Sir,mujhe abhi bhi ek bat pr confusion h apki ek video me apne btaya ki kota division k liye rrb ajmer choose krna hoga nwr ka,agr by chance kota me posting initially nhi mili,to kota kyunki wcr ka part h,to yaha pr nwr se wcr jana hoga kya?interzone transfer hoga kya yh??kyunki agr aisa hua to fir to 5 saal minimum service period mangte h,to yh to dikkat hojayegi,hometown milne me sir isko proper explain karde kuch samjh nahi arha apka bohot bohot shukriya
Bhaiya ye bataiye In quater ka bijli ka bill employee ko khud ko alag se dena hota hai ya uske HRA me hi include hota hai Agar HRA me include hota hai to kitna Unit tak permission hoti hai bijli kharch karne ki
Sir,plz bta de apne btaya tha ki kota ki bharti nwr se hoti h,lekin mra question yh h ki agr nwr se bharti hoti h to agr by chance starting me kota allot nhi hua to bad me transfer me dikkat ayegi kya?kyunki kota waise to wcr ka part h,aur different zone me transfer hone me to bohot time lag jata h na,to fir kya hoga is case me plz bta de sir.
Sir मान lo maine exam clear kr liya to mujhe room alret hoga sirf vo mere liye hoga ki room पार्टनर bhi rahenge usme or room partner मिलेंगे to कितने??????? Level 2or3 ke liye please reply 😊😊😊😊😊❤
Thnks for motivation
Always welcome sir
Sir cctc ke liya konse type quarter milti hai
Sir commercial apprentice ke post kab aayegi ya usko bhe cccts mei he merge kar diya hai please reply
Ha usko cccts me merge kr diya gya hai sir
@@sushilbatesar thanks for reply bhaiya
Sir ambala division ke liye form kon si zone se bharna padega ntpc ke liye
rrb chandigarh se sir
Jaa ke office infrastructure and quarter per video banao please
Ok sir give m some time
Sir plz Jaa post walon ko konsa type quarter milta hai uska bhi video bna dijiye
Ok maam es week m bn jaegi video baki type 3 milta h jaa ko quarter
Jaa ka permanent ke loye jo exam likni hai uska syallabus kya hai vahi traininge sikhayengee yaa humi sikhni hai
Training m sikhaenge baki uska syllabus bhi hota h m telegram pr share kr dunga
Sir, please tell me about appendix 2a and appendix 3a exam. Are those exams are tough to crack at first attempt ?
no sir esa nhi hai mostly 1 attempt m 2A ho jata hi bs 3a thoda sa tough hai
Thank you, But make a detail video on it.
Sir, Central govt se aaye hue employee ki service count hoti hai Railway mei ??
yes sir jb technical Regine ho tb add hoti hai
Sir Type 3 Quarter Dikha Dijiye sir
Es week video record krunga sir
Your designation
Jaa
My uncle working as a sso accounts in railway
Oky
Please Sar mujhe pata karke bataen seatu medical mein diabetes walon Ko lenge ya nahin c2
30+ age ka ye test hota hai sir
@@sushilbatesar ha
@@sushilbatesar ha
@@sushilbatesar Sar mujhe sugar hai type seatu medical mein ho jaega kya Mera c2
Sir,mujhe abhi bhi ek bat pr confusion h apki ek video me apne btaya ki kota division k liye rrb ajmer choose krna hoga nwr ka,agr by chance kota me posting initially nhi mili,to kota kyunki wcr ka part h,to yaha pr nwr se wcr jana hoga kya?interzone transfer hoga kya yh??kyunki agr aisa hua to fir to 5 saal minimum service period mangte h,to yh to dikkat hojayegi,hometown milne me sir isko proper explain karde kuch samjh nahi arha apka bohot bohot shukriya
Sir rrc prayagraj cen2019 mai pane 9ki cut off kitani h bta so aur abhi aur panel ayegnge ya nhi
Sir abhi nhi aaega or panel
@@sushilbatesar sir ye last panel h kya panel 9
Bhaiya ye bataiye
In quater ka bijli ka bill employee ko khud ko alag se dena hota hai ya uske HRA me hi include hota hai
Agar HRA me include hota hai to kitna Unit tak permission hoti hai bijli kharch karne ki
Electricity bill alg se pay krna hota h sir employee ko
Sir,plz bta de apne btaya tha ki kota ki bharti nwr se hoti h,lekin mra question yh h ki agr nwr se bharti hoti h to agr by chance starting me kota allot nhi hua to bad me transfer me dikkat ayegi kya?kyunki kota waise to wcr ka part h,aur different zone me transfer hone me to bohot time lag jata h na,to fir kya hoga is case me plz bta de sir.
Nhi sir rrb se bharti hote ho to kota m transfer ki koi dikkat nhi aati h
Bhaiya ji kya mai apne wife and apne bachho ko lekar rah sakata hu type 2 wale quarter me ki nahi allow rahata hai
@@NitishKumar-lr6qj aap aapni family k sath rh skte ho koi dikkat nhi hoti h
Sir railway me kitne din bad date of joining se transfer ke liye eligible hojate h?accounts clerk and typing clerk k liye
Same zone me kbhi bhi kr skte hai ,other zone m jane k liye 5 saal bad hota hai sir
Sir JAA ko quarter milta hai dikhaiye ❤
Ok sir es week dikhata hu
Rrb steno ke upar video banao sir
Ok sir
Sir मान lo maine exam clear kr liya to mujhe room alret hoga sirf vo mere liye hoga ki room पार्टनर bhi rahenge usme or room partner मिलेंगे to कितने???????
Level 2or3 ke liye please reply 😊😊😊😊😊❤
Sir quater jis employee ko milta h sirf usi ka hota hai usme koi patner nhi hota..
@@sushilbatesar Bahut bahut dhanyawad 🙏🏻🌸
Sir tecnician ka bhi video banaye
Ye technician type 2 ka hi quarter milta h bhaiya Aisa hi
Yahi technician ka bhi hai
Ye kon sa zone ka quater hai
NR zone ka sir
@@sushilbatesar ok sir
2800GP ke liya kis type quater milega...
Type 3
@@sushilbatesar type 3 quater kaise hai?
Bhaiya CBT 1 Mai 80 marks raw score safe hai ??,❤
Hnji sir kafi hai
Yeah apka room haii kya
Nhi sir
This is for jaa?
Nhi sir typ 3 milta hai jaa ko
This looks delapidated.
Itna ganda room ulti aa gayi bhai