🙏🙏👌👌 गुरु जी मैंने सिर्फ दो महीने काम सिखा था फिर कुछ कारण से छोड़ दिया था और फिर आप के चैनल के माध्यम से बहुत बहुत कुछ सीखा और आज मैं अपनी दुकान चला रहा हूं गुरु जी मैं आपका बहुत बहुत आभारी हूं
Sir mere echo ka ub miter kam nhi kar rha hai use kaise theek Karen ya fir is pr ek video banao ub miter echo kr sath ka hi hai wo suru se hi kaam nhi kar rha components bhi dekhne me sab theek hai or bulb bhi please sir selyusen please solve karwa do
Please ek video banaiye jisme Mic and aux ek sath kaise work karte hai uske bare mein batayen aur Mic and aux selector ka connection kahan se kahan karna wo bhi batayen
Sir amplifigher me power indicate led light ke connection kaise lagaye espar video banaye jo ki amplifigher ko on kare to on hota hai aur off kare to off hota hai
Sir dc fuse baar baar kiyun jal jaata hai pahle 14 Amp ka laga tha .lekin Ab 20 Amp ka lagane ke baad bhi fuse baar baar jal jaata hai ...is ka karan Keya jab ki 4 Lt unit is par chalta hai...karan Keya ho sakta hai.. please batane ki koshish karen...
Sar ji 800 wat emplifier usmein file ki LED jal rahi hai Maine theek kiya tha Mujhse theek Nahin hua vah to Maine Ek mechanic Ko Diya Hai to 15 din se pareshan ho raha hai usse bhi theek Nahin Hua Ho Ahuja ka emplifier hai transistor se Bass connection hatane per integrator band ho jata hai ismein kya file ho sakta hai sar minus supply mein hi dikkat hai plus point theek hai
@@SkElectronicswork sir ji audio transform ka jo pila wair hai o khol dene par power a raha hai lekin ak mosfet transistor turant over het ho raha hai... Ak side ke dono transistor per 3 pin mai 16 volt araha hai or ak side ke do par collctor per 16 bass main 5 vlot mil raha hai aur isi side ke transistor bhot garam ho raha hai kya kare? Sir kya app se 2 mint baat kar sakte hai wp main Please
🙏🙏👌👌 गुरु जी मैंने सिर्फ दो महीने काम सिखा था फिर कुछ कारण से छोड़ दिया था और फिर आप के चैनल के माध्यम से बहुत बहुत कुछ सीखा और आज मैं अपनी दुकान चला रहा हूं गुरु जी मैं आपका बहुत बहुत आभारी हूं
Ji🙏
Sir mujhe bhi kam sikna haiii
@@shivmudrasound7259 ji aap sk Guru ji ke channel par kaam shikh sakte ho
@@SkElectronicswork ham bhi ISI tarah ka set chahie
Mere pass Philips ka DVD player hai ismein saund problem hai aapka dukan khahein please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Very nice video SK elections bhai ON amplifier repair 👍
Sar ji aap ne samjhaya bahut acha laga thanku sar ji
Bahothi best information di hai sir aap ne 👍 thanks
Khya out put tr ke beda ke 0-5volt kam jhyadaa hotaa h yaa nahi bataaye thanks
Sir 121 inverter kit me main switch me lm 339n ka istemal kar sakte hai kya
Sir aapne answer nhi diya
Bahut hi bareeki se samjhaya thank you sir ji
सर जी गुड मॉर्निंग
Congratulation sir for 5lakh subscriber🙏🙏🙂🙂
And very Thank you for so much knowledge 🙏🙏🙏
SIR YE TRANSFORMER KI primary per capacitor KYUIN laga hota hai??
Sir mere echo ka ub miter kam nhi kar rha hai use kaise theek Karen ya fir is pr ek video banao ub miter echo kr sath ka hi hai wo suru se hi kaam nhi kar rha components bhi dekhne me sab theek hai or bulb bhi please sir selyusen please solve karwa do
Very nice information sar jay hind
Thanks for sharing information of dead solution
SK sir you are great thank you sir
Super video sir ji
Thanks sir ji Jai Hind
Thenks you for information ❤
Sai aap kaha se hai aap ripeyring sikha bhi sakte hai
Nice video sir ji
Excellent Video Bro ❤️❤️❤️
Please ek video banaiye jisme Mic and aux ek sath kaise work karte hai uske bare mein batayen aur Mic and aux selector ka connection kahan se kahan karna wo bhi batayen
Which yellow wire do you use ?
Sir Ahuja 120 watt amplifier on to rha but awaj fate fate Bina ox lagye
Sar aapane MB collection se kitne board mangae Hain Uske upar video banaaiye
Radhey Radhey Jai Siyaram ji ki....
Sir eska pura wire kar ke deekhao
thankyou
sir transformer ki AC line par PF kyu lagate he???
yah laganese kya fayda he???
or konsi value ka dalna chahiye????
Protection ke liye lagate h parallel main laga hota h
stabilizer ka transform ko amplifier m kasa lagai sir please bata do
Nhi
Sr mere pass yhi ampliphir aaya h ripeyar ke liye aawaz phat rhi bess badhane p kya dikat ho sakta h sr pilej bataye sr
Sir amplifigher me power indicate led light ke connection kaise lagaye espar video banaye jo ki amplifigher ko on kare to on hota hai aur off kare to off hota hai
Gajab sir 👌
Can you explain me sir 🤔how to worked reset button in this amplifier.. 🤔
Sir ji 4440 bord ko 12 volt battery sa kesa chala
Nice information sir thanks u sir
Jai Hind sir
Sir amplifier ka gen kaise kama kare
Nice bro🙏🙏
Sir mere pass altec ka 110 waat amplifier Hai Jiska transfar Jal Gaya Hai To usmein kaun sa amplifier lagega please bataen kitne volt /ampire
Sir jaise aap se class lene ke liye kya karna padega
सर आपके दूसरे चैनल का नाम क्या कितने बजे से ऑनलाइन कोचिंग
Sir sab trangister 3773 sahi he Lekin awaj bahut Kam or fati fati aa Rahi h our common + 4 om chalu he baki band kya problem ho skti h
Very good information sir
Sir line transformer ke connection samjha den please
Sir home theatre ki jada awaz kaise badhaye
Sir ji apki shop kahan par hai
Bhai mera 300 watt ka amplifier hai us me awaz km pr bhi indicates light puri jal rhi hai kya dikat hai
Isme bt module laga kar bayaye
Isme 2 transformer kiw lga hai
Superb video 😍
Very nice video sir
Very good bhai
Sir ,250watt ,24 volt amplifier ka fuse ampere kitna hai.
Sir mein shiva sir 600w mono amplifier board pai sound test karo sir please sir 15 inch speaker pai
हमारा भी 400वैट आहुजा मशीन है लेकीन बार बार चैनल जाते है क्या करना पडेगा
Bhai naye h 5 subscribe karwaya
Zypher cool amp 6 protect k liye video
Fuse ok h feer bhi nhi aa rha h aage ka btaobta
Mst
सर ऐफलीफायर मे चालू कीया तो ऊसमे चरचर कर रहा हे क्या फालट हे ऊसमे बताऐ
How to rectify the problem amplifyer standard 160 dp over heating after using of half an hour over heating please send some videos
👌👌👌👌👌👌👌
Sir 150 watt input transformer price plz reply
👌👌👌
Good ji
Sir dc fuse baar baar kiyun jal jaata hai pahle 14 Amp ka laga tha .lekin Ab 20 Amp ka lagane ke baad bhi fuse baar baar jal jaata hai ...is ka karan Keya jab ki 4 Lt unit is par chalta hai...karan Keya ho sakta hai.. please batane ki koshish karen...
ahuja 80 watt amplifier series bord full jal raha hai short dikha Raha hai kya kare
Good video
Sir Ahuja SSB120DP amplifire. Ke volume 40-50parcent badane se awaaz fat jata hei kya karan hei?🤔
Kb se
3-4 mahina band pada tha
Vaiya ma Assam sa bol rahahu Mara naam prasan jit ha distik tinsukiya, jaga margharita apka nambar tu dijiya na...
💯👌👍🌹
Sar ji 800 wat emplifier usmein file ki LED jal rahi hai Maine theek kiya tha Mujhse theek Nahin hua vah to Maine Ek mechanic Ko Diya Hai to 15 din se pareshan ho raha hai usse bhi theek Nahin Hua Ho Ahuja ka emplifier hai transistor se Bass connection hatane per integrator band ho jata hai ismein kya file ho sakta hai sar minus supply mein hi dikkat hai plus point theek hai
Rectifier main 11.90 volt araha hai ab kya kare
Shorting chek kro
@@SkElectronicswork sir ji audio transform ka jo pila wair hai o khol dene par power a raha hai lekin ak mosfet transistor turant over het ho raha hai... Ak side ke dono transistor per 3 pin mai 16 volt araha hai or ak side ke do par collctor per 16 bass main 5 vlot mil raha hai aur isi side ke transistor bhot garam ho raha hai kya kare? Sir kya app se 2 mint baat kar sakte hai wp main Please
Nice
Super
Naya fuse laga do
Thanks bhai
👍👍👍👍👍
Thank you sir
thanku
Kya apse bat ho sakta hai
Ji
2:20
Please give me answer
Sir
Plz bta do
Sir aapka no chahiye
Sir aapka Instagram chahiye
Sar aapke number do
sir aap kaha se ho please aap apna number send kar dijye please
Very interesting video sir ji
Sir mein shiva sir 600w mono amplifier board pai sound test karo sir please sir 15 inch speaker pai
Nice video
Nice
❤❤