Allah tala ne ye bataya hai jo mere wali se dusmani kare usko meri taraf se jung ka eylaan hai ....ham bi waliyo ko buzurganedeen ko maante hai lekin maangte nahi allah kisi tarha samjade sandal me jakar log apni zarurat allah ko chorkar in mazar se na maange. Allah paak naraaz hongge. Dene wali zaat ek akela. Allah ki hai maqlooq tou qud mahotaaj hai apni khane pine ki sehat ki biwi bachcho ki sukoon ki sab se badi baat neend ki laa ilaha illallah mohammedur rasululullah. Ye hai bass
Isi tarha sahaba-e-ekram rallahuanhu....ko bi jaanna pahchaanna logo ke samne unki zindagi qudsunna aur dusro ko bi sunana aaj ke daur me sahabi se ziyada ek log H K A F. HKGN HKBN IN buzurgaane din ki zindagi ziyada sunnte aur sunate hai gusul namaz ke faraaiz sunnat wajibaat apna kalima aur allah ke nabi sallallahu alaihi wasallam ki ek ek sunnath ki koi ziyada malulaath karna dusro se maloom karke qud amal karna dusro ko din ki dawat dena ye sab ek buzurg ke (sandal) se ziyada achcha hai ye sab bi amal karna mere hisaab se ..baqi Nabi sallallahu alaihi wasallam ke roze mubarak ke paas ye sab sandal karna tou nahi hai kya aap ki nigaah me nabi sallallahu alaihi wasallam se ziyadah keemti hai ek buzurg ki (mazaar) allah ham sab ko khwaja abul faiz R.A ke taleemaat par amal karna naseeb farmaye na usse pehle shariat ko jaankar tariqa ambia alaihissalam sahaba R.A tala anhu.....tabayeen tabe tabayeen shohada saleheen phir buzurgane din par ki taleemath par Amal karne ki taufiq naseeb farmaye ameen summa ameen. Mafi chahungga aap ko bura laga tou ye haq baat hai aap sochiye allah ne hame dimag diya hai ye sab jaanne ke liye
Masha allah
Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatahu