kya bina group ke solo jaa sakte hain ? aur fir manali ki bike leh me nhi chala sakte to kya karnaa chahiye bike kaa ? kya ham bike ko leh me drop kar sakte hain ?
manali se li gyi bike ko aap leh me drop kar sakte ho but iskeliye rental bike wale se phele he baat krni hogi iska liye jo aapne amount advance deposit krwaya hoga wo aapko wapas nahi milega
What is worth seeing the most while traveling from Manali to Leh is the beauty of nature and the journey from Manali to Leh is full of romance. You can travel from Manali to Leh and from Leh to Manali in 13 days.
Simple tarike mein samjhaya hai .. aapka kaam acha laga .. well done, keep it up
Thank You sir🙏
बहुत बहुत बहुत ही अच्छा वर्णन
आपको सैल्यूट
Bahut achi tarike se samjhaya hai bhai
Hari om narayan,,,bahut sunder jankari di aapne ,,bahut bahut dhanyawad
Thank you so much bs aise support krte rhe
Really bhut easy tarike se aapne jankari share ki jo bhut kaam ki h.
V. Good information
Mast safar❤
Very informative.. Loved it bro😍
Excellent 🎉
I want to go.
& is very nice ❤
Very good nice
रोमांचक यात्रा है।
thank you sir ji
Very nice explanation
thank you sir
December me ja sakte kya we are planning ??
Very nice guidence
Thanks
Good explanation which month you go
12 April
Aapko kitna samay Laga tha
Manali se Leh Tak Jane me
Nice
Can i go by Eon hundai to LEH LADHAK???
Manali se leh tak jaye bike se to kitne pass lane hote h or kaha kaha
Very Nice
Bhai June month me bhi aisa hi wether rhega kya jo risk wala ?
Ha
Bhai police wale to preshan ne krte baar baar checking krke ...
Utrakhand me jada h manali me to koi aisi problem nahi hui
Mousam kon sa mazedaar hoga???
Atal tunnel se nikalne ke baad
❤
Shaandar ✌️
Nice bro
दस दिन के लिऐ चंडीगढ से मणाली लेह लद्दाक के लिऐ 8 सिटर गाडी मिलेगि क्या 31/5/2024
Sir Chandigarh aur manali se mil jayegi but possible ho to bike par jao uska el alag he experienced hai
Wonderful informative video.if i rent a bike from manali to visit leh then do I need to come back to manali to submit the bike in manali?
if you rent a bike from Manali and then submit the bike in Leh so you have to give extra charges
Does Manali rental bikes allowed in Leh ? I heard that bikes were stopped at Sarchu
@@chellurivamsi not allowed
kya bina group ke solo jaa sakte hain ?
aur fir manali ki bike leh me nhi chala sakte to kya karnaa chahiye bike kaa ? kya ham bike ko leh me drop kar sakte hain ?
manali se li gyi bike ko aap leh me drop kar sakte ho but iskeliye rental bike wale se phele he baat krni hogi iska liye jo aapne amount advance deposit krwaya hoga wo aapko wapas nahi milega
Ek din me ho sakta hai kya jana manali to leh bike pe
@@pratikgupta4396 nahi
Wagon gadi le ja sakte ha
Alto maruti 800 me waha ke local log ghoomte h
Kwid 800 se ja sakte hai??
Ha no problem
Car me konshi car leke jana chahiye
Alto bhi lekar ja sakte ho koi problem nhi aati
Mere pass kwid 800 hai koi problem toh nahi hogi???
Can you list the places to visit on the way to leh from manali.. and is it possible to cover manali to leh to manali in 13 days??
What is worth seeing the most while traveling from Manali to Leh is the beauty of nature and the journey from Manali to Leh is full of romance. You can travel from Manali to Leh and from Leh to Manali in 13 days.
@@avivlogger thanks bro!! ❤️❤️❤️
11:12
Kl mere sath leh Jana kisi n Kulu Manali se to chl sakte hai saste m bolero camper ..
Bro any permits required for this ride?
Manali se leh jane tak koi permit ki jarurat nahi leh se aage jane par parmit lagta hai
@@avivlogger ok thanku 😍
Rented Bike per 4 se 6 logo ka group manali se leh tour kare koi dikkat to nahi rahegi
Leh tak jasakte ho leh se aage jane ke liye leh se bike leni hogi
Bike rental kaha se ki hein please share details
@@vishalpanchal5533 Mall road par kafi shop h Jo bike rent par deti hai
Abhi route open hai ?
Ha brother but April se open ho jayega
??? Matlab abhi open nahi hai , April se hoga right?
@@ashishtiwari9193 snow ho rhi h abhi bro March last week Tak maybe open ho jaye
Ok thanks brother
Bullet par Kitna khrcha aye ga
20k petrol for 4095km
20k petrol for 4095km
Taxi bale leh jane k liye kitne charges lete h ???
Texi jati to h but bahut Kam price koi fix nahi hai
Kya ab koi permission nhi lena hota h?
manali se leh jane ke liye koi permission ki jarurat nahi h ager rohtang pass se jateh to aapko permit lena hoga
@@avivlogger contact me
Solang me paragliding na kare bahut mehnga h or itna maja nahi aata yahah
Paragliding BIR se achchi kahi nahi hoti
Bir matlab 🤔