Ep.125_भगवान नरसिह देव #4

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 18 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 14

  • @sushmacharak4379
    @sushmacharak4379 หลายเดือนก่อน

    Hari Hari bol ji 🙏🙏
    Jai shree Ram ji 🙏🙏
    Jai sachidanand ji 🙏🙏
    Jai shree Radhe Krishna ji 🙏🙏 Beautiful divine satsang Preeti ji thanks for sharing app ko koti koti pranam ji 🙏🙏

  • @geetakhannajijammu4537
    @geetakhannajijammu4537 หลายเดือนก่อน

    Hari Hari bol ji Narsing Bhagwan ki jai ho Very beautiful divine Satsang Thanku so much Preeti ji Koti koti pranam ji Hari kirpa hamesha barsti rhy 🙏🌷🙏🌷👍💕😇

  • @sangeetamahajan2293
    @sangeetamahajan2293 หลายเดือนก่อน

    Hari Hari bol ji. Thanks preeti betaji for sharing so divine Katha. Golokexpress ki jai.🙏🌹🌹🌹🌹🌹💐💐💐💐

  • @PoojaBhasin-p4h
    @PoojaBhasin-p4h หลายเดือนก่อน

    Hari Hari bol ji 🙏 Shreemad Bhagwatam Maha Puraan ki jai 🙏 Thank you so much Preeti ji for devine satsang 🙏 Aapka bahut bahut aabhar 🙏 Hari bol ji 🙏

  • @KamleshKumar-bz3xq
    @KamleshKumar-bz3xq หลายเดือนก่อน

    हरि हरि बोल जी 🙏🙏🙏 जय श्री राधे कृष्णा जी 🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌷🌷🌷

  • @geetakhannajijammu4537
    @geetakhannajijammu4537 หลายเดือนก่อน

    Very nice bhjan Trishnika ji Jai Shri Radhe Krishna ji Hari Hari bol ji Jai Sachidanand ji ❤️

  • @Funwithmehra-v1s
    @Funwithmehra-v1s หลายเดือนก่อน

    Hari hari bol ji Shreemad Bhagwat ki jai ho

  • @khushisuman8396
    @khushisuman8396 หลายเดือนก่อน

    Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare 🙏🙏

  • @ramnimahajan2098
    @ramnimahajan2098 หลายเดือนก่อน

    Hare Krishna hare Krishna Krishna Krishna hare hare hare ram hare ram ram ram hare hare ..
    Shrimad Bhagwatam mahapuran ki jai ho..
    Hari Hari bol ji....

  • @SonuSharma-lo1sw
    @SonuSharma-lo1sw หลายเดือนก่อน

    Hari Hari bol ji🙏

  • @ManjuSaharawat-r9i
    @ManjuSaharawat-r9i หลายเดือนก่อน

    ❤️❤️🌹🌹🙏🙏👏👏💐💐🌺🌺

  • @sulakshnadevi9678
    @sulakshnadevi9678 หลายเดือนก่อน

    हरि हरि बोल🙏श्रीमद् भागवत् महापुराण की जय🙏 गंगा मैया, यमुना मैया की जय🙏🌷प्रीति जी से नरसिंह भगवान् की कथा सून रहे हैं,हमनें जाना कि किस तरह से भगवान् नरसिंह ने प्रहलाद महराज की रक्षा की और खंम्भे में प्रकट हुए, भगवान् अपने भक्त की रक्षा करने के लिए किसी भी रुप में आ सकते हैं तो हमें भी प्रहलाद महाराज जैसे शुद्ध भक्त बनना है, उसके लिए हमें प्रभु की शरणागत होना है और श्रद्धा विशवास रखना है👍 हरे कृष्णा जी🙏 धन्यवाद🙏💕🙏💕

  • @shivkumarbheem
    @shivkumarbheem หลายเดือนก่อน

    Hare Krishn hare Krishn Krishn Krishn hare hare hare Ram hare Ram Ram Ram hare hare 🙏🙇‍♀️🙏 radhe radhe Krishn ji radhe radhe hari hari bol ji 🙏🙏🙏🙇‍♀️🙏🙏👍👍💯👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯❤️❤️❤️❤️👌👌👌👌👌🙌🤲🤲🙌👏👏👏🤗🤗🕉️📿📿🎉🥳🌹🇮🇳🌹 beauteful santsg guruji 🙏🙏👍💯ap ke charno me mera koti koti namaskar sath sath namaskar guruji 🙇‍♀️🙇‍♀️🙏🙏

  • @anamikasrivastava5389
    @anamikasrivastava5389 หลายเดือนก่อน

    Hari Hari bol 🙏
    Bht hi pyara satsang 🙏 aiye jante he satsang ki sikshaye 🙏
    🌺Hum Shreemad Bhagwatam ke 7 we skand ka sravan kr re he jo ki bhagwan ki bhujaye (arms) he or jiska vishay he uti arthat vyakti ka swabhav 🙏
    🌺Aage humne samjha ke Prahlad ji deviya swabhav k he jabki unka pita asuri swabhav ka he jo Prahlad maharaj pr bht ataychar krta he or unhe marne ka prayas krta he lekin bhagwan har bar apne bhakt ki raksha krte he 🙏
    🌺Asur gurukul me sabhi asur balak Prahlad maharaj ke rang me range huye he jo ki asuro k guruo ko pand ni ata he isliye wo Prahlad ji ki shikayat unke pita Hiranyakshipu se krte he 🙏
    🌺 Hiranyakshipu krodhit avastha me Prahlad maharaj ko mar dena chata he or isi bhav se wo ek khambe pr prahar krta he jisme Prahlad ji ko bhagwan k darshan ho re the 🙏
    🌺Jse hi wo prahar krta he diwar crack ho jati he or usme se tez awaz k sath Narasimha bhagwan prakat hote he 🙏
    🌺Bhagwan Hiranyakshipu ko prapt vardan ka maan rakhte huye sabhi vardaan se pare harke Hiranyakshipu ka vadh kr dete he jisse ki wo mar jata he jiska humne bht sundar varnan last satsang me suna he 🙏
    🌺 Hiranyakshipu ko marne k bad bhi bhagwan bht gusse me he or ksi bhi prakar se unka krodh shant ni ho pa ra he or wo tez tez sanse le re he 🙏
    🌺unke sanso ki awaz se sabhi parvat hil re he....sabhi devta unke darshan ko aye he or Bramha ji ne socha k yadi bhagwan ka gussa shant ni hua to pralay a jayegi 🙏
    🌺Isliye bramha ji ne ma Lakshmi ko kha k wo Prabhu ka gussa shant kare lekin jse hi ma ne bhagwan ko dekha wo swayam dar gi or unhone kha k ye mere pati he??....mene Inka esa swaroop kbi ni dekha me Inka krodh ni shat kr skti 🙏
    🌺Tab bramha ji ne Prahlad maharaj se kha or unhe dheere se Prabhu k age kia kuk Prabhu to Prahlad ji ki raksha ko hi aye the 🙏
    🌺Bhagwan bht krodhit the or usi aswastha me wo Hiranyakshipu ke rajsinhasan pr Beth ge taki bhagwan us apvritra sihasan ko pavitra kr ske jispe ki ab prahlad maharaj ko bethna he 🙏
    🌺Jse hi bhagwan ne Prahlad maharaj ko dekha unhone Prahlad ji k sir pr apna hath rakha jisse ki prahlad ji ki sari bhotik ichhaye samapt ho gi shareer anand se bharne lga 🙏
    🌺Sabhi devtao ne bhagwan ki bari bari se stuti kri 🙏
    🌺Prahlad maharaj ne bhi bht hi sundar tareeke se bhagwan ki stuti kri jo ki hume satsang me suna or anand lia 🙏
    🌺Prahlad ji ko lg ra tha k wo bhagwan ki stuti ni kr skte kuk wo to asur kul he 🙏
    🌺Prahlad ji bhakti ki importance ko batate he or kehte he k bhakti or bhakt ek abhakt bramad se bhi shreshta he 🙏
    🌺Prahlad ji Gajendra moksha ka example dia kese bhagwan ne uski raksha ki jbki wo to bhagwan ko kuch bhi ni offer kr skta tha kuk bhagwan to swayam hi purn santusht he...balki hum jo bhi kuch unhe offer krte he wo sab humare Kalyan k liye hi hota he 🙏
    🌺Bhagwan bhakto k Kalyan k liye hi avtarit hote he 🙏
    🌺Phir wo bhagwan se kehte he ke mere pita ki mrityu se sabhi prasanna he (kuk uske atank sabhi dare huye the) to kripya ap apna krodh tyag dijiye 🙏
    🌺Phir unhone kha k apke smaran matra se hi sabka bhaya (dar) door hoga yha hume samjhna k yadi humare man me kisi bhi prakar ka dar he to hume Narasingh bhagwan ke mantro ka jaap evam samaran Krna chahiyen jo ki hume har bhaya se mukti pradan krta he 🙏
    To boliye Narsingh bhagwan ki jai 🙏
    Samast gurujano ki jai 🙏
    Hare Krishna 🙏