Aur ek saval he ki comby brak me setting kese hota he? Mene ja service center par dikhay tan unone kaha ki piche wala tyre laga hota he vaha par ek 16-17 number ke spanner se adjustment karke karna hota he. Kuch 70 % barek piche apply hogi aur 30 %barek front wheel pe jayegi. To uske bareme agar aap video ke through samjao to achha rahega.
Me ne apse ek saval pucha tha pichali 2-3 video me. apko yaad ho to. Ki winter me cng tank me gas 2 kg se bhi jyada fill hoti. Approx 2.4 kg tak fill hoti he 220 ke pressure pe . he uska reason? Apne kaha tha ki company me puchke bataunga. Uska koi update aya?
Agar outside temperature bahut hi kum hai aur cng tank ka temperature kaafi kum hai, toh zyada cng aa jaaegi (kyuki density zyada hota hai, toh kum volume me zyada mass aaega). Agar outside temperature zyada hai aur cng tank ka temperature bhi apne higher side par hai tab kum hi aaegi (density kum hone se zyada volume me kum mass aaega)
Same baat petrol par bhi applicable hoti hai. Mai apne platina me reserve aane par tank full karata tha toh around 9~9.5 L aata tha. Lekin is winter me jab baahar 5 C temperature tha, tab maine ek baar tank full karaya tha, usme 10.7L petrol aa gaya.
Meri bike bhi clutch dabane pe band ho jati hai cng mein Aap konse service centre mein hain main aapse milna chahta hu plz apne service centre ka address bata dijiye main delhi se hu
Aur ek saval he ki comby brak me setting kese hota he? Mene ja service center par dikhay tan unone kaha ki piche wala tyre laga hota he vaha par ek 16-17 number ke spanner se adjustment karke karna hota he. Kuch 70 % barek piche apply hogi aur 30 %barek front wheel pe jayegi. To uske bareme agar aap video ke through samjao to achha rahega.
Me ne apse ek saval pucha tha pichali 2-3 video me. apko yaad ho to. Ki winter me cng tank me gas 2 kg se bhi jyada fill hoti. Approx 2.4 kg tak fill hoti he 220 ke pressure pe . he uska reason? Apne kaha tha ki company me puchke bataunga. Uska koi update aya?
Nahi hoti bhai
Agar outside temperature bahut hi kum hai aur cng tank ka temperature kaafi kum hai, toh zyada cng aa jaaegi (kyuki density zyada hota hai, toh kum volume me zyada mass aaega).
Agar outside temperature zyada hai aur cng tank ka temperature bhi apne higher side par hai tab kum hi aaegi (density kum hone se zyada volume me kum mass aaega)
Same baat petrol par bhi applicable hoti hai.
Mai apne platina me reserve aane par tank full karata tha toh around 9~9.5 L aata tha.
Lekin is winter me jab baahar 5 C temperature tha, tab maine ek baar tank full karaya tha, usme 10.7L petrol aa gaya.
Hello sir mere pass 110 platina h wo morning me start nahi ho rhe h engine light nhi aa rhe h morning me ye problem h
Carburettor ko clean karwalo thik ho jayegi
Carburettor clean kar waliya h sir
@arunatomar2309 setting karwalo
Hello Sar ji dongle aapke pass mil Jayegi
@balkarsinghtari3137 Mil jayega but sale ke liye nahi hai
Meri bike bhi clutch dabane pe band ho jati hai cng mein
Aap konse service centre mein hain main aapse milna chahta hu plz apne service centre ka address bata dijiye main delhi se hu
Sir ji meri bick चलते चलते बंद हो जाती हे क्या करूं पहली सर्विश हो चुकी हे 17 नवंबर को हुई थी
Agar chalte chalte band ho rahi hai toh uska video upload kar chuka hu jake video dekhlo
@@biketechnicaldanveer सर में आप के वीडियो की लिस्ट देखी हे उसमें नहीं हे आप लिंक दे सकते हो तो में देख लेता हु