NIOS October 2025: Official Information जो आपके लिए बेहद जरूरी है!

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 1 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 18

  • @boyzphotographer001
    @boyzphotographer001 14 วันที่ผ่านมา +1

    Sir, maine 2024 mein 10th CBSE se pass Kiya hai. maine 11th class mein admission liya tha, lekin 2 mahine baad TC lekar naam katwa liya aur seedha 2024 mein 12th NIOS mein admission le liya.
    Mujhe yeh samajhna hai ki agar mera NEET clear ho jata hai, toh kya mujhe counseling hone ke baad medical college mein admission ke time 11th ki TC deni padegi?
    Mera 11th ki TC mein "Arts" likha hai, lekin sir maine arts sirf 2 month padha tha aur uske baad naam katwa liya tha aur seedha NIOS se 12th Science (PCMB) ke saath kar raha hu Kya ismein koi problem ho sakti hai?

  • @ComicsKnightGaming
    @ComicsKnightGaming 15 วันที่ผ่านมา +1

    Sir October 2024 ke liye TMA chahiye tha?

  • @FITNESSFREAKTEJ
    @FITNESSFREAKTEJ 13 วันที่ผ่านมา

    Background music is really annoying when it's really imp for us to learn or know abt the details which yr giving

  • @urmilprakashclasses
    @urmilprakashclasses 16 วันที่ผ่านมา

    Good information

  • @ffgamar2924
    @ffgamar2924 9 วันที่ผ่านมา

    Sar mera pass 5 subject ha hindi ' sanskrit , or home science, panting, or social science 2024 mene admission kar liye the par me social science me fail ho gya tha to sar me ne October 2024 ka exam de diya ha social science ka to sar usme me pass ho gya to sar 11th me admission ho jayega regular school me

  • @dr.balramsaini6595
    @dr.balramsaini6595 16 วันที่ผ่านมา

    Thanks sir ji

  • @mastimastimegyankibaat2739
    @mastimastimegyankibaat2739 15 วันที่ผ่านมา

    On demand biology potel kab khulegi kya January me exam dekar mai neet me baith sakta hun 2025 me

  • @ArchanaJha-e4c
    @ArchanaJha-e4c 16 วันที่ผ่านมา

    Sir practical file center se leenu hai ya kisi bhi stationary se

  • @ksheeralaramadevi6816
    @ksheeralaramadevi6816 16 วันที่ผ่านมา

    SOME BIG FAN OF YOU 1:00

  • @NajisHussain-sl5fg
    @NajisHussain-sl5fg 16 วันที่ผ่านมา

    Sir on dimand exam ka potel kab open hoga

  • @Ayzalkhan-ik
    @Ayzalkhan-ik 16 วันที่ผ่านมา

    Sir I want teach bio in your platform...... Plz reply me

  • @DebrajGoswami-xr7up
    @DebrajGoswami-xr7up 16 วันที่ผ่านมา

    Background music khatarnak hai

  • @ariyahadee5301
    @ariyahadee5301 15 วันที่ผ่านมา

    Asa huwa tha sir frud

  • @FunnyVideo-uw2fw
    @FunnyVideo-uw2fw 16 วันที่ผ่านมา

    Ouctber 2024 ka results kb hoga

  • @boyzphotographer001
    @boyzphotographer001 14 วันที่ผ่านมา