मुगल और कुमाऊं-गढ़वाल

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 6

  • @Deewanasayer123
    @Deewanasayer123 วันที่ผ่านมา +1

    Bhut sundar jankari....❤

  • @Akash-xw4zm
    @Akash-xw4zm วันที่ผ่านมา +4

    👍 aaj log Itihaas ko ek najariye se hi dekhna chahte hain. Veh nahi chahe dusra paksh dekhna. Mughalo ne yu hi desh mein raj nahi kiya tha. Unhone desh mein Yudhneeti aur Kootneeti dono apnai. Lekin log Hindu vs Muslim ke chakkar ye manna hi nahi chahate ki dono ke rajshahi varg they aur saadharan janmanas bhi. Aur Rajshahi ka ek dusre ke saath Vaivahik sambandh aur Interests bhi rhe hain. Janta unko Hindu Muslim ke angle se dekhti hain jabki Rajshahi varg apne aap ko Rajshahi varg ke roop mein hi dekhta hain. Aur jab bhi itihaas ko Dharmik angle se dekha jaayega tab tab log Dharmik shatruta se grasit rhenge.

    • @Kanwal_Farms
      @Kanwal_Farms วันที่ผ่านมา

      Aap history ko ek alag hi left ideology se dekhte hain. Muslims India mein sirf raaj karne nahi apitu loot paat karne aur auraton aur bachhon ko gulaam banane ke liye aate the. Abhi bhi is waqt Bangladesh mein hindu auraton ki asmat looti ja rahi aur hinduon ko ek second class citizen bana kar ek systematic persecution kiya ja raha. Kuch 50-100 saal baad aapke jaisa hi koi bolega ki waha koi religious persecution hua hi nahi tha. Wo toh bas apni so called aajaadi ke liye sangharsh kar rahe the.

  • @himalaynmusk
    @himalaynmusk วันที่ผ่านมา +1

    प्रयाग जोशी जी से मुलाक़ात करने की इच्छा थी
    कृपा कर इनका संपर्क दीजिये

  • @utuber5714
    @utuber5714 7 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

    नरेशन में दम नहीं। जानकारी सिलसिलेवार हो तो रोचक लगती है। यहां मूंड रिन्ड का कुछ पता ही नहीं लग रहा।