko real me 3,4 mb tak hi milega agar ap comfortable ho to le skte ho nhi to 100mb bala plan le skte ho usme apko 10 mb real milega anytime
Video start at 3:31
Set top box and ott apps mere paas extra ha. Ma 399 vala pla lekar settop box and ott apps chlaa skta hun??
399 me sirf internet chlega. Agar apke pass ott ka subscription pahle se hai to use kr skte hai no problem
@@Unboxingorginal 399 plan me jio tv+ app use kr skte hai??
Bhai ye jo starting me recharge hota ha 3 ya 6 month ka uske bich me bill ayega
Bill bnega but ayega nhi. Kyuki already apne 3month ka subscription le rkha hai
Automatic renewal ho jata hai apko kuch nhi karna hai jab tak 3 month ya 6 month ka plan khatam na ho
Bhai optical power toh aap ne show nai kiya, kitne se kitna optical power sahi rehta hai acche internet ke liye ?
Optical power ham samjh nhi paye bro please explain kijiye accha taki mai samjh pau
@@Unboxingorginal aap power meter se check krke ho na, shayed dbm v kehte hain usko
@@Unboxingorginal jaise -17 -18 -19
Yeh kitne se kitne ke beech mein hona chahiye jo internet acha work kare bhai ji ?
Price total kitna laga bro ?
Maine 6 month ka liya tha 30 mb speed + tv ka subscription bhi liya tha 399+200=599 month pda 6month liya to 4240 paid karna pda hme but aplog sirf net ka plan lena tv ka need nhi ho tab mat lena paisa kam lagega
@@Unboxingorginal to fir kitna ka package lagega bina tv ka ?
@@RishuGamingLiveunder 3000
@@Unboxingorginal lekin 599 per month karke 6 months ka to 3600 hona chahiye 4240 kyu ho rha hai?
@@priyanshuburnwal6320 gst
Hd nahi aa rahe channel ott movie
Full hd tak chlta hai
Bro wifi use kerne me koi problem to nhi ata hai na aur setup box acche se work kerta hai na?
Koi issue mhuje abhi tak notice nhi hua hai. Mast chal rha. Baki agar uper se net ka problem hoga tabhi dikkat hoga barna sab perfect chlta hai
Total price
3 month ka plan loge ya 6 month ka?
@@Unboxingorginalbhai 3 months ka plan lunga plzz reply
399×3= 1197. & 215 gst Lagega 1412 Total lagega bina set top box ke
Bro 3 month ka plan me installation free h kya
Yes bro. 3month 6 month 12 month sab free installation hai
@@Unboxingorginal गांव में installation hoga electric pole Ghar ke pass hi hai but usme koi board nhi laga hua hai
@@Unboxingorginal3 month ka kitna fees hai
Postpaid mai pese usse time dena hai yah baad mai dena hai
Bill generate hota hai bro fir apko recharge karna hota hai
Mtlb advance leta hai month ka
Ispe 2121 rupees price hai
Bo jio air Fiber dhika rha hoga
JioFiber me koi charge nahi hai sirf plan lege 3 month ya 6 month bas wahi dena hai
Latency is very high 😎😎😎 very fast internet 😂😂😂
Kabhi kbhi distance ke karan hota hai
एक महीने का प्लान नहीं ले सकते है
Pahle apko first time 3 month ya 6 month lena hoga
Uske bad ek mahine ka le skte ho
399 plan me set top box chal jayega???
399 me only internet chlega jio ka set top box nhi chlega. Uske liye alag se subscription lena padega. Agar personal ott le rkhe ho phone me to wo use kr skte ho
Good 👍👍👍
Thanks
Bore kya hota hai 😂😂😂😂
Are bhai ye prepaid wala h.. lagwaya h.. tune post paid bol rha h..
Postpaid hai dost
@@Unboxingorginal hn bhai sorry misunderstanding hogyi thi
No problem
Bhai total charge kitna liya? 3 month plan ka
Main to 6 month ka liya tha bro. Aur set top box bhi. Tab 4240 liya ab ap kaun sa bala loge plan. Agar 399 bala only loge. Tab 1412 Rupee lagega bina ott ke agarr ott chayie to 2120 lagega
Bhi hamera jio fiber nhi laga boking kar le ha laga ne aya
Customer se bat karo
3 month ka plan pr kitna price h?
399×3= 1197. Rupee+Gst lagegaa
Gst kitna lagta h?
@@HappyRaj_. 18%
Jio air fiber he thik h
Bro Bo ap dhek lo
Ghar ke andar network Kam ata hai to kya kare 😅
Wifi ka network kam ? Please ye batayie
@@UnboxingorginalWhat is Pin code?
@@Unboxingorginal Ghar ke andar Wale kamro me nhi ata hai wifi
Uske liye ek extension lagana padega
हमारे इधर पैसे लेते 😄😄 विरार 😛
Kis chij me install karne ke liye?
postpaid connection kya hota he
Postpaid connection me apko installation charge nahi dena hota hai sirf ap plan recharge karna hota hai prepaid plan me apko router ka paisa lgta aur fir recharge ka alag se paisa lgta hai
Lekin Diwali dhamaka Offer me to 1year free dikhya he😢
Bo jio air Fiber hai
Oh
How to order jio fiber (optical),
Not the airfiber
My jio application se kar skte hai ya jio.com website se book kar skte hai
Fraud hai jio wale 😂😂ku ki postpaid bol ki chip ka dete fir bolte hai 5 mhani ka ek saath bill pay karo 😂 pheli bola tha 1 mhani kar na hota hai 470 wala fir🎉1780 bill aya 5 mhani ka isliye prepared connection shai hai 🎉🎉
399 599 ka plan hota hai ye 470 ka kaun sa plan hai bro
@@Unboxingorginal tujhe kuchh nhi pata 🥴🥴
@@Unboxingorginal399 mai kiya milega
3 mahine bad ek mahine ka plan karwa skte hai plzz rply
Yes bro
@albenush5262 thankx
Bilkul Krba skte ho