Gadi on karne ke bad agar aap break aur mode ka button screen on hone se pahle bhi der tak daba doge tab bhi gadi chal degi gadi on hone ki liye aapko intezar karne ki jarurat nahin hai yah koi bahut badi issue nahin hai
Bhai aap agar calculate karoge aapki gadi kitni chali hai to aapki calculations 99% thik aayegi Jab gadi to kahi se lake aap park karte ho tab jo battery percentage hota hai wo park karne ke bad reset ho jata to its original aur phir kuch fluctuations aapko dikhti hoti Agar aap regenerative braking ka use krte ho to range ek do km se badh bhi jati hai
Sbse main issue Toh Btaya hi nh isne jo isse bh Shyd nh pta h jo niche tyre ke pas motor lgi h hub motor h jiski life nh hoti khrb jaldi hoti h pani jane p toh jada aur dusra tyre change krte time koi bh bahar se change nh krega uske lie service centre jao fir vha se tyre change kravane khi aur
Maine OLA 8000 km chala liya sirf 2 baar chhota problem aaya hain, maske ki tarah chal rahi plus itne saare features plus sabse lowest price range main mil rahi, maska hain maska!
This Two wheeler is Best with its Better Riding Comfort and its Overall Excellent performance.
Iqube 2.2kwh battery price kitna hai bro reply me...
Gadi on karne ke bad agar aap break aur mode ka button screen on hone se pahle bhi der tak daba doge tab bhi gadi chal degi gadi on hone ki liye aapko intezar karne ki jarurat nahin hai yah koi bahut badi issue nahin hai
Aapke tvs iqube 09 me state subsidy mili h kya?
Eco mai range kitna aara hai
On करने के बाद जो beep की आवाज आती है उसे बंद करने का ऑप्शन है kya?
Aange gas cylinder rakh sakte h kya
Bhai mene bhi li hai iqube but iski lights on hi rhti hai off krne ka tariqa hai kya din me???
Bhai cash back bas full payment walo ko milta hai ki finance walo ko bhi milta hai???
Milage issue hai i have also purchased recently in eco 55km chl rhe hai
Jab gadi stand by me rakhte ho matlab kanhi jake gadi band karke thodi der ke bad gadi ka charge apne app drop hota hai kya ?
Bhai aap agar calculate karoge aapki gadi kitni chali hai to aapki calculations 99% thik aayegi
Jab gadi to kahi se lake aap park karte ho tab jo battery percentage hota hai wo park karne ke bad reset ho jata to its original aur phir kuch fluctuations aapko dikhti hoti
Agar aap regenerative braking ka use krte ho to range ek do km se badh bhi jati hai
Ola se boht better hai tvs iqube
Bhai ev portal per apply hua hai?
Battery drain test bhi check karna
Without use 100% pr battery kitni drain hoti hai
Bhai aapki charging me koi issue to nhi aya hai aur 0-100 kitni der mein kar lete ho
2 ghante me charge ho jata h bro best electric scooter h❤
Sbse main issue Toh Btaya hi nh isne jo isse bh Shyd nh pta h jo niche tyre ke pas motor lgi h hub motor h jiski life nh hoti khrb jaldi hoti h pani jane p toh jada aur dusra tyre change krte time koi bh bahar se change nh krega uske lie service centre jao fir vha se tyre change kravane khi aur
Is ka headlight of nahi hoti ha
Perfect koi nhi hai but ola se acha haii
एक चार्ज में कितना चलती है? फ़ालतू कि बड़बड़ा रहा है।
Bhai please reply krna ki ye cashback bank account me aata h ya
@@supervsgaming haan aata h
How to delete ride statsss frome tvs iqube base model
Ride statssss delete karna h kaisee kareeee isspar ek video banayeeeeeee bhaiiyaaaaa
How to delete ride statssss bhaiyaaa
Real range -??km
0%-80%- ?? Hr
75-80 true range h bhai ..mere pass h 2 month ho gya best electric scooter h 2 ghante me charge ho jata h❤❤❤
@battlegroundmobileindia5482 thank you 😊 💕
Ride statsssssss delete kaise kareeeee
Bhai meri 20 km daily running hai
Kya muje iqube leni chahiye ya jupiter?
Nhi
Jupiter best
Ise issue nahe baal ka khaal niklna kehte 😂😂😂😂
Mere next day aa gaya
Range ko lekar banao real range kitna nikal rhi
Faltu ki bakchodi to sb jante hn bro
😂😂 jo chiz pta krne ke liye video dekha vo btate nhi ho bro
Iqube lna shai rha gya
Aachha fir kick vali bike to bc 1 sec me on ho jati hogi
Maine OLA 8000 km chala liya sirf 2 baar chhota problem aaya hain, maske ki tarah chal rahi plus itne saare features plus sabse lowest price range main mil rahi, maska hain maska!