Bhai ,Maine aaj bike (sp shine) service karayi thi ,to service centre par bole ki gaadi oil utha rahi h,tab se tension thi ,lekin aapka vedio dekh k relax hu ,ki aisi koi problem nahi h,thank bhai or me Castrol k alawa dusra oil nahi dalta,or2500 km par change bhi kar deta hu
Bahut acchi knowledge the aisi aur Bina Lage update raho aisa karo nahin to alag se website banaa Lo jis per itne charge le karenge aur usko back karo to tumhen knowledge milegi aisa bhi kar lo bhai koi dikkat nahi hai
Bhai me apkha bahut bdha fen hu hor apki sab video dektha thanks apko but me kota se vilom kartha hu mere pas splender i3s bike he but koi problam nhi he me apke bathe topik par chaltha hu bhaki jab b enjon ka kam hoga apke pas e hahunga pkhaa
Bhai meri bike daily 60km chalti ha 70 ki speed ke around aur maine kai tarh ka oil use krke dekh lia 1500 km se jada nhi chalti oil khtam ho jata ha. Bajaj ct-100 bike ha
Engine designed hota hai specific size of piston kelie.so its better not to do such experiment with ur engine. Lagjaega adjust karke lagane se bt jaldi hi kuch aur isue aajaega gadi mein ..nahi lagana behetar hai
Brother Pakistan me rahta hoo apki vid dekhe boht achi legi.meri Honda prioder 2000 model hai meri bike dhowa nahi deti lakin 600 km chenle k Baad oil ghara ho jata hai ingine ka sound theek hai pick up theek hai Mera shok hai lambi drive kerna aik hi bar 120 km Chela leta lakin speed 65 se oper nahi Jane deta plz reply me
Bhiya Apache 160 mein Maine Castrol oil 2 month pahle dala tah or ajk ko chek Kiya to usma se 700 oil nikla to maine oil change kr diya or phir se dal Diya kuch problem ha kya bike mein
Mere pass Bajaj discover 125cc bike hai Bajaj oil dalne se engine smooth nahin lag Rahi hai Kaun sa oil dalu best hoga discover 125 gadi ke liye Please reply
Sir Mera pulser 220 ka silencers ka jali tutka andar nekalka jasgaya ha Mera bike overheat vhi hota ha smoke vhi nekalta hai our engine oil v consume karta hai akpa Jess mechanics kyou nahi ha hamara pas machenic k pas jau toh bolts hai new engine oil dalna hoga fer say wohi problem aata hai
Bhai silencer bhi khulwa ke dekh liya koi dhua nahi hai, spark plug bhi saaf hai, koi missing nahi mar rahi, par fir bhi engine oil kam ho raha hai, 1000 km pe 500 gm, classic 350 BS4 pls suggest
maine meri honda cd 110 dream dx mai Castrol 3x 3000km range vala oil dalvaya tha aur 3000 kms gadi chalane ke baad oil badla to 600 ml jitna oil nikla , almost 200 ml kam nikla to kya ye koi problem hai? Answer please
Maine apni pulsar and access me synthetic oil daala n dono ki head oil seal leak ho gyi and oil leakage shuru ho gya fir muje head rubber gasket change karna pada so mineral oil hi theek hai synthetic oil in bikes ke liye jaroori nhi i think
रोज पूरे दिन अधिक से अधिक instagraam पर जानकारी देता रहता हूं ये रहा लिंक
हमसे Instagram पर जुड़ने के लिए यहां क्लिक करें
instagram.com/arv.brothers/
Sir phone number mil sakta hai aapka
Pulsar ki carborater tuning ki vdo bnao Bro ❤️
Bhai mera bhi yehi problem hai ,same ,motul 7100 use karta hu fir bhi
Meri Bike me Same Problem thi... 700-800 Km me Engine Oil 500 mL khatam ho Gaya tha...Lekin Bike धुंआ nahi de Rahi thi
.
Aap ke video se bahut sikhane ko milta hai Thanks sir ji
You are my guru sagar bhai aapki baja se bahot knowledge mili
Buy c and c construction restructuring candidate stock available at 7 rupees target 50 easily
सर आपणे बहोत आसान तरिके से समझाया आपका धन्यवाद ❤
Bhai ,Maine aaj bike (sp shine) service karayi thi ,to service centre par bole ki gaadi oil utha rahi h,tab se tension thi ,lekin aapka vedio dekh k relax hu ,ki aisi koi problem nahi h,thank bhai or me Castrol k alawa dusra oil nahi dalta,or2500 km par change bhi kar deta hu
Aap great work karte ho ho bhai
Ha sir chahiye aur video 🙏🙏🙏
Super bhai Honda dream Yuga me Honda kaa engine oil dalya 400 ml hei nikal aapne samjaya to aapki video se Sikh ke thik ki hei problem TQ bhai yrr
Same problem
Bhai aapki problem kaise solve hui
Same problem platina 100 cc me araha hai
Daily run 70km 1000 km pr adha oil khatm hogaya
Level down hogaya
Bahut achchhi jankari, iske liye dhanyavad.
बहुत ही सही जानकारी दी है भाई आपने।
Nice video bhai
Bro which is the best oil for passion plus 98 cc
Bhai bike tarbal leyti hai jaldi start nhi huti please ispar video banai
Bhai engine ki heat ki problem ko kaise dur kre isper bhi video bno plz
ha aise he video chchiye
भाई आप खुद अपनी वर्कशॉप में motul 3000 mineral oil डालते हो वीडियो में मना कर रहे हो?
Ye dl sakta hai but aur koi nhi😅😅😅
doglapan hai
😅😅😅😅😂😂@@AnujKumar-dr8wi
Ye chorba hai
Motul 3000 mineral oil nhi synthetic hai lodu or wo 1 ltr 1600 1700 ka aata hai baaki tmhari marzi motorex dalo liquimoly dalo
hi bhaeya may nepal se hu ap ke bhut bada fan
Bhai slincer kha se clean karvaye ye bataiye ya is par koi video banaiye
Kiya tapid loose hone pr bhi ingin oil km hotaa h
@ARVBrothers Bhai jupiter me kon sa oil dalna chahiye
Thanks for valuable jankari di 🙏
Good msg bro mere pass seplndar bike hai or uska oil bhi khatm ho jaata hai bar bar
Very good sujis bro
Bahut acchi knowledge the aisi aur Bina Lage update raho aisa karo nahin to alag se website banaa Lo jis per itne charge le karenge aur usko back karo to tumhen knowledge milegi aisa bhi kar lo bhai koi dikkat nahi hai
Bahut badhiya bhai
Thank you very much bro ❤
Mast video bhai
iam from Karnataka gulbraa good spceh sar
Namskar bhai hamari ct100, 2019 modal injan garm bahut ho raha hai and mobil bhi kam ho raha hai dhuan bhi nahin de raha batao kiya kami hai
Bhai me apkha bahut bdha fen hu hor apki sab video dektha thanks apko but me kota se vilom kartha hu mere pas splender i3s bike he but koi problam nhi he me apke bathe topik par chaltha hu bhaki jab b enjon ka kam hoga apke pas e hahunga pkhaa
Bhai aapne garrage pe visit kar sakte hai
Bhai meri bike daily 60km chalti ha 70 ki speed ke around aur maine kai tarh ka oil use krke dekh lia 1500 km se jada nhi chalti oil khtam ho jata ha. Bajaj ct-100 bike ha
Same to same me... My bike shine sp
Sir , speed 45-50 Ki speed me kam nhi hogaaa,
S2s
Bhai is case me shell advance oil jayada acha rehta h
Same bike same problem
Vaiya ji, mera yamaha sz r second hand bike race karne se white smoke de rahin hain, kya karoon? Please reply 🙏❤️
Apki shop kaha par hai...?
Full add batao...
Hello Sir meri tvs sport 1000 km me 500 nl oil mi leti hai kya karna chahiye Arv Brothers Please Guide Me Sir
Agar dhua mar rhi hai to piston wal ka kaam hoga agar dhua nhi maar rhi to air filter or pipe badlwa do problem theek ho jayegi
Lekege chak krna khi sey oil to nhi nikal rha
Ustaaj teri shop h kit ya
Sir apache 160 exlater dy ky chodaty h to pataky marti h ksy thk krry
Sir apache 160 ki carborater ki tuning set ksy kry
Aapka workshop kaha hai
Very very thanks sir
सर आपने रबड़ी का नाम लिया तो मेरे मुंह में पानी आ, इन सर्दियों के दिनों में रबड़ी बहुत खाई जाती है, आज तो सौ ग्राम रबड़ी और एक गिलास दूध का पक्का है
Very nice video bhai ji 👌
Apache rtr 180,2015 model konsa injens oil dalu
Bhai agar cluch assembly kharab ho to bhi oil khati hai gadi.
Important
Sar aapki shop kahan per hai
Bhal me deluxe me survo oil dalta hu
Kya sahi h
Bhai on job training with stipend de sakte ho kya?
Thank you bhai 🙏
Sir CT 100 bike mein konsa engine oil best rahega Castrol or Motul
Motul
2012 splendor me ingine oil khatam ho rha hai lekin dhuva ni de rhi hai gadi.....kya kya krwana pdega btao sir ji please reply
hello bhai mere pass cbr250r h isme kun sa engine oil kun sa dale 10w40 ya 20w40 ye pls bataye kun sa acha oil ho brand kun use kru ye bhi bataye pls
Motul 7100 10w40 or shell advance ultra 10w40. In dono mese koi bhi daale. 1.5l ka dabba milta hain.
Semi Synthetic Oil Use Karo Bss...Bike User Manual me jo Grade Bataya hai wahi Grade use karo...2000-2200 Km par Service karwao...10W50 Ya 10W40
Aapki work Sahab kahan par hai aap mujhe gadi mein kam karvana
Bs6 super splendar 1300 km par chak keya to oil nikla 200 ml keya kare 2year bike replay sir
Bhai Gixxer sf 150 oil khari h gadii kitna kharcha ayga engine ka kam karan ma plz reply 🙏
eni engine oil is good or bad for my expulse 200 brother?
Full acceleratior dene pe dua te to uska mtlb
Apka workshop kaha h address dijiye,
Verivel
Thanx
Bhai aapki Shop kaha hai.mujhe bike pistan badalwana hai
Vary nice video
Sir bajaj discover 125 cc main 135 piston block laga sakte hain kya please bataye
Engine designed hota hai specific size of piston kelie.so its better not to do such experiment with ur engine.
Lagjaega adjust karke lagane se bt jaldi hi kuch aur isue aajaega gadi mein ..nahi lagana behetar hai
Hf deluxe bike servicing ke bad 2000 km chlne ke bad oil half ho gya kya prblm ho skti h leakege bhi ni h
Meri activa 2015 model h usme smoke nhi de rha h naa hi oil leak ho rha h aur mechanic kh rha h block piston change krna pdega kya yah shi h
Please clarify ki splendor plus 2015 ka carburator bhi clean karana chahiye kya
Agar mileage kam hogya aur baht saare issues derha hai tabhi karwaen or else mat karwana bro
Sir kause pata lagaye ki tunigh aut hay
Brother Pakistan me rahta hoo apki vid dekhe boht achi legi.meri Honda prioder 2000 model hai meri bike dhowa nahi deti lakin 600 km chenle k Baad oil ghara ho jata hai ingine ka sound theek hai pick up theek hai Mera shok hai lambi drive kerna aik hi bar 120 km Chela leta lakin speed 65 se oper nahi Jane deta plz reply me
Service ka time Agar 800ml old oil Dal da tu kya hoga ??
Bhai please reply yr . Meri bike ns160 hai wo chalte chalte band hori syd current ki problem hai. Kya karu yr paresan ho gya
Sir mere pas hero super splendor hai or isme engine oil apne ap Kam ho jara hai to sir isme kya Karna change
Bhi Mari CD deluxe bike hai oil bohut kam ho raha bhi batao kaya kam karway
Mast jankari
Sir honda shine bike ka piston change and crank thik me kitna kharcha aayega
Engine oil konsa company ka dale
Superb informative video boss 👌👌👌
Ok bhaiya thanks
Bhai Mera gari Activa 125 oil Kam horaha hai magar smoke nahi ho raha ha.... ma Kaya Karu??
Ha aur bhi jankari chahiye
TVs bs6 sports me kon sa oil use karna chahiye
TVs showroom ka oilo dalo vai
800km par 400gm kam ho gya hai, is it normal, I have hero ignitor 2014 model
No abnormal behaviour hai
Bhiya Apache 160 mein Maine Castrol oil 2 month pahle dala tah or ajk ko chek Kiya to usma se 700 oil nikla to maine oil change kr diya or phir se dal Diya kuch problem ha kya bike mein
Sir mere pass glamr h usme oil kam nahi hota lekin safed dhuwa deti hai kya reson hoga bataiye
Thx bhai for this video 👍
Mere pass Bajaj discover 125cc bike hai Bajaj oil dalne se engine smooth nahin lag Rahi hai Kaun sa oil dalu best hoga discover 125 gadi ke liye
Please reply
Sir Mera pulser 220 ka silencers ka jali tutka andar nekalka jasgaya ha Mera bike overheat vhi hota ha smoke vhi nekalta hai our engine oil v consume karta hai akpa Jess mechanics kyou nahi ha hamara pas machenic k pas jau toh bolts hai new engine oil dalna hoga fer say wohi problem aata hai
Super sir G ❤️
#sahilmotors
Bhai ap kaha se ho
Kya Pulsar 150 me 220 ka visor headlight lag sagta hai
Sir ap kaha se ho,, HONDA CB Shine me kon sa oll Dale,,,mei DUMKA se huu please reply
MOTUL 20/40
Aap kahan rahte hain
Thank you sir mast video hai👏👏🔧🔩🙏👍👌
Bhai silencer bhi khulwa ke dekh liya koi dhua nahi hai, spark plug bhi saaf hai, koi missing nahi mar rahi, par fir bhi engine oil kam ho raha hai, 1000 km pe 500 gm, classic 350 BS4 pls suggest
maine meri honda cd 110 dream dx mai Castrol 3x 3000km range vala oil dalvaya tha aur 3000 kms gadi chalane ke baad oil badla to 600 ml jitna oil nikla , almost 200 ml kam nikla to kya ye koi problem hai? Answer please
Maine apni pulsar and access me synthetic oil daala n dono ki head oil seal leak ho gyi and oil leakage shuru ho gya fir muje head rubber gasket change karna pada so mineral oil hi theek hai synthetic oil in bikes ke liye jaroori nhi i think
Sir please apna address send Kar dijiye mujhe apni bike service karani h thenkyou sir
Bhaee apki shop kaha hai
Sir meri bike me sab ok hai bas ek bat sach hua back wheel jaam ho rha hai barring change oil Kam ho gya bahut jaldi?
Ek din aapki shop par aaunga jarur
sure always wlcm
Bhai mere satha motul me bhi asha huva
Sir Activa 4g main 500 km main aadha oil Kam ho rha h ...kya 20w50 daalne se oil Kam consume hoga ... please suggest
Castrol