Hum bhi pehele apna area mein box ka compition hota tha ...only aujha amplifier se 1000/701/500/ lagatar 6/7din bajta tha koyi problem nahi hata hain ...aujha ek eisa amplifier hain jitna hit hoga utna sound badhe ga ....market mein jita bhi present amplifier hain 7ghanta se jada baje ga to kharap jata hain .....
Good video super👍
Thank you so much dear suraj
@@OmaTechnicalAdvise welcome sir
🤝@@SurajKumar-xk3ol
Thank you nice technical
Welcome
Very nice bhaiya ji
Dhanyawad ajay ji
Aujha khatarnak nak hain bhi ...lagatar 7din baje ga compition mein
Sure
Hum bhi pehele apna area mein box ka compition hota tha ...only aujha amplifier se 1000/701/500/ lagatar 6/7din bajta tha koyi problem nahi hata hain ...aujha ek eisa amplifier hain jitna hit hoga utna sound badhe ga ....market mein jita bhi present amplifier hain 7ghanta se jada baje ga to kharap jata hain .....
👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Nice video
Thanks 😊
Sir ji 800 what speaker h 2 colum me unke liye amplifier konsa acha rhega
Stranger pbt501, Ahuja uba500m, uba800m harman company jaise le sakte ho
Hyderabad mein base chalana sakta hai kya
@@kanudas9021 500Watt ke per zone par chala sakte ho
Bhaiya Mona input also we connect 2 two inputs bhaiya
Ap kya puchhna chahte ho
Sir ji es amplifier machine m ak channel pr 400 what ka box h ahuja ka srx440 wala hf nhi h chlane pr jalega to nhi na
Es machine ap srx440 wale 2 box per zone par chala sakte ho
@@OmaTechnicalAdvise ahuja btz7000 me 1 Chanel m 1 box srx440 jalega to nhi na
@@bhagwansahay9093 bade aram se chalega
Ahuja 400 watt amplifier pe kitna load dall skte hai sir….!
@@balvirsingh6692 600watt
Ahuja sms 450 monitar thik hai ki nahi sir ji
@@PawanKumar-g7e2i mere hisab se bahut achcha hai indoor and outdoor ke liye
Thanks bro
Welcome 🙏
bhai hamne 2 speaker connect kiya uske baad monno per bhi kiya but zone a sirf baj raha tha kya karen??
Service center me dikha do
Ok❤😮
Why does this 10,000 work on a low voltage of 36... and not like the other one that works on 80 volts?
This depends on the design of the transformer and the components of the power supply
جناب محترم
اگر ھم اس پر 32 واٹ 6 عدد سپیکر چلائیں گے
تو سپیکر جل جانے کا خطرہ ہے یا نہیں؟
جواب کا منتظر ہوں
Depend on the your operating
جواب درکار ہے؟
8ohm jyada kya 4ohm jyada......
Mono amp me 4-Oms 8-Oms sabhi me wattes same hi rahti hai.
Ye sab power amplifier me distribute hota hai isme nahi
BTZ 10000 amplifier
inka paraij ketna padega
th-cam.com/video/n6svWCOLPMk/w-d-xo.html
th-cam.com/video/G2HX0rO5hiE/w-d-xo.html
42000
@@hkdjsoundlks7903 42k me kaun se shahar me hai kya ap jankari de sakte hai kyuki kisi n kisi ko jarurat padti rahti hai.
Hamare pass yahi btz 1000 machine hai usmein ham 4 char 12 inchi ke bakse chalate Hain
Char hice bhi chalti hai ISI mein
Chala sakte hain ki nahin
1 top kitne watt ka hai
750w top kitna chala sakte
A zone par 1 top and B zone par 1 top chala sakte ho
200 watt ka kitne top chala sakte hai ❤ bhai
Galat in and out hai
To hamne kya galat bata diya wo bhi to bata do
No, everything is explained nicely and practically❤@@OmaTechnicalAdvise
@@মানচিত্রসংগীতপ্ৰৱাহ yes