Bhai kya Nox senser ke nat ko garm Pani se saaf krne se Uske 2772 or 2773 fault Chala Jata h aur MIL lamp bhi chali jati h kya Bhai btae Uske liye please
Sir...Mere paas 3518 bs4 gaadi h....only 2772 active hota h...EGP bhi change kr liya...Nox sensor bhi...dozer bhi....dozing nozzle bhi....but phir bhi 2772 active ho jata h kus din k baad...koi suggestion dijiye ..kya check kru
Sir MERI gaddi me 2772 or2773 a rha h bar bar 2 bar calibration krwa chuke h or mil lamp bhi jal rhi h Bahut poor pickup h btaiye sir kya kre Uske liye
Sir mai ye kaise bata sakta hu meri baat samajhiye। 2772 and 2773 me 60% case me silencer and 20% me def ki qulity 10% engine ka yani jada dhua dena 10% me nox sensar ka hoga ab aap dekhiye ki aapki gari me kharab kya hai ok
Asalamualikum bhai .... Mera tds jo hai o connect nahi ho raha bs6 gari mai ... Sirf likhkai ai raha hai "the type initializer for cargopack ecu functions threw an exception " ai kya problem hai ..... ?????
Can line sab thik hai sirf laptop ai ay raha hai ... latest version download kiya hai 7.4 bala bs6 signa pai ic flashing connect karnai gaya toh nahi huya ....!
Ab suno jab hum log key on kar te hai clustermiter yani miter plate par sari light on ho kar off ho jati hai sirf 3 Light off nahi ho ti batery light oil light iml Lamp jab gadi start karte hai ye 3no light Bhai band ho ja ti hai
Kya faltu cheej bol raha hai ye... agar DPF choke hai to usko thik nahi karna.. 2772 NOx jada aane ki wajhe se hota hai... NOx jada tab aayega jab Poore fuel line ya fuel me kuch gadpad ho.. ya DPF choke ho ..... Gugaad wala aproach batan band kijiye...
bahot hi badiya bhai aap ki video bahot kuch sikha hoon avi tak starting se leke top tak dekha hoon sukriya sir 🙏🙏🙏
Thanks ☺️
Sir g bahut badeya aapne 🎥 banai h
Thanks 😊
Bhout aacha bhai aasa he video bannata raho
Good job bhai❤️👍🙏🔥
Thanks ☺️
Goog
Thanks ☺️
Good job ji
Thanks
MashaALLAH
Bhai jaan
Thanks ☺️ bhai
Sir Ye 2772 ke liye hai ya phir
2772 or 2773 dono ma kaam aa sakhta hai.....Sir (High nox reset ka vedio banaooo )
Dono ...ok
Bhout aacha bhai
Sir lamba crenc horaa problem kaise thik kare
Kon si gari hi
@@MTELECTRICTECHHINDI bs4tata
Good lakin aisa kar ny say pik up prablom ho sak ta kiya
Aap nay nox baipass nahi bolo
Nhi
Baipass kiya barya my bolo please
Bahot badhiya sir
Good job sir
Thanks
🤠🤠🤠
Bhai ye hava phle hi leak Hoga to gadi ka pickup km nahi hoga kya please reply me back
Thanks 😊 for this video
🤩❤️
Bhout aacha
Bhai good
Thanks
Good
Assalamualaikum bhaiyaa muje bs4 nd bs6 wiring diagram chahiye
Car Ka vi kaam krata ho ky
H
Mara pass mandra gari ha
Ooo
Coin dalne ke baad code apne aap inactive ho jayegi ya calibration kana padega
Nahi calibration
Bhai isse 2772 or 2773 dono chale jayege kya
No sir
Nahi sir only 2772
2773 cheak def quality
Super
Thanks ☺️
Bhai kya Nox senser ke nat ko garm Pani se saaf krne se Uske 2772 or 2773 fault Chala Jata h aur MIL lamp bhi chali jati h kya Bhai btae Uske liye please
Aaisa nahi hi
Nox sencer change kar do sencer repair nahi ho ta hai
Boost pressure sensor or uska wring ka video banaeye.
Ok thik hai
Enjekater baar cod dalne ka video aplod kijiye bhaiya ji
Sir...Mere paas 3518 bs4 gaadi h....only 2772 active hota h...EGP bhi change kr liya...Nox sensor bhi...dozer bhi....dozing nozzle bhi....but phir bhi 2772 active ho jata h kus din k baad...koi suggestion dijiye ..kya check kru
Ak baar ye Tariqa apna ke dekhiye ... Ya nossle bhi cheak kijiye ki back to nahi hai। Gari ka def quality bhi cheak kijiye
@@MTELECTRICTECHHINDI Sir def check kr kiya h...Okk h ...Nozzle return bhi shi h....
Sir mai aapko gari ke engine ke injector ki baat kar raha hu। Sumtime koi injector bhi back ho jisse dhua degi halka halka aur 2772 aayega
Agar exguest gass Lee karege to koi alag cod active ho gayge jisae ki 3236 cod Aa gayga, than
Ji but jada gap होगा तब। आएगा या फिर टर्बो के आस पास लीक हो तब आएगा ऐसे नही
Sencer EGP Mai laga ho ta hai turbocharger Mai nahi
Sir MERI gaddi me 2772 or2773 a rha h bar bar 2 bar calibration krwa chuke h or mil lamp bhi jal rhi h Bahut poor pickup h btaiye sir kya kre Uske liye
Aur aap sabse pahle def quality check kijiye ..... Uske baad nox sensar ke heater ho clean kijiye agr sabkuch sahi hai tab aapka silencer me foult hi
Nox sencer change kar do gadi thik ho Jai gi
Sir bs6 gadi pr video kb bnaoge
Bahut jald
5655 code par video bano bahi
Good agar aisa kar ne pe bhi nahi gaya to kya kare egp change ye fir egp pe bhi koi video banaye
Nox sencer change kar calibration kar ne se gadi thik ho jati hai
To phir kya Nox senser change krwana pdega kya
Sir mai ye kaise bata sakta hu meri baat samajhiye। 2772 and 2773 me 60% case me silencer and 20% me def ki qulity 10% engine ka yani jada dhua dena 10% me nox sensar ka hoga ab aap dekhiye ki aapki gari me kharab kya hai ok
Bhai nox sencer change kar calibration kar
Tausif bhai uriya ka system Hamesha ke liye kaise khatm karen uriya se bahut Pareshan hun sabse Jyada Yahi dikkat Aati Hai
Ye galat hi India government ke hisab se aapki gaari me code kya aa rahi hai
Tausif bhai check lamp a raha hai gadi missing kar rahi hai RPM Chhod Deti Hai
Bhai mechanical kabse engineer ki jga le rhehai
Kya hua bhai
Sir kya 2772 or 2773 Ka fault Nox senser se bhi aat h kya Nox senser change krne se thik ho jaega kya
Sir aata hai lekin bahut kam case me jada tar silencer ka hi hota hai agr aapke pass 2 gari ho to uska wala nox sensar khol ke cheak karwa sakte hai
Asalamualikum bhai .... Mera tds jo hai o connect nahi ho raha bs6 gari mai ... Sirf likhkai ai raha hai "the type initializer for cargopack ecu functions threw an exception " ai kya problem hai ..... ?????
Check can cominicaton
Can line sab thik hai sirf laptop ai ay raha hai ... latest version download kiya hai 7.4 bala bs6 signa pai ic flashing connect karnai gaya toh nahi huya ....!
Calibration key video dalo
nice work
Jab hum gari start karte hai tab sabi light off ho jata likin ignation on karte hai to sabhi light on ho jata hai to ye systam batao sir ji
Ok
Ab suno jab hum log key on kar te hai clustermiter yani miter plate par sari light on ho kar off ho jati hai sirf 3 Light off nahi ho ti batery light oil light iml Lamp jab gadi start karte hai ye 3no light Bhai band ho ja ti hai
Bhai tata hyva 1677eror code kiska hai
👍👍♥️
Wairing ke sath explain karna sir ji
Ok
Meri gadi ka noc nava he urea be kav he pickup nahi hai
Uski setting karni hogi
Silensir me jaga bana kar bhi try kar liya bhai problem solv nahi hoo raha
Aapka silencer hi cheng hoga fir
Silensir ka 2 saal ka warenty rahata hena ??
Nox sencer change kar calibration kar wa do gadi thik ho Jai gi
4238 pr video bnao please
Ok
Sound change to nahi hogi
Nhi
Parmanent ilaj 8500 me 100% ilaj
Aap log ke chakkar mein padenge to customer log bhag jaenge dusre ke pass main bhi karke dekh liya 👎
Tum ne to ise Polluted Vehicle Nanadiya
Ise Catelytic Proper Wash kerna ya Replace Kerna Verna ye Cheating hai ECM / aur Environment se😉😉
Ji sahi
Agar fhir 2772 code ayega to ky karna hoga
Parmanet ilaj only aap mistri ho tab 9000 mai fir kabhi nahi aayega sir.. 🥰
Aapse bat ho skti h sir
Kya hua boliye
Egp naya dal dete toh bhi sahi rahega naa baar code aayega toh yeh
अगर पार्टी के पास पैसे नहीं हो तो फिर तो काम चलाना हो पारेगा ना
@@MTELECTRICTECHHINDI party kai paise nahi hota toh itni menngi gadi kese buy karta bhai jaan 😁😁
Sir ek videos bano ko ki tarah pata chalega ki pump mai dikkt ya noozle and rail main koe ish tarh kai fault main kese pata kare
Ye baat mai supreme court tak le jaunga ok
Ok
Apka m nombar kya apse question karna hai
Kya
Bhai Mera ahi problem he bar bar 2772 aa raha he
Ak baar nox sensar ko bhi saaf kijiye
Bhai ye ger kanuni hai ye video dilet karo
Kaise gair kanuni hai
Hame praman dijiye Mai delete kar dunga
Bhai hum to 2772,2773 me update aur silence me patrol dalkar aage 💥 lage dath hai bd me pain se clen kar dath hai
Ok
2773 kiyu ata hai
Parmanent ilaj 8500 me 100% solution
Kya faltu cheej bol raha hai ye... agar DPF choke hai to usko thik nahi karna.. 2772 NOx jada aane ki wajhe se hota hai...
NOx jada tab aayega jab
Poore fuel line ya fuel me kuch gadpad ho.. ya DPF choke ho .....
Gugaad wala aproach batan band kijiye...
110% इलाज 2772 and 2773 का 17000 खर्च आएगा ok। Bihar me आना है आपको पूर्णिया .....
BINA EGP CHANGE KIYE OK
Jitna man utna gaari leke aapko। Solution redy hai hamare pass
Nox jyada kis ko boltai he
3236
Tosif bhai apna number dijiye aap ka video बहुत अच्छा laga
Assalamu alaikum bhai aap ka number mil sakta hamen bhai
भाई नंबर तो de deta lekin bahut paresan karte hai call kar kar ke
Bhai me mera number do kya aap ko bhai
Tausif bhai my Mera number aapko send karta hun aapane bole to number send karta hun main please kuchh to bolo bhai