Hy brother meri gadi sahi chal rhi hai me bike update karane phli bar gya tha agecy wale bol rhe hai kabhi update nhi karaye ecu khrab hai or tsr kuch 2 - 3 sensor khrb hai bta rhe hai 7000 lag jyega keh rhe ye kya dikkat hai bhai ecu change krne ke bad update hoga kya bike abhi bhi chal rhi hai ye to bina mtlb ki cheej ho gyi
New Bosch tool ko update karna padta hai, mera contact number 7827472707 hai toh es par call karna hai time 9:30 to 6:00 pm fir samajh me aayega ki problem Kiya hai
Sir , dominar 250 , 7000 rpm par single time missing kr rha hai. Service center se bhi check kra chuka hu lekin same vhi situation hai. Asa kya ho skta hai jo fix 7000 rpm pr hi ek baar k liye missing krta hai
Sir Mera gadi bar bar neutral me band hoti hai our kuch roadpe chump kardieto band hota hai iske liye maine showroom me bi bataya unhone kuch bi tik nahi Kiya hai e hote hue do saal huva hai please solution kya hai bataiye
ECU Naya dalege tab bike ka wiring Naya dalna padata hai? Meri bike me ECU problem tha company Wale ECU ke sath wiring bhi Naya dalneko bola or wiring price 3700 batai
Bhai meri spare part ki shop hai mujhe parts ko laga kar bhi dena hota hai or mene platina bs6 ke saare model ke ecu manga rakhe hai to mujhe ab scanner bhi kharidna hoga ? Or kya har model me scanner se daalna padega ecu ?
Bhai jo kharab ecu ka kya hota h kyoki meri bike ka ecu kharb ho gya tha new dalbaya tha n160 pulsar ka ecu agency m hi reh gya to kharb wala sahi ho sakta h ya naaa please REPLY
Kharab wala sahi nhi hota hai, woh purana ECU esliye rakha jaata hai company me wapis kiya jata hai warranty me change hoga aapka ECU esliye agency walo ne apne paas rakh liya hai
Bhai maine essi bahar se badla di but maine purani essu kho di to kaise pata chalega essu ka kitna number lagta hai.. Bike 2022 ki modle hai.. Bhai plzz replay krna 🙏🙏
@@biketechnicaldanveer Bhaiya mujhe thoda door jana hai 150 jana 150 ana to kya etna door ka safar krna safe hai bike bike chal rahe hai acchk chek engin light jalti hai band ho jati hai ... par chal rahe hai
@@biketechnicaldanveer kya chek krwana pade ga bhaiya ... service center me Bataye hai ki ECU kharab hai order bhi kar diya gya par bole abhi ye stock me nahi hai jaha se ata hai waha bhi abhi 1 week se jyada ka time aur lage ga 10 din alredy ho chuka
Platina 110 ABS Bhaiya maine battery change kiya tha uske baad check light nehi aa raha hai or start vi nehi le raha.. Battery line khol ke phir se lagane se phir se check light aa jati hai or start vi le leta hai, but again same problem.. Mechanic ko vi kuch samaz nehi aa raha
Ek bat bato ye .....q Kiya ye elotornic part q lagaya Jo 1 sal ke andar kharab ho gaya ab ye .... Bolne ki ye to gov guidelines hi new tecnology hi actually me kya hi janto machanic bhi public ko ..... Bnane ka naya tecnology le kar aye hi chori ki vhi had hoti hi mi ye bike lekar pareshan ho gaya Mera sab thik bas ye ekdum 40000 km chla problam start had hi
Very Good video Thankyou bhai .. bohot knowledgeable video tha ...
धन्यवाद!
Thanks 🙏
Any problem my whatsapp number 7827472707
Very good video sir & information
Thanks
Sir ji khali boss tool se ho jayga ya kuch our lagega plz bataye
Sirf Bosch tool se ho jayega
Good Bhai aapki video se sikhne Mila meri gadi me sem problem hai lekin apne ko ye tools kharid na ho to kese mile
Mera platina bs6 64000 km chal Gaya abhi tak ecu badhiya se chal Raha hai kharab nhi hua abhi tak
Super danveer
Thanks
Sir number mil jyega apka prblm btaunga byke m kya prblm h
Good👍
ICU update karne k liye mere ko ye vci tools lena h bro batna price kaise milega
Hy brother meri gadi sahi chal rhi hai me bike update karane phli bar gya tha agecy wale bol rhe hai kabhi update nhi karaye ecu khrab hai or tsr kuch 2 - 3 sensor khrb hai bta rhe hai 7000 lag jyega keh rhe ye kya dikkat hai bhai ecu change krne ke bad update hoga kya bike abhi bhi chal rhi hai ye to bina mtlb ki cheej ho gyi
Very good
Sir Bosch obd Scaner tools mera pass ha lekin open nahi ho Raha hai kese open karu please sir boleye
Plz reply aapan kaha banate ho baika
Gurgaon
@@biketechnicaldanveer a kaha para hai
@@biketechnicaldanveer Mera baika Chala Raha hai para kuxa 50 metar para Jane k Bada Banda ho Raha hai
Bhaiya aapan Whatsapp number bheji a naa plz
Bhai please do, icu kharab hone par kick marega to start koga ki nahi
ECU kharab hone par kisi se bhi start nhi hoga, ECU 2 tarike se kharab hota hai ek toh code nhi hat rha hai ya fir current nahi aa raha hai,
@@biketechnicaldanveer Bhai manlo relay kharab hogaya, taap kick Marne se start hoga kya, sir please reply
Agar self relay kharab ho gaya toh kick se start ho jayegi
@@biketechnicaldanveer thanks sir
Ab ki bikes me ecu jaldi kraab hota hai tab cdi khraab hoti thi bajaj ko ye big fix karna chahiye
Bajaj Vikrant ke andar Pulsar ke LED switch kaise install Karen
Mene ek ek paisa jama krke Bosch obd Scaner tools leya hu sir please sir bolye ap apna chota bhai samaj kar bata dijiye sir
New Bosch tool ko update karna padta hai, mera contact number 7827472707 hai toh es par call karna hai time 9:30 to 6:00 pm fir samajh me aayega ki problem Kiya hai
To sir update kaha se kar wa sakta hu bajaj shorom me ho jayega keya
Sir, yea Bosch tool ko kaha milega
Bajaj authorised service centre me hi milega
@@biketechnicaldanveer thanks
Sir , dominar 250 , 7000 rpm par single time missing kr rha hai. Service center se bhi check kra chuka hu lekin same vhi situation hai.
Asa kya ho skta hai jo fix 7000 rpm pr hi ek baar k liye missing krta hai
Main spark plug change karwalo aur TPS sensor bhi check krlo, thik ho jayegi
Sar aap kahan se ho
Gurgaon se
Sir Mera gadi bar bar neutral me band hoti hai our kuch roadpe chump kardieto band hota hai iske liye maine showroom me bi bataya unhone kuch bi tik nahi Kiya hai e hote hue do saal huva hai please solution kya hai bataiye
ਸਾਡੇ ਮੁਲਕਾਂ ਦੀਆਂ ਭਾਈ ਕੀ ਸਮਾਧ ਭਾਈਕੇ
Pulser 150 Fi Abs.
DH111130 ECU Unit Price How Much.
Bhiya ay tools kaha milega Plz bataiya
Bajaj authorised service centre me hi milega bahar market me nahi hai
@biketechnicaldanveer bhiya after market k kia kuch jugard nikalu bahut parisan ho rahe he bhiya
@souravvahancare9951 multi brand bike ka tool milta hai woh lelo
Bhaiya meri new ns200 2024 me starting se display me ECU CAN ERROR likha aarha h showroom walo ko kuch samjh nhi aarha kya kru ?
ECU Naya dalege tab bike ka wiring Naya dalna padata hai?
Meri bike me ECU problem tha company Wale ECU ke sath wiring bhi Naya dalneko bola or wiring price 3700 batai
ECU naya dalenge toh wiring harness naya dalane ki jarurat nahi hai wiring harness kahi se kati ya jali nahi hai toh ,
@@biketechnicaldanveer thank you ❤️
Kahan se ho bhai
Gurgaon se
Bhai meri spare part ki shop hai mujhe parts ko laga kar bhi dena hota hai or mene platina bs6 ke saare model ke ecu manga rakhe hai to mujhe ab scanner bhi kharidna hoga ? Or kya har model me scanner se daalna padega ecu ?
Haan ji
@@biketechnicaldanveer scanning ka kya charge lu customer se ?
@m.saqibrangrezz6215 area ke hisab se le sakte ho hum toh Rs 200 lete hai gurgaon me
🎉🎉
BOSCH obd Scaner tools Use kar ne se phele keya keya kar
क्या एयरटेल मुझे भी मिल सकता है भाई मुझे बताइए
Bhiya ye kiya ret ki hai
ECU 3 thousand ka hai
Ecu ki warranty kb tk hoti hai? ns160 ki
5 year ki hoti hai warranty agar service time se ho rhi hai toh
Kya kharabi issue update ho sakta hai
Nahi
Meri CT110 bhi start hote hi band ho jaa rahi hai kya karu ????
Both spark plug change kardo aur charger bhi check krlo thik ho jayegi
Ecu cover by warranty Mein Aata Hai Ki Nahin
ECU warranty me aata hai
Warranty kitne time ki hoti hai
@deepwoodworks3223 5 year ki hoti hai
@@biketechnicaldanveer bajaj agency wale to 2 sal keh rahe hai
Or me bahut Garib familie se belong karta hu
Laptop or pc le liye software available he kya bhai 🤔 ya tool chahiyega 🤔
Sirf Bajaj authorised service centre wale ko hi milega
Bhai jo kharab ecu ka kya hota h kyoki meri bike ka ecu kharb ho gya tha new dalbaya tha n160 pulsar ka ecu agency m hi reh gya to kharb wala sahi ho sakta h ya naaa please REPLY
Kharab wala sahi nhi hota hai, woh purana ECU esliye rakha jaata hai company me wapis kiya jata hai warranty me change hoga aapka ECU esliye agency walo ne apne paas rakh liya hai
Warranty ma nhi tha 1 sal se Jada ho gya bike ko isliye 4k ka pada muje
@siddharthsingh3745 5year ki hoti hai warranty agar service time se ho rhi hai toh
Hello bhai
Obd kaha se milega
Bajaj se
Bhaiya palak se yishu kabhi kharab Nahin hota
Local spark plug se ECU kharab ho jata hai
Bhai kahan se milega you Koyal Ecu
Service centre me
Bhai maine essi bahar se badla di but maine purani essu kho di to kaise pata chalega essu ka kitna number lagta hai.. Bike 2022 ki modle hai.. Bhai plzz replay krna 🙏🙏
Mere WhatsApp no. pr bike ka chassis no.send kardo part no.bhejta hun
@@biketechnicaldanveerwatshap nambar btao
Ye kaun sa tool hai bhai
Bosch diagnostic tool
@@biketechnicaldanveer thanks brother....kya ye problem tvs sport me bhi atai hai ar kya kre ki ye problem na aai ...
Problem nahi aaye aisa koi bhi samadhan nhi hai, check karate raho
Hi bhi mare bike ke ecu nhi mil rhe ha
Order kra do service centre me
ECU mil jayega
🎉
😍😍😍
Hi
Ecu not found error areha h kya ecu khrb hogyi h?
Kharab nahi hai, new wala tool se update kardo thik ho jayegi
Mere ECU me dikkay hai abhi part aya nahi to kya mai bike use kr sakta hu ya nahi
Agar start hai toh use kar sakte ho koi problem nahi hai
@@biketechnicaldanveer Bhaiya mujhe thoda door jana hai 150 jana 150 ana to kya etna door ka safar krna safe hai bike bike chal rahe hai acchk chek engin light jalti hai band ho jati hai ... par chal rahe hai
Waise toh koi problem nahi lekin check jaroor Karwa lena
@@biketechnicaldanveer kya chek krwana pade ga bhaiya ... service center me Bataye hai ki ECU kharab hai order bhi kar diya gya par bole abhi ye stock me nahi hai jaha se ata hai waha bhi abhi 1 week se jyada ka time aur lage ga 10 din alredy ho chuka
ECU me kya problem hai
Moja,,,
Ye under warranty me hua install ya customer ne pay kara iske liye???
Warranty me hua hai
Kaha se hai bhai aap
Gurgaon haryana
Video Banakar bhejo bhai
Platina 110 ABS Bhaiya maine battery change kiya tha uske baad check light nehi aa raha hai or start vi nehi le raha.. Battery line khol ke phir se lagane se phir se check light aa jati hai or start vi le leta hai, but again same problem.. Mechanic ko vi kuch samaz nehi aa raha
Update kra dena aur spark plug bhi check kar lo thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer ecu change karna padega kya odb2 V311 device se update kar sakte hain kya
@@SuklaB-t8dbina new file k update nhi kr skte
Keya keya number dena padta hai please sir boliye nahi to mera paissa west hojayega
Ct100 bs6 band ho jati apne aap fir chalu nahi hoti he yesa kyu😢😢😢
Spark plug check karo local toh nahi hai, uske baad ECU check krlo sahi se kaam kar Raha hai ya nahi
Thik ho jayegi
Ek bat bato ye .....q Kiya ye elotornic part q lagaya Jo 1 sal ke andar kharab ho gaya ab ye .... Bolne ki ye to gov guidelines hi new tecnology hi actually me kya hi janto machanic bhi public ko ..... Bnane ka naya tecnology le kar aye hi chori ki vhi had hoti hi mi ye bike lekar pareshan ho gaya Mera sab thik bas ye ekdum 40000 km chla problam start had hi
Aapka pareshani samajh sakta hu
But problem to sabhi thik ho jati hai
Authorised service centre me check karao.
Please help me 😢😢
Kya hua
Meri ns 200 mai same ho gya wire short ho gya ab shyad ecu gaya hai kuch bhi nhi dikh rha tha no light no pump working nothing
Wiring harness check krlo ek baar shayad kahi wire ki problem ho
@@biketechnicaldanveer ecu change se nhi honga?
Wiring harness cost 10000
Kl service center Wale check krenge scanner lga ke dekhte hai 😕
@@biketechnicaldanveer kuch nhi bs fuse ud gya tha starter relay mai Jo hota hai 😄
@Shubhamsingh-bh6tt okay 👍
Mera bhi ecu kharab ho gya h
Plug se ecu kharab nahi hota
Local spark plug se ECU kharab ho jata hai
Kharab ho chuka hai naya kitne ka milega aur Kahan milega kripya aap mujhe
New ECU price 3000 ka hai aur Bajaj service centre me hi milta hai
Ct 100 x ecu price sir
CT 110x hogi
Eska Ecu price 3085 rs ka hai
Bhai ji meri bike me bhi code po123 aa rha h
Apka error code 121 tha kya
@user-yv5tj3cl1q aapki bike mein kon sa code aa raha hai
@@biketechnicaldanveer P0121-1C
repar nihy hoth eso
Repair nhi hota hai
My bike insurance is govt jobs in mp
Yishu kharab hai sar aapke pass hai
Mere pas hai
Bhai ji aapka number milega
सर आपकाफोन नम्बर होणा
My contact no.7827472707
Tum apna number de du sar
7827472707
Shop kaha pe aaki
Bajaj authorised service centre hai gurgaon haryana me