Split ke all electrical issues ka special video baniye Kitne ton ka Ac kitna ampere leta hai Kitna lena chahiye Aaur split ki all wiring ka bhi banaiye
Sar aapka Jo Baat Hai vah samajh mein nahin aata hai baat aap kar rahe hain ki outdoor Nahin Chal Raha Hai To Kya Karan se nahin Chalta Hai Bus Itna hi bataiye aap pressure Itna hai to lock ho gaya hai FIR vahan heater Mein Chale Jaate Hain aadami confuse Hota Hai isase
Amresh G Apko Apne Dusray Account Say Kafi Waqt Say Follow Kar Raha Ho Ör Aap Ek Acha Source Hai Refrigerant Ke Kaam Ke Liye. Per Thora Sa Masla Hai Jo Ke İs Video Main Bhi Hai Aap Jub Kısi Topic Per Video Banate Hai To Uske Baare Mein Kum Ör Jo Aap Ne Video Bna Di Hai Ör Jis Topic Per Video Banaye Ge Uske Ooper Ziada Baat Kerte Hai Ör Jo Video Ka Asli Topic Hota Hai Wo Baton Mein Hi Kho Jata Hai . Ör Aisa Bhi Hota Hai Ke Aap Kaam Ki Baat Btane Hi Lagte Hai To Ek Dum Say Aap Baat Kahi Ör Le Jaate Hain. Main Aap Say Guzarish Kerta Hoo Ke Aap Ek Video Banaye split AC Ke Fault Ör Solution Ke Ooper Maslan Compressor Ke Fault Kya Hote Hain Ör Unko Kaise Dhondnte Hai Ör Uska Hal Kya Hai AC Cooling Nahi Karta US Mein Kaya Fault Hai Ör Wo Kaise Dhondte Hai Ör Uska Hal Kya Hai Ör Gassess Kitni Tarhana Ki Hoti Hai Ör unKa Standing Pressure Ör Running Pressure Kya Hota Hai.Or Standing Or running Pressure Mein Kya Farq Hai . Or Ac Ki leak Check Kerne Ke Liye Pressure Kaise Dete Hain .Ör Kitne PSİ Gas Delti Hai Chahe Wo 1 Ton Ka Ho Ya 2,Ka Ör Konsi Gas Liquid Form Mein Dalni Parti Hai Ör Konsi Gas Form Mein Yani Ek Ek Faults Ko Dhondte Kaise Hai Ör Unko fix Kaise Karta Hai . Sırf usi Topic Ke Baare Mai. Baat Kare jub Taq Wo Khatam Nahi Hota Kişi Ör Baare Mein Baat Na Kare AC Ke Her Tarhana Ke Faults Compressor Related Ör Cooling Related Capacitor.Related Fan Related Ör PCB Related İndoor Related Ör Outdoor Related All Faults Ko Dhondna Ör Unka Hal . Aap Parts Main Video Buna Sakte Hai . Maslan. 1 PCB Related All Faults Ör Unka Hal 2 Compressor Related All Faults Ör Unka Hal 3 Capacitor Related All. Faults Ör. Unka Hal Outdoor Fan Related All Faults Ör Unka Hal İndoor Blower Related Faults Ör Unka Hal Kapıları Related Faults Ör Unka Hal Coil Related Faults Ör Unka Hal Condenser Related Faults Ör Unka Hal Amresh G Main Aapko Kuch Sikhane Ki Koshish Nahi Ker Raha Balkay Sikhna Chahta Hoo Ör Har Shagird Bright Nahi Hota Ke İshare Say Samajh Jaye Thanks And Waiting
Split ke all electrical issues ka special video baniye
Kitne ton ka Ac kitna ampere leta hai
Kitna lena chahiye
Aaur split ki all wiring ka bhi banaiye
sir aapki bidio se achhi jankari milti hai
Nice explain sir ji
Nice sir video
Nice video
Nice information sir ji
Sir AC ke eerar kod ke liye koun sa app use kare
Ac tech apps
All ac error codes aap best hi error k liye
Ok bro
Good topic sir oky
Great
Thank you sir
Good
Hi sir good morning HabibuRahman sindh Electric pakistan sindh Karachi
ac mei do alag alag problem h aur dono ke alag alag error code h to kya display pr dono show karenge
❤❤❤Good
ac ko indoor direct kese chalu kre
Sar aapka Jo Baat Hai vah samajh mein nahin aata hai baat aap kar rahe hain ki outdoor Nahin Chal Raha Hai To Kya Karan se nahin Chalta Hai Bus Itna hi bataiye aap pressure Itna hai to lock ho gaya hai FIR vahan heater Mein Chale Jaate Hain aadami confuse Hota Hai isase
Samjhoge tab na samjh me Aayega,
😊
Sir aap to dakharaha ho lakin videos imagi kidhar ha
GOD
Wig
Plz. Content nu send me
Apne muh Miya mitthu
Amresh G Apko Apne Dusray Account Say Kafi Waqt Say Follow Kar
Raha Ho Ör Aap Ek Acha Source Hai Refrigerant Ke Kaam Ke Liye.
Per Thora Sa Masla Hai Jo Ke İs Video Main Bhi Hai Aap Jub Kısi Topic Per Video Banate Hai To Uske Baare Mein Kum Ör Jo Aap Ne Video Bna Di Hai Ör Jis Topic Per Video Banaye Ge Uske Ooper Ziada Baat Kerte Hai Ör Jo Video Ka Asli Topic Hota Hai Wo Baton Mein Hi Kho Jata Hai . Ör Aisa Bhi Hota Hai Ke Aap Kaam Ki Baat Btane Hi Lagte Hai To Ek Dum Say Aap Baat Kahi Ör Le Jaate Hain.
Main Aap Say Guzarish Kerta Hoo Ke Aap Ek Video Banaye split AC Ke Fault Ör Solution Ke Ooper
Maslan Compressor Ke Fault Kya Hote Hain Ör Unko Kaise Dhondnte Hai Ör Uska Hal Kya Hai
AC Cooling Nahi Karta US Mein Kaya Fault Hai Ör Wo Kaise Dhondte Hai Ör Uska Hal Kya Hai
Ör Gassess Kitni Tarhana Ki Hoti Hai Ör unKa Standing Pressure Ör Running Pressure Kya Hota Hai.Or Standing Or running Pressure Mein Kya Farq Hai . Or Ac Ki leak Check Kerne Ke Liye Pressure Kaise Dete Hain .Ör Kitne PSİ Gas Delti Hai Chahe Wo 1 Ton Ka Ho Ya 2,Ka Ör Konsi Gas Liquid Form Mein Dalni Parti Hai Ör Konsi Gas Form Mein
Yani Ek Ek Faults Ko Dhondte Kaise Hai Ör Unko fix Kaise Karta Hai . Sırf usi Topic Ke Baare Mai. Baat Kare jub Taq Wo Khatam Nahi Hota Kişi Ör Baare Mein Baat Na Kare
AC Ke Her Tarhana Ke Faults Compressor Related Ör Cooling Related Capacitor.Related Fan Related Ör PCB Related İndoor Related Ör Outdoor Related All Faults Ko Dhondna Ör Unka Hal . Aap Parts Main Video Buna Sakte Hai .
Maslan.
1 PCB Related All Faults Ör Unka Hal
2 Compressor Related All Faults Ör Unka Hal
3 Capacitor Related All. Faults Ör. Unka Hal
Outdoor Fan Related All Faults Ör Unka Hal
İndoor Blower Related Faults Ör Unka Hal
Kapıları Related Faults Ör Unka Hal
Coil Related Faults Ör Unka Hal
Condenser Related Faults Ör Unka Hal
Amresh G Main Aapko Kuch Sikhane Ki Koshish Nahi Ker Raha Balkay Sikhna Chahta Hoo Ör Har Shagird Bright Nahi Hota Ke İshare Say Samajh Jaye
Thanks And Waiting
Thanks you sir 😊
❤❤❤Good