This hadith is declared sound (sahih) by al-Hakim in al-Mustadrak (2:651, Hadith No. 4228), although he acknowledges Abd al-Rahman ibn Zayd ibn Aslam, one of its sub-narrators, as weak. However, when he mentions this hadith he says: "Its chain is sound, and it is the first hadith of Abd al-Rahman ibn Zayd ibn Aslam which I mention in this book"; al-Hakim also declares sound another version through Ibn `Abbas.
@@mushahedraza5962 ek aurat dikha jo pichwade se bachha paida karti ho tere yaha hota hoga sab k yaha nahi hota besharam Allah is baat k liye tujhe duniya aur aakhirat mein sazaa de Ameen
Imam Qadhi Iyaad (rah) considered it Sahih and famous because he narrated it under the Chapter No. 3 of his Ash-Shifa in which he said: This Chapter is about “SAHIH AND FAMOUS” narrations (الباب الثالث فيما ورد من صحيح الأخبار و مشهورها), and he says that Abu Muhammad al-Makki and Abu al-Layth al-Samarqandi mention it; Qadi `Iyad says: "It is said that this hadith explains the verse: 'And Adam received words from his Lord and He relented towards him' (2:37)"; he continues to cite another very similar version through al-Ajurri (d. 360), about whom al-Qari said: "al-Halabi said: This seems to be the imam and guide Abu Bakr Muhammad ibn al-Husayn ibn `Abd Allah al-Baghdadi, the compiler of the books al-Shari`a devoted to the Sunna, al-Arba`un, and others.'" This is confirmed by Ibn Taymiyya in his Qa`ida fi al-tawassul: "It is related by Shaykh Abu Bakr al-Ajurri, in his book al-Shari`a.
Bhaiyya bukhari aur muslim ki shart pata hai ki nahi kisi hadith ko sahi hone ke liye. Agar iss kisam ka dhaeef raavi hoga toh hadith ko qatan sahih ka darja nahi milta.
@@aishakhalid922 Assalamualaikum.. Yeh hadees sahih hai Waseele wali Hazrat Adam Alaihissalam ki Nabi paak ke zariye se... Apko ek nahi darjano daleel maujood hain Alhamdulillah!!
@@GAMERCHILD909 yeh koi daleel nhi di aap ny keh apky mulla ka moh kala , koi to hosh k nakhun lia kryn, Deen wahi jo Nabi Pak SAW sy or sahaba sy sabit ho
😂Jo tunhe padhaya gya bass maan liya khud maloom bhi kiya ki yeh Hadees Sahih ul isnad hai... Ba hawala maujood hai ek nahi darjano daleel hai iss hadees ke upar ke yeh sahih hadees hai.. In janab se daleel toh poocho kitab ka naam safa vagerah ya bass hawayi firing..
Aur tumhara kahi se bhi na maouzu bhi sabit nahi hota hai na hi sahi kisi sahabi se aap log wabasta ho beech me kahi se bhi aake hum se seekh ke humko hi sikhana ye kab chood dia aapne .
Ibn al-Jawzi also considers it sound (sahih) as he cites it in the first chapter of al-Wafa bi ahwal al-mustafa, in the introduction of which he says: "(In this book) I do not mix the sound hadith with the false," although he knew of `Abd al-Rahman ibn Zayd's weakness as a narrator; he also mentions the version of Maysarat al-Fajr whereby the Prophet says: "When satan deceived Adam and Eve, they repented and sought intercession to Allah with my name"; Ibn al-Jawzi also says in the chapter concerning the Prophet's superiority over the other Prophets in the same book: "Part of the exposition of his superiority to other Prophets is the fact that Adam asked his Lord through the sanctity (hurmat) of Muhammad that He relent towards him, as we have already mentioned."
Usool ul hadith ka ilm hai? Agar hota toh yeh sawaal nahi karte, Oh mai toh bhool gaya thaa ki aap logo ka toh quran o hadees se kuch waasta hi nahi hai. Aap toh phele believe krte ho fir uski daleel ke liye tahrif krte ho
Ap kahna Kya chahte ho ?ap musalmamo KO jhudne ka kam kijiye .dunya me aysi chiz hai Jo hadis KO sahi ya ghalat sabit Kare.aise TH-cam munazare se kuch hasil nahi hota sivaye musalmano k darmiyan nafrat k.Allah Hidayat d sobko aur sobko maff Kare ameeen
Aisi ahadees jo muhadisseen ke nazdeek zaeef tareen hen to mohaddiseen wo ahadees kitabon men kiu likhen Jb ahadees kamzor ya zaeef ya galat hen to wo likhne ki zarurat hi nhi thi Maamla hi khatm hojata
Jaisa k shaikh ne hadees samjhayi hai, aaj k daor mein, Tablighi jamaat ke ulama bhi usee Abdurahman bin Aslam ki tarah Hadees ke mamlay mein waahiyaat log hain. Isee liye Tariq Jameel samet Tariq Masood ki qism k waahiyaat log jaahilon se wah wah batorne ke liye unko ghadee hui hadeese sunate rahte hain. Maodoo riwayaton ki tarah iss jamaat ka aqeeda bhi maodoo aur inkay Aamaal bhi maodoo.
Ye hadees mauzu nahi hai "al mustdarak al hakim" mein Hadees no 4228 hai, ye Hadees saheehain ki sanad per saheeh hai, Allah ke waste kuchch to khyal karo ....
Imam Zahabi ki Talkhis al Mustadrak main Dekhen Imam Hakim pe mohaddaseen ne jira ki hain Al Mauzuaat main dekhe Imam Ibn Jawzi ki usmain Imam Zahabi ne ise maudu karar diya
Jawab chahiye hame . 1) Toh ye batau pehle Adam Alaihissalam Ko Allah Ne paida hi kyu kia jab nabi rasul allah ko paida karna tha . 2) aur maghfirat kaise huvi ye bhi batau. 3)Aur Rahi Baat Hadees Ki toh pehle ke loog joh keh chuke hai woh sahi hai ya abhi aap bolrahe hoo woh sahi hai . 4) Sahi Hadees Ke bare Me kya kahoge jis jis mohaddisin ne hadees bayan kia woh sahi hai usko kaise justify karoge . 5) aur shuru me aapne hazrath umar se suna bola toh baad me woh shaks kaha se aaye pura waqia hi palat dia aapne .
Hadees mei sanad hoti hai. Ab umar radiallahu abhi toh nahi pahunchaye hai iss hadees ko imam hakim tak. Kisi na kisi ke waaste se pahunchi hai toh un waasto ka mu tabar hona zaroori hai Aap usool al hadith seekhiye
Allah Hu Akbar
Allah aapke ilm me barkat de aur sunne waale sabko hidayat de
Alhamdulillah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Mashaa allaah Zain, jazaak allaah Khairan
Very good explanation
I trust u today until I will do research 🔬
My self in hadith
بیشک اللہ اکبر کبیرا!
Jajak Allah khair
جزاكم الله خيراً كثيرا و أحسن الجزاء في الدنيا والآخرة
ALLAH taala musalmano par rahmat farmaa
ar chatha ameeen
Ameen
Barakallahu feekum❤❤❤❤❤❤❤
excellent explanation
Mujko aap ka bayan bohot passand hai allah ke bande ho aap sache mashallah allah aap ko or hidayat de
Perfect clarification
Jazakallah khairan❤❤❤❤
JazakAllah khair 🎉🎉❤
جزاك اللهٌ خيراً
Masha Allah... bahot khoob.
Bahot hi accha Jawab hai, Masha Allah
Allah aap ko aur Ilm de Aamin
app kiy ibne kaseer ke bare may kiy khaliye hai
Alhamdulillah...Muhtod jawab .
Allah aap ko or hok par rahne sahne or QUR'AN or Hadees Tahkik karne ki towfic de.....Ameen
Mashallah
Allah abu zaid sahab ko lambi umar de
Aur inke ilm m izafa de
Aur kaafiron aur mushrikon se inki hifazat farmaaye
Aameen
Aameen
Aameen
Aamin
جزاك الله خير الجزاء
وليس للعباد حق واجبُ ،،، عليه ولا سعيٌ لديه ضائعُ
إن عذبوا فبعدله أو نعموا ،،، فبفضله وهو الغني الواسع
Jazakallah u khaira
Ma sha Allah, beautiful explanation bhai
This hadith is declared sound (sahih) by al-Hakim in al-Mustadrak (2:651, Hadith No. 4228), although he acknowledges Abd al-Rahman ibn Zayd ibn Aslam, one of its sub-narrators, as weak. However, when he mentions this hadith he says: "Its chain is sound, and it is the first hadith of Abd al-Rahman ibn Zayd ibn Aslam which I mention in this book"; al-Hakim also declares sound another version through Ibn `Abbas.
Haan bhai bin taharat ke paida huve logo ko sahi cheezo se nafrat hoti hai kyu ke unka wajood hi napaak hota hai
False
See Talkhis al mustadrak of Imam Zahabi Imam hakim ki mustadrak Muslim aur Bukhari ki sharton par nahin hain Imam Zahabi ne isse maudu karar diya
@@mushahedraza5962 behaya tts
@@mushahedraza5962 ek aurat dikha jo pichwade se bachha paida karti ho tere yaha hota hoga sab k yaha nahi hota besharam Allah is baat k liye tujhe duniya aur aakhirat mein sazaa de Ameen
thanks logoon ko shai knowledge dene ke liye
Assalam alaikum masha allah tabarallah
Assalamualikum Mashallah jazak allah khair
mashallah sheikh sahi kaha apne
Manhaj e salaf is the safest way !!!
Write durood with prophet's sal ALLAAHU alaihi wasallam name everywhere
❤❤❤❤❤❤
MashaAllah
Masha Allah ❤️🌹🙂🤝🤲💐🤗
Mashallah ❤️
Jazaak Allahu Khairan
ماشاءاللہ بہت خوب
maashaallah
so nice explanation
السلام و علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ
حق سے دعا کرنے سے کیا مراد ہے؟
mashaAllah hafizahullah
Very good 👍👍👍
اللہ آپ کے الم میں برکت دے
سوره هود. آيت 7. ...دنيا ك تخليق كا مقصد بتايا. .ليبلوكم ايكم احسن عملا. .
AllahuAkbar
Sal ALLAAHU alaihi wasallam
best explanation
Masha allah zaid zameer sahab..
Osam
Br imran excellent speach in the world
Abe sister imran hai woh khabees
@@ahlesunnatwaljamat1767 Barelvi brothers,plz learn islam correctly 🤣😁😂🤣😁
@@MohammedSohail007 Abey samjhne ki tujhe zaroorat hai..
@@shadab_025 Vo toh aapke baat cheet ke andaz se hi lag rha hai ki kisko seekhne ki zaroorat hai
@@khanrehan830 Arey Wah Bohot Khoob... Aap toh Gyaani Hain...
Ma Sha Allah g Nice
Ma Sha Allah
Iss hadees ka zaeef hone ka reference do
bohot achcha
bht achha... .. samzaya apne
i ned its english translation ..For The sake of Allah..can any Akhi hlp me ..here
Assalamu Alaikum brother,
we have added english translation to this video.
Allah apko.sehat.de
Aameen
sir yahan kisi kitaab ya hadees ka hawala bata sakty hain to bata dain plz
Watch it carefully
Al mustadrak lil hakim main hain yeh riwayat Lekin yeh hadees mauzu hain jhooti hain imam ibn Jawzi ki kitab hain al mauzuat usmain iska zikr hain
Imam Qadhi Iyaad (rah) considered it Sahih and famous because he narrated it under the Chapter No. 3 of his Ash-Shifa in which he said: This Chapter is about “SAHIH AND FAMOUS” narrations (الباب الثالث فيما ورد من صحيح الأخبار و مشهورها), and he says that Abu Muhammad al-Makki and Abu al-Layth al-Samarqandi mention it; Qadi `Iyad says: "It is said that this hadith explains the verse: 'And Adam received words from his Lord and He relented towards him' (2:37)"; he continues to cite another very similar version through al-Ajurri (d. 360), about whom al-Qari said: "al-Halabi said: This seems to be the imam and guide Abu Bakr Muhammad ibn al-Husayn ibn `Abd Allah al-Baghdadi, the compiler of the books al-Shari`a devoted to the Sunna, al-Arba`un, and others.'" This is confirmed by Ibn Taymiyya in his Qa`ida fi al-tawassul: "It is related by Shaykh Abu Bakr al-Ajurri, in his book al-Shari`a.
Bhaiyya bukhari aur muslim ki shart pata hai ki nahi kisi hadith ko sahi hone ke liye.
Agar iss kisam ka dhaeef raavi hoga toh hadith ko qatan sahih ka darja nahi milta.
@@khanrehan830reference?
Allah ap devbandiyo ko sach bolne or Haq par chalne ki taufiq atah farmaye...ameen..
Bhai sheikh ahle hadith hai
Sahi hai 👍👍👍👌
Mash Allah
اللہم انی اسالک واتوجہ الیک بی محمد نبی الرحمۃ ۔۔۔اس کا کیا مطلب ہے
Ye doogle hai ab tak jawab nahi de paya abhi kya ghanta🛎️ dega
plzzzz yeh koi hadees bata skta hai k kis hadees mei likha hai k Hazart Adam AS ki dua Nabi Pak saww k waseely sy qabol hu plzzzzzz koi hadees ya ayat
المستدرک علی الصحیحین للحاکم رحمۃ اللّٰہ اور یہ حدیث موضوع یعنی جھوٹی ہے
@@mansooryousuf9784 mtlb yeh galt hai fake hai
@@aishakhalid922 yes
@@aishakhalid922 Assalamualaikum.. Yeh hadees sahih hai Waseele wali Hazrat Adam Alaihissalam ki Nabi paak ke zariye se... Apko ek nahi darjano daleel maujood hain Alhamdulillah!!
Fake hai
masha allah
BRAILWION ka to poora mazhab ho zaeef aur maujoo HADEESon par hi hai
Beta tum wahabi to tumko Nabi S.A.W ki koe bhi shaan pasand nahi tabhi tere mullah ka muh kala
@@GAMERCHILD909 bhai agar muh kale ki bat hi Kara to sun ..hazrat bilal razilallh tala anhu nabi sallallahu alahi wassal ke sabse payre sahaba the
@@GAMERCHILD909 yeh koi daleel nhi di aap ny keh apky mulla ka moh kala , koi to hosh k nakhun lia kryn,
Deen wahi jo Nabi Pak SAW sy or sahaba sy sabit ho
😂Jo tunhe padhaya gya bass maan liya khud maloom bhi kiya ki yeh Hadees Sahih ul isnad hai... Ba hawala maujood hai ek nahi darjano daleel hai iss hadees ke upar ke yeh sahih hadees hai.. In janab se daleel toh poocho kitab ka naam safa vagerah ya bass hawayi firing..
Aur tumhara kahi se bhi na maouzu bhi sabit nahi hota hai na hi sahi kisi sahabi se aap log wabasta ho beech me kahi se bhi aake hum se seekh ke humko hi sikhana ye kab chood dia aapne .
masaallah
Right sir
Ibn al-Jawzi also considers it sound (sahih) as he cites it in the first chapter of al-Wafa bi ahwal al-mustafa, in the introduction of which he says: "(In this book) I do not mix the sound hadith with the false," although he knew of `Abd al-Rahman ibn Zayd's weakness as a narrator; he also mentions the version of Maysarat al-Fajr whereby the Prophet says: "When satan deceived Adam and Eve, they repented and sought intercession to Allah with my name"; Ibn al-Jawzi also says in the chapter concerning the Prophet's superiority over the other Prophets in the same book: "Part of the exposition of his superiority to other Prophets is the fact that Adam asked his Lord through the sanctity (hurmat) of Muhammad that He relent towards him, as we have already mentioned."
See imam ibn jawzi al mauzuaat imam zhahabi classified this Hadith as maudu
👌👍 jazakallah kher
Hadees no kya hai or kon si hadees hai
aap ne kya suna bhai??
Admin se sawal inse pucho surah bakrah aayat no 89 ki tafseer kiya hai
Aap bhi Musalman lagte hain, aap bhi tafseer padh sakte hain
Mohammad sabir Abhi tak nhi padha aap bolo Kya hai tafseer
أدم عليه السلام ني نبي كا وسيلة ..يا نبي نه هوتي دنيا ن هوتي سب موضوع...مستدرك حاكم.
Personal clarification....
ONLY by saying some .. AAlims a hadith does not become daeef.. When many many sound high scholars follow this hadith..
Usool ul hadith ka ilm hai?
Agar hota toh yeh sawaal nahi karte,
Oh mai toh bhool gaya thaa ki aap logo ka toh quran o hadees se kuch waasta hi nahi hai.
Aap toh phele believe krte ho fir uski daleel ke liye tahrif krte ho
Kittab read Karo Quran hadis maslake anle hadees
सुरातुल अल हिज़्र आयात संख्या 28 ऐसे क्यों कहा गया है
50 barelvis who disliked
Hadeesh no. Bata sakte h
4228
Nooh AS se sanad batayega 😀
jab etne bade jaeef the tab likhi kiyo likhi tab ab tak ap log isko chap kiyo rahe ho
Isliye print kar rahe hai kyunki Haakim me kayi saari sahi hadees bhi hai.
Bhai zaeef hadees isliye likhi jaati hai taki aage chal kar ummat ke saamne yeh hadees aaye toh unko pehle se pata ho ki yeh hadees toh zaeef hai
Ap kahna Kya chahte ho ?ap musalmamo KO jhudne ka kam kijiye .dunya me aysi chiz hai Jo hadis KO sahi ya ghalat sabit Kare.aise TH-cam munazare se kuch hasil nahi hota sivaye musalmano k darmiyan nafrat k.Allah Hidayat d sobko aur sobko maff Kare ameeen
Kam ilm Abu zaid
Iman hakim ki riwayat ko kisi Aur be maduh kaha
Tum ne man lia Imam hakim k sath Baki ki sanad walo ne kia kaha wo q nahi mannah
Bhai ilm ul hadith ki thodi bhi pakad hoti toh aap yeh sawaalon nahi puch rahe hote.
is tarah to imam bukhari ke . rawee . ne bachenge
jis ko kisi na kisi muhaddis ne bura na kaha ho..
but i wonder how adam ( as ) knows arabic by birth? thats why it is juta hadith..
masllah
Iblees
خصائص الكبري مي بهت حديث هي مغر كل موضوع
Galat baat hai
Aisi ahadees jo muhadisseen ke nazdeek zaeef tareen hen to mohaddiseen wo ahadees kitabon men kiu likhen
Jb ahadees kamzor ya zaeef ya galat hen to wo likhne ki zarurat hi nhi thi
Maamla hi khatm hojata
Please study hard
You
Waseela nahi liye the
Quddus Ansari
Nabi s.a.w.w se emaan mil sakta hai yaani jannat to dunya me kuch nhi mil sakta hahaha very funny
Jaisa k shaikh ne hadees samjhayi hai, aaj k daor mein, Tablighi jamaat ke ulama bhi usee Abdurahman bin Aslam ki tarah Hadees ke mamlay mein waahiyaat log hain. Isee liye Tariq Jameel samet Tariq Masood ki qism k waahiyaat log jaahilon se wah wah batorne ke liye unko ghadee hui hadeese sunate rahte hain.
Maodoo riwayaton ki tarah iss jamaat ka aqeeda bhi maodoo aur inkay Aamaal bhi maodoo.
Ye aadmi quran pada uska mana bhi kiya phir bhi quran ko nahi mana to is ko bolte hai kafir quran ko nahi mana
Bhai yaha baat hadees ki chal rahi hain
नबी की अजमत शैतान को हजम कभी नहीं हो सकती
mohd ilyas 😂😂😂😂😂
maudhu aur daeef hadiso ka bareilvi maslak..
Jhuti baat kabhi bhi azmat ka zariya nhi ban Sakti.
Woh sirf jhute maslakon ki daleel ban Sakti hai.
Indeed
Kya yeh Nabi sallalla aliwsallam ki azmath hai "Mohd" ka likhna. Adab k saath pura naam lkhye.
mohd ilyas mean bolon ki aap ke dada ya pr dada 50 bar haj kiye they to be on ki ijjat hai beijjati Jo bhi sach ho wahi thik hai
Ye hadees mauzu nahi hai "al mustdarak al hakim" mein Hadees no 4228 hai, ye Hadees saheehain ki sanad per saheeh hai, Allah ke waste kuchch to khyal karo ....
Imam Zahabi ki Talkhis al Mustadrak main Dekhen Imam Hakim pe mohaddaseen ne jira ki hain Al Mauzuaat main dekhe Imam Ibn Jawzi ki usmain Imam Zahabi ne ise maudu karar diya
Galat h..
Jawab chahiye hame .
1) Toh ye batau pehle Adam Alaihissalam Ko Allah Ne paida hi kyu kia jab nabi rasul allah ko paida karna tha .
2) aur maghfirat kaise huvi ye bhi batau.
3)Aur Rahi Baat Hadees Ki toh pehle ke loog joh keh chuke hai woh sahi hai ya abhi aap bolrahe hoo woh sahi hai .
4) Sahi Hadees Ke bare Me kya kahoge jis jis mohaddisin ne hadees bayan kia woh sahi hai usko kaise justify karoge .
5) aur shuru me aapne hazrath umar se suna bola toh baad me woh shaks kaha se aaye pura waqia hi palat dia aapne .
Hadees mei sanad hoti hai.
Ab umar radiallahu abhi toh nahi pahunchaye hai iss hadees ko imam hakim tak.
Kisi na kisi ke waaste se pahunchi hai toh un waasto ka mu tabar hona zaroori hai
Aap usool al hadith seekhiye
Qurane hakim main is bahesh ka kahin bhi zikr nahin hai
Lakdawala saheb: eh Hadees ki baath kar rahey hain. Who bhi jhooti hadeeson ki.
Jhuute yeh bhi baata iska maatan sahi