एक पेड़ की छांव में 4 आदमी विश्राम करते थे, ठंडी हवाएं चलती थी, लेकिन धन्यवाद है सरकार का, जिसने पेड़ काट कर लोहे की छत लगा दी, जिसके नीचे अब 10 आदमी विश्राम कर सकते हैं, हां अब वो ठंडी हवाएं भी नही रही तो, कूलर लगाने पड़ेंगे,जिसका खर्चा उन्ही 10 आदमियों से लिया जाएगा। आधुनिकता प्रकृति को खा रही है, जिससे हम तरक्की कहते हैं।
Last Manali ki series dekhne ke bad ye chopta uttrakhand ki video dekhkar dono State main kitna fark hai saf dikh rha hai. Kahan Manali Himachal main bina barfbari ke bhi tourist ki bheed thi, aur yahan barfbari hone ke bavjood kitna sunapna hai, tourist hi nahi hai traffic bhi nahi sab khali khali sa hai.
Aap ek addtion kar do Jab bhi kisi beech ki jagah pahuche, to starting point se total time aur distance bhi likh dijiye. Jaise abhi sirf agatyamuni likha hai 20.26 min pe
Video thodi jaldi shuru kra kro please intro etnaa lamba yrr quite boring na anyway tqu so much for this lovely jankari ❤jai shree ram mera sawal apse ye hai bhaiya ji ki march mahine me jaa sakte hai?? Tab snowfall,thand hogi kya?? Ans zarur dijiyega
Mattu bhai ek sawaal bhi puchna hein Haridwar aur Rishikesh kay beech ek lamba flyover ban raha tha Jo jungle kay beech mein sey hokay Tikal raha hein agar aapko samajh aa gaya ki mein kis flyover ki baat kar raha hu toh kripya bataye uska aaj ka latest status kya hein wo complete ho gaya ya nahi??
Mein yaha chopta jaa chuka hu 2010 mein ....magpie camp mein ruka tha.....uss time mein aur ab time mein qafi change ho chuka hein......uss time yein side railings nahi thi
Jab mei devparyag pahucha bhai to muje yaad aaya mere ek bhai hai jinka naam Lena hai par muje comment nahi mila jis vajah se naam nahi le paya , Par aage apko shikayet ka moka nahi dunga bhai
Nahi aap samjh hi nahi pa rhe hai kya mei kya dikhatu hu , Pahla bhai apko rishikesh se 170 km ukhimath tak pura rasta dikahat hai or dusra part apko snow mei drive or chopta tak ka route dikhayega , Muje lagta hai apko samjhna chahiye pahle
@@Mattu2664 kitni baar dikahoge rishikesh tak ka raasta aur ye sab short me ek video me ho skta h ya fir 2nd part ka thumbnail mat lgaya kro don't be oversmart to make people fool
Arey bhaia yeh log chutiya hote b jo samaj ni sakte hai, innko bas dusro se jealously rakhni hoti h ki yeh log kesa ghum rahe h. Aap esa hi kaam karo, m aapko bhot support krta hu😊
Aap bade Aram se ja sakte hai koi dikkat nahi hai Aap chopta tak bade Aram se ja sakte hai vaha se 3 km pedal track hai tungnath ji ka agar barf jyda na ho to aap ja sakte hai
एक पेड़ की छांव में 4 आदमी विश्राम करते थे, ठंडी हवाएं चलती थी, लेकिन धन्यवाद है सरकार का, जिसने पेड़ काट कर लोहे की छत लगा दी, जिसके नीचे अब 10 आदमी विश्राम कर सकते हैं, हां अब वो ठंडी हवाएं भी नही रही तो, कूलर लगाने पड़ेंगे,जिसका खर्चा उन्ही 10 आदमियों से लिया जाएगा। आधुनिकता प्रकृति को खा रही है, जिससे हम तरक्की कहते हैं।
भाई वक्त के साथ हर चीज और हर सुविधा को बदला जाता है यही प्रकृति का नियम है ,
Very right sir
Kuch log Tarakki to chahte hai lekin usaki kimat nahi chukana chahte 😅😅
Right
Bahut Badiya Jankari
Jai shree Ram
🙏🙏
Purani yaad taza ho gai mai bhi tungnath ji isi raste se gya tha chota hai but sunder bhi hai hum raat ko gye the is raste se
Accha bhai
Bina Time Kharab Ke Satiq jankari or Badhiya video Banate Hain
Thankyou so much sir
Bohot achi video bnatey h aap mazza ajata h
Thnku
Last Manali ki series dekhne ke bad ye chopta uttrakhand ki video dekhkar dono State main kitna fark hai saf dikh rha hai. Kahan Manali Himachal main bina barfbari ke bhi tourist ki bheed thi, aur yahan barfbari hone ke bavjood kitna sunapna hai, tourist hi nahi hai traffic bhi nahi sab khali khali sa hai.
Vivek bhai uska ek Karan haj jo meine second part mei dikhaya hai , aap dekhna second part
@@Mattu2664okay
Y bhi aj he dekhai h tv pr fer phone m search ki hai v nyc video bhai ❤
Thnku bahen 🙏
good job bhai ji
knowledge full, Maximam Road knowledge in this. so continue..........
Thnku brother
Nice explain very nice
Thnx
Superb nice bhaiya
Thnku
Very nice video Bhai 👍👍👍
🙏
Kal hi hokr aaya m haridwar se chopta scooty se gya tha bhut shandar experience rha tha mera
Bhai Chopta tak pahuch Gaye aap
@@Mattu2664 ha bhai phuch gya tha chopta se 8km phle scooty side lgani padi kuki blck ice thi to sleep horha tha
Accha
Bhai kon si date pe hoke aaye ho aap
@@Mattu2664 bhai m 3 ko aya hu
Accha
Sir apki gadi ki headlight bahut kamjor he 6:30 itna andere me kitni Kam he bilkul road PE hona chahiyeroshni tarch se bi Kum he roshni
Nahi bhai
Bhai barish ke baad apki gadi light kam lagti hai
Chopta a most beautiful place to Chamoli district. Mini Swiss 👌👌👌👌👌👌👌🕉️🕉️🕉️
Right
🕉️🕉️🙏🙏🤗🤗 I LOVE MY HARI OM HARIHARJI NAMAH:❤️❤️👌🏻👌🏻🛐🛐
🙏🙏
Full enjoy
🙏
Aap ek addtion kar do
Jab bhi kisi beech ki jagah pahuche, to starting point se total time aur distance bhi likh dijiye. Jaise abhi sirf agatyamuni likha hai 20.26 min pe
Ok bhai
@@Mattu2664 👍💯🙏
मट्टू भैया आपका नया व्लाॅग कब आयेगा
Kal
@@Mattu2664 आपका बहुत बहुत आभार
मट्टू भैया जिंदाबाद
Video thodi jaldi shuru kra kro please intro etnaa lamba yrr quite boring na anyway tqu so much for this lovely jankari ❤jai shree ram mera sawal apse ye hai bhaiya ji ki march mahine me jaa sakte hai?? Tab snowfall,thand hogi kya?? Ans zarur dijiyega
March mei ja sakte hai aap par snow milegi ya nahi ye kahna mushkil hai , par tungnath ji pe apko barf milegi
आप भी अगली गाड़ी 4x4 वाली लेना।
Ji bhai
Bhaiya ji agla vlog chopta to auli ka banana via gopeshwar
Socha to tha par snow ne sab fail kr Diya bhai
सर में कन्फ्यूज हो गया आप दिल्ली निवासी है या उत्तराखंड हरिद्वार निवासी ।मस्त ब्लॉगिंग🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai Dono jagah Hum rahet ahi
Petrol pump raaste m milte rehte hai na
Bhai last apko 45 km pahle milega jaha humne diesel liya
Mattu bhai ek sawaal bhi puchna hein Haridwar aur Rishikesh kay beech ek lamba flyover ban raha tha Jo jungle kay beech mein sey hokay Tikal raha hein agar aapko samajh aa gaya ki mein kis flyover ki baat kar raha hu toh kripya bataye uska aaj ka latest status kya hein wo complete ho gaya ya nahi??
Vo flyover dudha dahri chowk ka hai or 2 se 3 din mei start hone wala haj
Rishikesh se chopta tak direct texi mill jaygi ?
Bhai mil sakti h
Sir ji Sawan me kadarnath jane me koi problem tu nhi hai
Nahi koi dikkat nahi hai bus हाईवे की जानकारी लेके और मौसम देख कर जाए
Room mile me bhi koi problem nhi hai
Mein yaha chopta jaa chuka hu 2010 mein ....magpie camp mein ruka tha.....uss time mein aur ab time mein qafi change ho chuka hein......uss time yein side railings nahi thi
Aapne sahi kaha tab or ab mei bahut fark hai
Sir kha ki video h
Chopta sirf 200 km dur rishikesh de
Bhai aap ne naam nahi liya. Ye to galt bat h. Mein ap ki shari volg dekhta hu.
Jab mei devparyag pahucha bhai to muje yaad aaya mere ek bhai hai jinka naam Lena hai par muje comment nahi mila jis vajah se naam nahi le paya ,
Par aage apko shikayet ka moka nahi dunga bhai
Aapne tungnath trek kia tha?
Kitni snow thi?
2 saal pahle snow mei kiya tha
Snow mein tyre pressure Kitna karna chahiye Jisse slip Kam kare.
20
Thanks
Bhaiya second vlog kab aayega ?
Parso bhai
Rishikesh se Chopta tak aapko total kitna time laga?
Bhai agar aap Aram se chale go 5 ghante maximum hai
@@Mattu2664 acha, thanks 👍
Link aap ne ek bhi nediya description me
Bhai kon si video ka link chahiye apko
@@Mattu2664 devparayag or rudraprayag ghat and joining of alaknanda and
@Mattu2664 Tungnath Trak Video Link
@@Luckytraders.
th-cam.com/video/ZQVF9tPdx94/w-d-xo.html
Hanji mattu saab ki haal aa
Badiya ji
Is bnde ki video ka hamesha 2nd parta hi dekha kro kyu ki ye 1st video views k liye dalta h actual info in the 2nd part
Nahi aap samjh hi nahi pa rhe hai kya mei kya dikhatu hu ,
Pahla bhai apko rishikesh se 170 km ukhimath tak pura rasta dikahat hai or dusra part apko snow mei drive or chopta tak ka route dikhayega ,
Muje lagta hai apko samjhna chahiye pahle
@@Mattu2664 kitni baar dikahoge rishikesh tak ka raasta aur ye sab short me ek video me ho skta h ya fir 2nd part ka thumbnail mat lgaya kro don't be oversmart to make people fool
Jisne pahle dekha hua hai vo skip kr sakta hai par Jo pahli baar dekh rha hai uske liye pahla part hai ,
@@Mattu2664agree
Arey bhaia yeh log chutiya hote b jo samaj ni sakte hai, innko bas dusro se jealously rakhni hoti h ki yeh log kesa ghum rahe h. Aap esa hi kaam karo, m aapko bhot support krta hu😊
❤❤❤❤😊
🙏
Kabka video hai bhai
Bhai 1 Feb ka
Aap itni gaadi kesa drive karleta ho bgaiya😮
🙏🙏
Ek vlog delhi to Jaisalmer ka bhi banao
Ji
march 11 me snow fall hoga kya?
Snow fall ka pta nahi par snow jarur milegi apko
Bhai me 8 ko Chopta ja raha hu tungnath ke liye,
Sahi idea h ?
Chopta bhi sahi hai or tungnath bhi
Kya abhi tungnath jna sahi h ya nhiii
Pleasee reply kriyee aaj hmara rishikesh ka train h waha se tungnath jnaa sahi rahega ya nahi pleasee btyee
Aap bade Aram se ja sakte hai koi dikkat nahi hai
Aap chopta tak bade Aram se ja sakte hai vaha se 3 km pedal track hai tungnath ji ka agar barf jyda na ho to aap ja sakte hai
Mast vlog h
🙏
@@Mattu2664 bade mast h vlog meh 2 hours se dekh raha hu mene creata diesel li h ab meh yahi chopta wala jauga ghumne
Hokar aao bhai
Apko koi dikkat nhi ayegi
Delhi to bikaner 😭
Feb last
❤❤😂😂👍👍🙏😊
🙏
🙏🙏🙏🙏....
🙏
Tu b local haii be 😂
Ji mei local se hu
Awaaj puri bakwaas haii be
@@BawaYT-uw2xc 👍
BJP ka pakka dal raha hai BJP ke talve
Kya matlb