Bhai meri redigo 1.0 amt me ek problem aa rhi hai. Me use kahi lekr jata hu to first time to ek hi bar me start ho jati hai. Pure raste thik chalti hai. Fir Agar me off krdu to kabhi kabhi start nai hoti kuch der k liye. Agar thik ho to car ignition on hote hue ek bar beep krti hai. Agr problem hoti hai to ignition on karte hue ek sath 2 bar beep krti hai aur gear display me jo N hote hai wo blink krne lag jata hai. Gear ko R ya D par shift karu bhi to bhi display me N hi blink krta hai. Thodi der bad(15-20 min) self lo to start ho jati hai. Agency walo k kehne par mene uski dono grey color wali relay change krwai hai lekin firse ye problem agyi hai. Unhone kaha ho skta hai garm hoke relay thik se current distribute na kar pa rhi jo. Esa lgta hai k car thoda thanda hokr firse start ho jati hai. Samaj nai aa raha k ye problem kese pakad me aae mechanic k. Mere pas sirf ek video hai agar apko dikha saku. 🙏 Pls help
Sir abhi ye problem firse aai. Mene relay nikal k dobara lgai to thik hogyi. Agency walo me bhi bola k itna mehnga part replace krne se pehle saste parts replace krke dekhlo shayad thik ho jae.
Bhai really aap specialists ho 100% kam kra k aap k yaha maja aa gya really gadi bilkul makkhan jaisha chal rhi hai
Very good quality of work
Great job sourabh ji aapka kaam bolta hai, ati se bhi ati uttam ❤❤❤❤❤
Aapka kaam bahut hi shandar hai. Bahut jaldi aapse mulakat hogi.
Bahut badiya saurabh ji subse achi baat ye hai ki aap kaam to acha karte hi ho uske sath customer ka satisfaction bhi rakhte ho
Thanks sir
kaam to achha hai lekin cleaning prosses mei Kami hai.saaf safai mei bht Kami hai .
Thank you for your valuable feedback sir...isko bhi improve karanga
Bhai saaf safai wale market mai bahut hai lakin customer ka satisfaction bahut jaruri hai ye bhai us par bahut dhyan dete hai
Bro I know u r the best,, my car osm now
Sourabh sir, aapke videos kafi aache hote hai. But aap ko ek wireless mic lena chahiye jisse aapka audio kafi aacha ho jayega. Thanks
Kya aap datsun go ka silencer side wala O2 sensor check karwa denge.Iska new price kitna hoga.
Sir please contact on dealership
Sir Datsun go me Spark plugs kitne km pe change hote hai
30000 km pr
Heating sensor kite ka pdega kwid ka
Konsa vaala
Coolant elbow mai jo lgta hai
@akshaykumar-ki3zx sir vo complete albo ka sath hi aata h
Kiger ka Gearoil or coolant kitne kilometre pe change hota h
Sir 50000 pe dono change krdo..
Bhai ye ap break kis se clean kerte hai
Break cleaner aata h sir..
Castrol 5w30 aap kitne ka daalte ho 3L.
Jo market rate hota h sir
Tappet cover bond set hone keliye company kithna time pathatha hai?
12 ghunta bolta h company..
Address kya hai aapka, aap too nissan k service center me work krte thee na aapna service center open kr liye kya??
Ha sir pahla Nissan m krta tha..ab apna shop krliya h.. Noida sector 121 near parthla bridge 🌉
Clutch plate assembly ka price kya h ?
Sir alag alag cars mai condition ke hisab se hota hai
Sir meri redigo traffic me band Hui to break hard ho gaya. Hand break se gadi roki kisi tarah. Aisa kyu hua pls reply. Kya ye normal hai
हां यह नॉर्मल है सर जब गाड़ी बंद हो जाती है तो ब्रेक बूस्टर को वैक्यूम नहीं मिलता है जिस वजह से पैदल हार्ड हो जाता है
Bhai meri redigo 1.0 amt me ek problem aa rhi hai. Me use kahi lekr jata hu to first time to ek hi bar me start ho jati hai. Pure raste thik chalti hai. Fir Agar me off krdu to kabhi kabhi start nai hoti kuch der k liye. Agar thik ho to car ignition on hote hue ek bar beep krti hai. Agr problem hoti hai to ignition on karte hue ek sath 2 bar beep krti hai aur gear display me jo N hote hai wo blink krne lag jata hai. Gear ko R ya D par shift karu bhi to bhi display me N hi blink krta hai. Thodi der bad(15-20 min) self lo to start ho jati hai. Agency walo k kehne par mene uski dono grey color wali relay change krwai hai lekin firse ye problem agyi hai. Unhone kaha ho skta hai garm hoke relay thik se current distribute na kar pa rhi jo. Esa lgta hai k car thoda thanda hokr firse start ho jati hai. Samaj nai aa raha k ye problem kese pakad me aae mechanic k. Mere pas sirf ek video hai agar apko dikha saku. 🙏 Pls help
सर यह गाड़ी के क्लच एक्टीवेटर का इशू लग रहा है जो 20-21000 का पार्ट है और कंपनी से अलग कहीं मत चेंज करवाना
Sir abhi ye problem firse aai. Mene relay nikal k dobara lgai to thik hogyi.
Agency walo me bhi bola k itna mehnga part replace krne se pehle saste parts replace krke dekhlo shayad thik ho jae.
@Vinay-ef6cz relay badalker dakho pahla
Bhai new dlwa di thi dono relays. Kuch din thik chali fir dobara se problem aa rahi hai. Bs relay nikalkr dobara dalo to thik ho jati hai.
Axel ka price kya hai?? Service centre wale 8-9k bata rahe hai... Kya karu?
After market 6 ka lgaya tha sir
Back gear pikup is poor...what is the reason
Sir physically check karke pata chalta hai
Great job 🎉 Bhai sahab