Bahe sim card bala router lena h to Tp-link Mr 200 ya Tp-link Mr 600 lo aapko speed theek mil jayegi 40mbps tk ki Or jio airfibre ab lagbhag sb jagah chalu ho gya h gaav m bhi bo lagba lo
Bro abhi 5g router nhi aya usme 5g sim support hota hai..... ... ... ...bhi kuch mat investment karo wait karo 5g ka fir jab 4 se 5 months me area me a jaye to new 5g mobile le Lena
bhai sabse badhiya tplink mr600 router le lo ekdum best hai mai lagbhag 1y se use kar raha hun koi bhi problem nhi hua hai mujhe mai bhi gao me rahta hun mere taraph bhi network ka issue rahta hai isliye maine router ko kharida ek dum best hai tp link ka.😍
Bhai mere hisaab se ekdum best hai sachhi bata Raha hun mai approx 1 y se over use Kiya hun is router ko abhi tak mujhe koi bhi dikkat nahi Hui hai isse se.
Mai tujhe net chalane ke liye best idea bta rha hu use kr ke dekh le 1. Poco,redmi,realme, Motorola,vivo, in me se koi bhi company ka ek mobile lele second hand diamond City processor wala ok ! Kyo ki diamond City processor mein apan alag alag band ko lock kar sakte hain aur apne hisab se speed ko increase and decrease kar sakte hain (jio lte band 3,5,40, and 5g band n28 ,n78 ) 4000 se 6000 me mil jayega phone 2. Ek tp link wifi router lele dual band wala range ko extend karne ke liye 2000rs tak ka milega Broadband jaisa maja lena hai to yah setup ko banaa le aur high speed mein download kar upload speed kar apne hisab se ok ,
Bhai india main 5g sim router launch nahi hua hai, warna saare broadband companies band ho jayengi. Yeh Jo aap use kar rahe ho woh clearly 4g sim router hai, 5g sim router China main milta hai jiska cost 6000 se 7000 padega woh sahi speed deta hai
There is no 5G router available yet on Indian market bro..those packaging are all fake..this is actually making fool of customer (that 5g is actually the 5ghz band of wifi that available with this router not the 5G sim support) with 5ghz band including previously available 2.4ghz band for wifi network.
Are bhai 5g sim and 5g network support me antar hota hai. 5g sim ka support matlab wo max to max 4g network me chalega. Na ki 5g network me. Bhai mangane se pehele research kar liye hote.😂😂😂😂
Bohot achaa laga yeh video ❤ bohot achaa suggestion hain 🫂❤️
www.youtube.com/@computernetworking9
An actual router provides service through fiber optical network. 5G network can never beat the bandwidth and channel capacity of that.
Obviously
But there are a lot of areas where wired connection isn't available
So it's a win for these devices
@@xenji7121 yes bro you are right , but this router is not 5g there are 2 5g mifi/dongle/router available in the market jio &airtel airfiber
Thank you so much for information
अब मोबाइल फोन खरीदना समझदारी है पर जब 5जी नही आया था 2.5साल पहले तब राउटर खरीदना समझदारी थी अब जीसने राउटर खरीद लीया ही है तो मोबाइल खरीदना मूर्खता है
Gaon me 5g nahi hai bro
Gaon me 5g nhi chalta 😅😅
5g mobile lekar bhi kya fayda bro gaon me 5g chalu nhi hua hai
@@Noharntm19hamare yaha 5g chal raha hai or me gaon me rahta hun
Mere gaon me to jio5G aagya he
Isse tej speed to Mere phone me 4G sim se aajati h😅
Wow comments picked 🤩
🤣😃😃😃😃
Bhai ke sath prank ho gya 😅😅😅😅😅😅
Prank nahi hua tumhe bacha लिया
Bsnl..... Ka tower laga lo.... Sirf kharcha ayega.... 5000 se , 7000...khud kaaaaa.. Bhai.... Bsnl.... Ka sab jagah lag jata he.. Goun me specially
Ye kaise lagta hai bhai
Mujhe lagbana hai batao kese lagbayr
@jav3dsaifi BSNL airfiber ki bat karra h yer
Mera liye lagwa do
Bhai ke jitne views hai utne subscriber hote to ....
Bahe sim card bala router lena h to Tp-link Mr 200 ya Tp-link Mr 600 lo aapko speed theek mil jayegi 40mbps tk ki Or jio airfibre ab lagbhag sb jagah chalu ho gya h gaav m bhi bo lagba lo
Agar siganal bhi poor ho to to link ka performance kaisa hoga
@@only42vinod Signal poore hone pr abhi average 40-50 mbps tk hi rehta h
Net work slow nahi ho to?
It's both router and adapter at the same time right?
Ye bhi best router hai maine olx se liya tha...or abhi 5g koi router aya hi nahi😅
Aa to gya mehnga h
5g router ki kimat 25k hai
Isme jio 5g free data use kar sakte hai kya
@@Tiger291-y1c its only 4g router. 4g router hai 5g nahi hai isliye speed kam aa rhi hai. video mein dekho router ke upper 4g likha hai.
@@Tiger291-y1c reply please
What sim did you insert in the router ? And what sim did you connect to the data on? 🙄🤔🤔
Jio 4g
TP link Mr ka koi series try karo
Mai khud use kr rha hun
0.. 4g network wala airea hai mera fir bhi speed 40+ mps aata hai with LPDA ANTENA
Thik Hai sir
Bhai uploaded ki speed kya rehta h
Sahi nahin speed hai Bhaiya
Bro abhi 5g router nhi aya usme 5g sim support hota hai.....
...
...
...bhi kuch mat investment karo wait karo 5g ka fir jab 4 se 5 months me area me a jaye to new 5g mobile le
Lena
Ha Bhaiya ji
Bro thanks दिल से यार ❤
Router is 4G (single band ) ...& mobile is 4G+ (3 band) इसीलिए मोबाइल में 3 गुने से भी अधिक स्पीड हमेशा मिलेगी
पीसी पर कौन अच्छी स्पीड दे सकता है? डोंगल या फिर मोबाइल।
Mobile
bhai sabse badhiya tplink mr600 router le lo ekdum best hai mai lagbhag 1y se use kar raha hun koi bhi problem nhi hua hai mujhe mai bhi gao me rahta hun mere taraph bhi network ka issue rahta hai isliye maine router ko kharida ek dum best hai tp link ka.😍
Han bhaiya aap Sahi bol rahe hain maine galti se le liya tha video dekhkar jhooth mat ka video banaa dete Hain Log
Kitne mein ho jaiyega
Bhai abhi ye 8999 dikha Raha hai Amazon PE AAP dekh sakte ho
Bhai mere hisaab se ekdum best hai sachhi bata Raha hun mai approx 1 y se over use Kiya hun is router ko abhi tak mujhe koi bhi dikkat nahi Hui hai isse se.
Pura kitna karcha aiyega lagane mein
Bhai ke sath scam hogya reh 😂😂
Mai tujhe net chalane ke liye best idea bta rha hu use kr ke dekh le
1. Poco,redmi,realme, Motorola,vivo, in me se koi bhi company ka ek mobile lele second hand diamond City processor wala ok !
Kyo ki diamond City processor mein apan alag alag band ko lock kar sakte hain aur apne hisab se speed ko increase and decrease kar sakte hain (jio lte band 3,5,40, and 5g band n28 ,n78 ) 4000 se 6000 me mil jayega phone
2. Ek tp link wifi router lele dual band wala range ko extend karne ke liye 2000rs tak ka milega
Broadband jaisa maja lena hai to yah setup ko banaa le aur high speed mein download kar upload speed kar apne hisab se ok ,
Thank you sir 🙏
Bhai india main 5g sim router launch nahi hua hai, warna saare broadband companies band ho jayengi. Yeh Jo aap use kar rahe ho woh clearly 4g sim router hai, 5g sim router China main milta hai jiska cost 6000 se 7000 padega woh sahi speed deta hai
Ha Bhaiya ji
Thank you for your information 🙏
मेने फाइबर राउटर लाया 2.5साल हो सुके है तब 5जी नहि आया था पर अब राउटर अलग से खरीदना मुर्खता होगी तब तो खरीदना समझदारी था
There is no 5G router available yet on Indian market bro..those packaging are all fake..this is actually making fool of customer (that 5g is actually the 5ghz band of wifi that available with this router not the 5G sim support) with 5ghz band including previously available 2.4ghz band for wifi network.
Ha Bhaiya ji
जब राउटर का स्पीड मोबाइल से ज्यादा हो
और डाउनलोड १५ mbps हो तो खराब एरिया में राउटर चाहिए
मेने भी लिया है
बढ़िया है🎉🎉🎉🎉
bhai sim mein recharge hona jaruri hai
Ha Bhaiya ji
*how much money I have to spend 4 it??🙋*
2400₹
Dabadiya? Areee nahi dabana tha😂😂
Thanks bro trur information
*Kuch months ke baad 6g aa jayega fir 5g phone bekar ho jayga*
Ab sabhi log wifi use karenge😅
Me without wifi: 569mbps 🗿
Good bhai sahi kaha.
5 G डेटा फ्री युज करण्यासाठी कोणता राउटर घ्यावा लागेल
😔😔😔
इन्डीया में ५जी राउटर अभी आया नहीं है।
Sim card usi me aata hai ya alag se khridna parta hai
Sim card nahin lagana padta hai
Sab kuchh usmein hi rahata hai
😂😂कोई मत लगाना मेने लगाया है स्पीड नही मिलेगी मोबाइल डेटा से भी कम स्पीड मिलता है
DVR Support Hai Kya or Connection Kinte add Kar Sakte Hai
Check to nahin kiya lekin DVR support kar sakta hai
Kya sim lagane ke baad data unlimited milega? 🤨🤨🤨
Nahi mobile mein jitna recharge karte hain vaise hi chalta
@@UttamTech0808 ok
Is me unlimited net ha ka ?
Nahi
@@UttamTech0808fir kitna milta hai
Very good bro❤
Isse jada speed to mere mobile se deta he 20mbps per second 😂
Ha Bhaiya ji 🙂
Very nice
No use... Mera mobile esse 10 guna speed deta hai... please don't purchase this product
Honest review ✅
Esme internet limit kitni milti h
Sim mein jo net pack dalte hue dalna padega
Bhai ye sab 5 saal pehle huwa karta tha, kaha se uthake laya ye dabba😂
Jio air fiber laga lo bhai...
Ha Bhaiya ji
Bhai jio 5g unlimited milega
Nahi
Mera 5g airtel sim he ara mera phone me download speed 30mbpsara upload speed 8 mbps😂
Sim me kitne ka Recharge kiya hi Bhai....
Sahi kam hi nahin karta hai FIR Lene Se Kya fayda hoga bhaiya
5g sim support korta hai lekin network 4g chalega 5g unlimited use nhi hoga 4g data recharge kro or use kro
4G hi hai router mein 5G nahin aaya hai aur yah work bhi Sahi nahin karta hai
Smart TV 4k me video chala sakte hai
Nahin bhaiya Ji
Jio ka airfiber laga lijiye agar 5g milta h toh
Moye moye😂😂😂
wifi router se aap internet speed/tower ke signal ko nahi bada sakte
Good bhai
Bhai WiFi ka best parmosan hai 😂
bro mera gaon me 5g he mere ghar ke chaat pe chalta he lekin ghar ke niche nahi chalta please koi trick batao
Jio Ka broadband le lijiye
@@UttamTech0808 kitna padega
5g unlimited work karega kya
Is me 5g nahi hai
bhai mere phone me , 500 guna ziydah speed aati 1200MBPS
Bhae phone to best h pr router ko supply m laga ke parmanent sb member chala sakte h but phone 📱 baar baar charge kro or mehnga bhi khoob hota h
@@rajkumaryogi5928 Right
Agar 5g sim use karenge to unlimited data milega
5G router yah hai lekin sim Mein 5G Wi-Fi Abhi tak Nahin Aaya is vajah se 5G Nahin chalta hai
Mera to mobile ka data bach jata hai yar bache huye data ko second din data me add karne ka video banavo
Second din data add nahin Ho payega
Technology ka zamana hai bhaiya new generation me aisa ho skta hai @@UttamTech0808
Jio ka postpaid sim work karta h kyaa??
All sim work karta lekin net speed Nahin chalta hai
Sab fake hai unlimited 5g nhi chalgea
My mobile 850mbps 5g unlimited 😂
Bhai TP-LINK MR 600 ka review chahiye?
Thik Hai
Pricetplink ki😢😢😢
Airtel b310 4g router acha he hum use korta he
Bhai esme video upload jaldi hota hai kya hota hai to mujhe bhi lena hai
Sahi work Nahi Karta Hai
Bhai data unlimited melta hai.
Nahi Bhaiya ji
Bahut Bekar H Yar Sim Wala Router 2,3 Router Use Krta Hun Speed Koi Dhang Ka Deta Hi Nhi
Ha Bhaiya ji Sahi baat Hai
आपके लिए मोबाइल फोन सही है
Bhai unmitade data dega
Sahi nahin hai wifi pura video dekhiae
Bhaiya ke sath to moye moye ho gaya😂😂
Han ji
Ak wifi se kitne log connect kar skte h
10 plus
Jis ka bajat 5g phone lana ka nahi par vo unlemetted chalana chata h vo sim ko postpaid kar Sakta h
2500 barbad bc 🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Band change karoge to speed aacha milega is router me
Vah kaise change hoga
@@vitthalzende1403 go to the setting then band selection choose the bnd as per your sim network and apply
It's support bsnl ?
router setting change karke dekhiye
Rauter ki speed achi aa rhi hai 😂😂
Speed Sahi nahin hai
thanks bro
Insme kio plans lahta hai ya nahi 😢
Yah ab purana ho gaya jio Air fiber lagva lijiye Sahi chalega
Iska koi kam Sahi Nahin Hai
Super super super
Hellow bhaiya hama gift ma melsakta hai kya ham nepal sa aap ka video dekhata hai ❤❤❤
Kya bolna chahte Nahin samajh mein Nahi AA Raha aapka baat / Nepal se kiske pass aana chahte Hain
5g enable karo usme band change karo 5g hoga
4G h bhei 5g box mein gadho ko attrect karne k liye likha aata h 😂😂😂
Hn Bhai 2mbps ka bss speed 3g speed lol😂😂😂
Are bhai 5g sim and 5g network support me antar hota hai. 5g sim ka support matlab wo max to max 4g network me chalega. Na ki 5g network me. Bhai mangane se pehele research kar liye hote.😂😂😂😂
Ky bol rha hai sahi se bol le 😂
@@vfx_animax thoda educate hota tho puchhna nehin padta. Jake reels dekh tere samajh se pare hai ye. 🤣🤣🤣
Ye 4g modem hi hai, fraud karke 5g sim support bas likh dete hai bevkoof banane ke liye, baki kam 4g network par hi karta hai.
Ha Bhaiya ji AAP Sahi bol rahe Hai
Bhai password nahi batana tha gao wale connect karlenge
😂😂
Are bhai tum 5G phone ka naam sune ho????
download speed 950 mbps+ upload 90ms +
Brother jio air fiber lagwa lo
Ha Bhaiya AAP Sahi bol rahe Hai || Thank you bhaiya Ji
Udaya📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶📶
bhai company per case thokde
Bhai isse Acha to Mera jiofi4 dongel 15mb ps ki speed deta hi😅
Bhai aap Village me ho
Mujhhe bhii jio fi lena tha.... Kya speed boost hogi??
@@AshutoshShukla-ku6xu 10 15 speed Aatif hai
@@_edit_by_SS bro kitne ka recharge karate ho per month... Unlimited internet k liye??
@@_edit_by_SS aur ghar k andar bhii kya acchi khasi speed degi
4g sim de
Ye 5G wala wifi router nahi hai bhai, bus 5G likha hua hai, ye local bekar product hai, d-link ya tp link ka lo
Ha Bhaiya AAP Sahi Bata rahe hain lekin Kya Karen galti se le liye the ham
Bewkuf mat karna Bhai ab koi router nhi Lena hai
5G Support Nahi karta hai ye
Tumko thug liya Tera Paisa barbad ho gya 4g router hai yeh wo v sasta wala
Ha Bhaiya 😭😭