Sir,ye bataye ki kya sabhi pump ka head ek hi tarah ka hota hai ya alag alag....mera Aquasoft company ka pump hai ...kis company ka head sahi fit baithega
original head generally market me available nahi hai , Sabhi pump ka head ek jaisa nahi hota hai.aap apne old Pump ka photo whats app kijiye - 9204019254
Sir aquaguard geneus mein overflow ho raha hai iska S V kharab tha humne S V change kardiya hun par tanki bharne ke baad mein bhi over flow ho raha hai.
Teflon gasket free jab dikha hi diya, to mai pressure gauge se pressure check karke dikhana koi jaruri nahi samjha . sorry bhabhi jee, agli bar se aisi galti nahi hogi .pressure gauge se pressure sahi dikhaye aur yadi pressure Gauge ka needle jyada move kare to bi membrane pure water drop drop hi deta hai ......maine aisa kai bar experience kia hai. Thanks for this better comment .
Ham sab khana bahut achchha khate hai ,Lekin uska output bahut kharab nikalte hai .Sorry, yadi mera replay bura lage to ,positive sochne me paisa nahi lagta hai, kripya hamesha yad rekhe , aur soche bhi .
Sir need to talk 8094000656. Mere ro k motor aise normal pani deta hai par membrane filter m connect karne par motor se pani lekage hota hai aur membrane se fresh water bilkul bhi nahi nikalta hai...Kya membrane choke hai isliye motor se pani lekage ho raha hai... Lekage ki vajah se membrane m pressure nahi ban raha hai
Veeresh Mishra jee, ho sakta hai ki aapke ro ke membrane ke choke hone ke karan pump leak kar raha ho , pump ka diaphragm change kar lijiyega, pump ka teeno bearing check kar lijiyega ki vah smooth chal raha hai ki nahi, ho sakta hai aapko grease ua sewing machine ka usme oil dalna pare, membrane thik bhi ho sakta hai, dusre pump se check kar lijiyega, pump koi dusre fault ke karan bhi kharab ho sakta hai .
सुशांत भाई गाना बहुत बड़ी बढ़िया था, लाइक तो बनता है !😊😊😊😊
यह गाना अंतर्मन से निकलने लगता है , कैसे रोके , मेरे रोके रूकता हीं नहीं है ! लाइक करने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद !
Sir I am from Chennai u r doing awesome work unable to understand language but ur process is very usefull and easy to understand thanks lot
U r ro filed..
Pumpse pani kitni dur girena chahiye ache presar ke liye koi nap kitne ench pr hamare paas gej nahi he
गाते बहुत अच्छे हो।
धन्यवाद ।
I like the way you work and your singing and attitude
Thanks for this very nice appreciation !
Smps same ya disame ka kya rate hai
Sir,ye bataye ki kya sabhi pump ka head ek hi tarah ka hota hai ya alag alag....mera Aquasoft company ka pump hai ...kis company ka head sahi fit baithega
original head generally market me available nahi hai , Sabhi pump ka head ek jaisa nahi hota hai.aap apne old Pump ka photo whats app kijiye - 9204019254
Sir aquaguard geneus mein overflow ho raha hai iska S V kharab tha humne S V change kardiya hun par tanki bharne ke baad mein bhi over flow ho raha hai.
75g.p.d.pump ka pressure kitna p.s.i hona chahiye sir?q..2- overhead tank ka pressure Kam honese booster pump Ko koi farak padta he kya ?
120 PSI
Membren ko kholkr saf kr sakte h kiya
Kripya unse puchhe jinhone aisa video dal rakkhe hai , Abhi tak maine try nahi kiya hai . esliye mai Abhi nahi bata sakta huan.
Gana aacha ga lete ho. Video bhi bhariya hai.
वाह ! क्या कमेंट किया है, आपने....😀😀😀😀😀
Nice video sir doing excellent job
But there is one doubt can I use 75 gpd membrane with 100 gpd pump?
Will it damage membrane pupm of 100 gpd capcity
You should use 550/ 650 cc flow restrictor with 100 GPD booster pump.
@@ROWaterSupports
Thanks for reply .
Lekin sir kya mai 75gpd ki membrane use kar sakta hu 100 gpd pupm ke sath
yes
What will happen if we will not use FR or what effects will come
When will you not use FRT , Pure water will not come .
@@ROWaterSupports
Thanks sir
Hi sir what u add in head i cant undestand?
Sir pressure kese badhaye
pressure gaze kaha milega
Kahan se lena hai,pahle yah batao.
sir me mumbai se ro technician hu
Waste water to flow ho raha hai Lekin pure water nahi aaraha hai membrane bhi change kar diya but same problem hai
Please suggest me
Ek bari FR hata ke pipe ko bend kre rhko jb tk pure water na aae then inside the FR
Same problem... solution mila iska ??
सुशांत भाई ये मीटर गेज कहाँ से मिलेगा और कितने का है ?
Metre gauge yadi aap kahe to mai , apne yaha se bhej dooan.
Sushant ji my WhatsAap no. is 9313447775 but call is not available this no. pls. tell me cost of water gauje ?
Adopter yaa pump kharab hai kaise pata karen
sir prefilter bowl still leaking in spite of changingthe o ring and using teflon tape on oring..
Do video calling on what's app -9204019254
Sir ager 60 80 h to Kya booster pump chalega
can we connect hotwater pipe line on Water Purifier ?
We should not connect our RO system with maximum 30 degree centigrade hot water pipeline .
Sir my to purifier waste water is the getting higher how to resolve this problem
Pressure guage ka kimat kya hai
9204019254 par puchhiye.
PSI meter kaha pe milega..
Amazon se online buy kar sakte hai.
RO Water Support Thanku
Repair se pahle bhi pressure check karna chahiye tha
Sir
Ro off krne k baad bhi rejecter pipe s water nikl rha h......es problem k solution ky h.
sv clean kijiye ya change kijiye.
Mera RO kit kit karta hai supply Dene ke bad Kya kare
Thanks sir g teknick bthaneke lya
Thanks also .
भाई गाना कभी कभी बदल लिया करो।
😁😁😃
Thanks bro...😉
Sir booster pump ka presser Kinna hona chahiye our presser gej me konsa kanekter lgate h ply sir btai
T - connector ,120 to 160 PSI Domestic Booster pump ka pressure hona chahiye.
Membrane saf karne wale ko maine aisa jawab diya h sir ki mujhe ummid h ki 2 barah wo membran saf karne ka vdo nahi banaega
Achchha ...
Feviquick ke nuksaan kyu bata rahe h
Kyoki chaube jee gaye chhabbe banane dube jee banke aaye kahawat wali bat na ho jaye . Thanks for this question .
Cemera bhut duer he saaf nahi dikh raha
Sir good
Bhai filter Pani filter krne mein bhut time lga rha hai
Help ke liye -9204019254 par call kijiye.
Gud job sir
Good video sir
Nice very informative
Is video me pehle pressure check karna tha
Teflon gasket free jab dikha hi diya, to mai pressure gauge se pressure check karke dikhana koi jaruri nahi samjha . sorry bhabhi jee, agli bar se aisi galti nahi hogi .pressure gauge se pressure sahi dikhaye aur yadi pressure Gauge ka needle jyada move kare to bi membrane pure water drop drop hi deta hai ......maine aisa kai bar experience kia hai. Thanks for this better comment .
Baat acchgi batate hain gaana bahut ganda gaate hain
Ham sab khana bahut achchha khate hai ,Lekin uska output bahut kharab nikalte hai .Sorry, yadi mera replay bura lage to ,positive sochne me paisa nahi lagta hai, kripya hamesha yad rekhe , aur soche bhi .
Kiya jawab h sir lajawab h
आप गाना मत गाव
"PSI" full from keya hay
Pound per square inch .
It is the unit of pressure.
Bahut Achi baat bataye sir
V. Good sir
Kaam ki baat kiya karo
very nice
Thanks .
Bhai ganna mat gaya kar
Chalo , thik hai.
Nice....
Bakwas hai koi pressure nahi bada hai
👌👌👌👌👌👌👌👌👌👍
Thanks.
NYC video
Sir need to talk 8094000656. Mere ro k motor aise normal pani deta hai par membrane filter m connect karne par motor se pani lekage hota hai aur membrane se fresh water bilkul bhi nahi nikalta hai...Kya membrane choke hai isliye motor se pani lekage ho raha hai... Lekage ki vajah se membrane m pressure nahi ban raha hai
Veeresh Mishra jee, ho sakta hai ki aapke ro ke membrane ke choke hone ke karan pump leak kar raha ho , pump ka diaphragm change kar lijiyega, pump ka teeno bearing check kar lijiyega ki vah smooth chal raha hai ki nahi, ho sakta hai aapko grease ua sewing machine ka usme oil dalna pare, membrane thik bhi ho sakta hai, dusre pump se check kar lijiyega, pump koi dusre fault ke karan bhi kharab ho sakta hai .
pl send me mess on watsup bhai need to talk 9811321166
Lush ku
Kam bolo
OK ,Boss.
✌️👍🙏