apne buht acha samjhaya hai but muje sirf yeh janna hai ke pattern aik side ulta nahin ho jaega frok main? front aur back dono main upside kaise aaega pattern?
Mam full ghera Kali dar frok bnane kesy bnega aur usme kamr ki bhi kamar ki bhi fitting achi ho aur frok bhi ghera wala bn jaye kuch esa pattern bta do mam me nayi ho n
Didi first of all ki....aapko plain kpde me batan chahiye qki aapke kapde or pencil ka clr pta hi ni chal raha h Dusri baat agar aap printed kpde pe bata rahe ho to pencil esa lo jo clear dikhe Or 3sri or most important ye ki....itni lambi chori calculation krne ki zarurat nahi h isse to samne wala bahut confuse ho jaega, itni calculation to maths k equations me nahi hoti jitni aapke kaliyon ki cutting me h. Simple si trick h kali katne ki use aap itna uljha rahi ho🙄🤷🏻♀️
Very good pattern for learning.
Thank you 😊
Apne bahut acha bataya
Thank you ☺️
Good ❤❤❤❤❤
apne buht acha samjhaya hai but muje sirf yeh janna hai ke pattern aik side ulta nahin ho jaega frok main?
front aur back dono main upside kaise aaega pattern?
Mam 5 matter kapda ho to kitni kali banegi or kitne fold karne padege ?
hello mam m smjhi nhi 36 m 12 kis hisab s joda h qki mijh smj nhi aaya
24 Kali h pr Kali seam allowance 0.5” h to. 12” add kiya h
80 kali ke liye kitna fabric chahiye
Mam full ghera Kali dar frok bnane kesy bnega aur usme kamr ki bhi kamar ki bhi fitting achi ho aur frok bhi ghera wala bn jaye kuch esa pattern bta do mam me nayi ho n
Aap same method se frock bhi bna sakte hai
Didi first of all ki....aapko plain kpde me batan chahiye qki aapke kapde or pencil ka clr pta hi ni chal raha h
Dusri baat agar aap printed kpde pe bata rahe ho to pencil esa lo jo clear dikhe
Or 3sri or most important ye ki....itni lambi chori calculation krne ki zarurat nahi h isse to samne wala bahut confuse ho jaega, itni calculation to maths k equations me nahi hoti jitni aapke kaliyon ki cutting me h. Simple si trick h kali katne ki use aap itna uljha rahi ho🙄🤷🏻♀️
30 waist 24 kali k liye kitna fabric chahiye?
Same fabric
@@sewinganddecor thank you
3 metre me kitni Kali banegi
Agr total fabric 3 mtr h to 12 kali bn jayegi