Bhai mai mobile se banaya hu 2 day ho gya gmail par aa bhi gya hai to signature not verified bta rha hai pile rang ka question mark me kya signature verify krnda padega
Koi khas jarurat nahi hai agar aapko is PDF file ko copy kara kar kisi kam mei use karna hai tab karna pad sakta hai nahin to koi jarurat nahi uske liye aap kahate Hai to me video la dunga
Aapka pan card aapke dak me bhej diya hya hai ek noumber bhi mila hoga " PT132376709IN '' ESKE jaisa hoga dak ka treking id hota h kaha tak pahucha usse chek kar sakte hai
Koi bat nhi usi pan card number ko sudhar karke photo or signature upload kara kar manga sakte hai eske liye , pan card kaise sudhare ye wali video dekh sakte hai link yaha sa ya es video ke description me link hai 👇 th-cam.com/video/X02-eOMZ4Sg/w-d-xo.html
Bhai mere permanent address or aadhaar card me bhi address village ka hai lekin waha koi nhi rehta sab city me rehte h toh kya kru jisse pan card me village nhi balki city wale ghar per aaye
Pahle aapko apne aadharcard me sudhar karana chahiye, me 1 form ka link de rha hu from ko bhar kar vaha ke jo " Municipal Councillor " se sing kara kar address change kara sakte hai online line bhi ho jata hai nhi to aadhar center se ok form ka number 10 hai 👇 uidai.gov.in/images/commdoc/valid_documents_list.pdf
Bhai mai mobile se banaya hu 2 day ho gya gmail par aa bhi gya hai to signature not verified bta rha hai pile rang ka question mark me kya signature verify krnda padega
Koi khas jarurat nahi hai agar aapko is PDF file ko copy kara kar kisi kam mei use karna hai tab karna pad sakta hai nahin to koi jarurat nahi uske liye aap kahate Hai to me video la dunga
Tik hai vedeo aa do
Acknowledgment number company ko bata Diya to kuch nhi hoga na
nhi lekin company ko topan card numaber chahiye n
Pan number se koi dushra use kr sakta hai ya nhi kyu ki Maine dushre ko share kar diya tha
18 sal se kam wale ka kaise banay
ske liye bahut lamba process hai aap apne market se banwa le, usme document send karna hota pan card office
Itam delivered (addressee) ka kya matlab hota hai
Aapka pan card aapke dak me bhej diya hya hai ek noumber bhi mila hoga " PT132376709IN '' ESKE jaisa hoga dak ka treking id hota h kaha tak pahucha usse chek kar sakte hai
aap apne dak me jakar chek kare
Maine check Kiya hamare gaon ka post office dikha rha hai Itam delivered (addressee) bta rha hai
to jao lene ke liye treking number diya dena postman ko ok
Bhai mene payment kr diya h ...fir jab otp verification k liye mera Aadhar card dusra mobile no se link h ...Otp nhi aaya h ...kyse confirm krey
Mera form aise me submit hoga ki nhi
otp verification nhi karenge to aapka from reject ho sakta 50% chansh hai banne ka nhi banega to paisa wapas aajayega
agr otp mil rha hai to abhi se otp verification kar sakte hai
"Continue With Application" vale option pe click kare otp verification kar sakte hai
Main sab kuch kar liya hoon
kya apne apply kiya hai
Bhai merse galti se e pan card bn gya
Koi bat nhi usi pan card number ko sudhar karke photo or signature upload kara kar manga sakte hai eske liye , pan card kaise sudhare ye wali video dekh sakte hai link yaha sa ya es video ke description me link hai 👇
th-cam.com/video/X02-eOMZ4Sg/w-d-xo.html
Bhai e pan card not prossing some technical issues bta rha h kya krna chahiye
koi dusra browser use karo nhi to update karo and browser data clear karo
fhir bhi problam ho rha to customer care se bat karo
Bhai Maine country code me sirf 91 dal Diya hu India (91) nhi dala to kya hoga
Thik hai kuchh nhi hoga
Country code me india (91) select nhi kiya sirf 91 dal Diya hu
ok Thik hai
Mere 2 day ho gya pan apply Kiya Gmail par aaya hai signature with bodor me aaya hai
koi bat nhi physical pan card me with bodor nhi aayega
Document upload nahi horaha he bhai
Document Size 300kb se jyada hoga chack karo size kam kar lo google se
Bhai tumhara pan card kitne din mai aaya
2 din bad morning me email pe or 15 dan me post office me or logo ka bhi banata hu
Adhar card me house number nhi hai to kya dale
sirf gaon ka naam gaon ke naam ke jagah per
Bhai mere permanent address or aadhaar card me bhi address village ka hai lekin waha koi nhi rehta sab city me rehte h toh kya kru jisse pan card me village nhi balki city wale ghar per aaye
Pahle aapko apne aadharcard me sudhar karana chahiye, me 1 form ka link de rha hu from ko bhar kar vaha ke jo " Municipal Councillor " se sing kara kar address change kara sakte hai online line bhi ho jata hai nhi to aadhar center se ok form ka number 10 hai 👇
uidai.gov.in/images/commdoc/valid_documents_list.pdf
aapka kon sa city hai
Kuchh nahi hota hai keval paise ke liye bolte ho
Aar aapko nhi aata to dusre ko dos mat do