Very well said about food. Sabko Hajj k ilawa or dusri chezon ki fikar lagi rehti hai. They don't focus on main target i.e. Hajj. Allah sb k lye asani farmaay. Aameen. Love your videos brother.❣
Ham es waqat makkaj pak ma hn khana bht acha dety hn Umar bhai ma na kl jumma ki namaz ma khana kabba k samny beth k ap k liay aur ap k bachon k liay bht dua ha aur ap ka salam b pesh kia tha Allah pak hamari duaein qabool kry
Plz government se yeh request hai k return flights main husband wife ki seats sath sath rakhen,,,,, Previous year plane main seats Bilkul alag alag di thin Preshani hui thi boht
عمر بھائی یہ بتائیں کیا ھم پاور بینک، قینچی، نیل کٹر، اور ریزر سیفٹی لوڈنگ والے بیگ میں رکھ کر ساتھ حج پہ لے کر جا سکتے ھیں? ایک صاحب یو ٹیوب پہ بتا رھے تھے لوڈنگ والے بیگ میں بھی نہیں لے کر جا سکتے، پلیز ریپلائی۔
Saamaan say related wese menay detailed video banaye hui hai. Aap wo zarur dekhay. Baqi Powerbank aap mobile k sath connect kr k hath main he lay jaen. Razor main apne sath lay kr gaya tha. koi issue nahi tha. Nail Cutter aur Qenchi aap ko waha say bhi mil jae ge. Aap Saudi Arabia pohach kr purchase kr lejye ga. Main nay aisa he kia tha..!
Very well said about food.
Sabko Hajj k ilawa or dusri chezon ki fikar lagi rehti hai. They don't focus on main target i.e. Hajj.
Allah sb k lye asani farmaay.
Aameen.
Love your videos brother.❣
Jazak Allah
ماشاءاللہ بہت خوبصورت بات کی آپ نے -- اللّٰہ ہمیں اپنے گھر بلائے، بھوکا بھی رہنا پڑے کوئی غم نہیں انشااللہ
Jazak Allah
Salam hum hajj k lie ponch gae hen aap k lie special dua ki he aur مزید bhi kren ge
Jazak Allah
Next year Allah pak hmn b haj kra dn ameen
Aameen
Ham es waqat makkaj pak ma hn khana bht acha dety hn
Umar bhai ma na kl jumma ki namaz ma khana kabba k samny beth k ap k liay aur ap k bachon k liay bht dua ha aur ap ka salam b pesh kia tha
Allah pak hamari duaein qabool kry
Jazak Allah Sister. Aameen. Aap ki Duaon ka buhat Shukriya. Allah Tala aap ki Ibaadaat Qabool farmaye. Aameen
Plz government se yeh request hai k return flights main husband wife ki seats sath sath rakhen,,,,,
Previous year plane main seats
Bilkul alag alag di thin
Preshani hui thi boht
Good point
Bohat khoob
Jazak Allah
Nice words
Thanx
بہت خوب کہا عمر بھائی. اللہ آپ کو اس کا اجر دے۔
Jazak Allah
Well said👍👍👍🤲🤲🤲
Bohot khushi hoti he umar bhai apko dek k ❤ MashaAllah
Jazak Allah Brother. Duaon ki darkhast hai
Bilkul sahi bat krte hen ap
Ap ki jo b information hoti he 100%sahi hoti he
Jazak Allah
Hm ne 2022 me hajj kia tha ab intizar kr rahe hn k Allah hmn kb dubara apne ghr ka deedar kary ga
Allah Tala hum sb ko Dubara Apne ghar ki Ziarat naseeb farmaye. Aameen
Nice suggestion
Paisay secondary cheez. Hay
We are luck we are part of hajj
Jazak Allah
Apny bht achi baat ki ...
Jazak Allah
Bhai aap sahi keh rahe hn haji sahiban apni ibadat or hajj ki fikr karen
G Bilkul
Ji bilkul sahe farma rahy hain
Jazak Allah
Right
Zbrdast
Jazak Allah Sister
Sab cheeze la saktaye koi issue nahi hum Makkah may aur sab cheeze pakistan say laye thayr
Bilkul theak keh rahy hain ap umer bhai.
Jazak Allah
Very well said.
Thanx a lot
Good
Thanks
A-O-A inshallah Umar bhai ap ka nam le kr ap k liy dua karen ge.
W. Salam. Jazak Allah
Bilkul shi bat
Thanx
G bohat afsos hota hy sari zindagi kha kr bhe is qoom ka peat nahi bhra
Abhi apko ehsas nahi ho ga jb hajj kr k wapis ayn ge phr apko ehsas ho ga k hm kb dubara jyn ge or achi tarah ibadat karen
100% Agreed
Well said beta
Thanx a lot..!❤
عمر بھائی یہ بتائیں کیا ھم پاور بینک، قینچی، نیل کٹر، اور ریزر سیفٹی لوڈنگ والے بیگ میں رکھ کر ساتھ حج پہ لے کر جا سکتے ھیں? ایک صاحب یو ٹیوب پہ بتا رھے تھے لوڈنگ والے بیگ میں بھی نہیں لے کر جا سکتے، پلیز ریپلائی۔
Saamaan say related wese menay detailed video banaye hui hai. Aap wo zarur dekhay. Baqi Powerbank aap mobile k sath connect kr k hath main he lay jaen. Razor main apne sath lay kr gaya tha. koi issue nahi tha. Nail Cutter aur Qenchi aap ko waha say bhi mil jae ge. Aap Saudi Arabia pohach kr purchase kr lejye ga. Main nay aisa he kia tha..!
Kindly sir make short to the point videos
Waqt zaya hotaa hay
It Was only about 6 minutes & all talk was about Hajj & Nothing else..!