Boss mere sath ka ldaka hai usne ek freez Mai gas charge Kiya or leakeaj ko thik Kiya uske bad R134 gas Dali uske bad compressor thodi der chla cooling Kiya fir of ho gya dubara chalu hua hi nhi
Usne do freez Jo old ho gye th15 sal krib same process krake gas charg Kiya lekin bad m compressor thodi der bad bnd ho gya dubara chalu nhi hua wese compressor bhut पुराना हो गया था
Double door fridge me new compresser lga diya gas bhi charge kar diya candencer bhi garam ho rha h magar colling nhi kar rha 😢 koi advice dijiye please 😢
Sar double door fridge ke andar fan Maine lakar naya Dala tabhi bhi chalu nahin hota fan cooling ho rahi first class train nahin chalu hota kya problem hai sar bataiye
Sar aapke padhaane ka Tarika aur har ek ek chij batane ka tarika mujhe bahut hi achcha Laga aur sar ek question tha ki olp kab kab trip Karti hai matlab ki compresser ka temperature kitna Ho jaane per trip karti hai please sar bataen call sarguja sar mujhe lagta hai ki hamari French joke hai kyunki sar pichhle sal gas charge karvaya tha usse pahle jab ham fridge ko band karte the to agar 24 ghante ke bad ya jab chalate the 200 se 2 ghante ke andar bilkul badhiya Thanda kar deta tha lekin ab 5 6 ghante Tak lagatar nonstop chalta hai isliye mujhe lagta hai ki shauk hai please reply mein kya problem ho sakti hai suction pipe per eyes bhi a jaati hai bahut jyada der chalne ke bad
*हम आपके सब्सक्राइबर है और हम आपकी सभी वीडियो पूरा देखते हैं Like करते हैं और Share करते हैं।*
Sir aap sabse best hai
सर 🙏🙏❤️❤️ आप की जितनी तारीफ की जाए उतनी ही कम है ❤❤ Thank You Sir.....
बहुत बहुत धन्यवाद आपका गुरूजी
❤❤❤❤❤
आपका मार्गदर्शन बहुत सराहनीय है
Next video i am ready
Bahut achha very good 👌🙏🕉️
Bhai sahab namaskar mein ande ki dukaan lagata hun lekin aapka video dekh dekh kar do fridge kabad se kharida aur ek ban gaya pura saman le liya Hun🙏
Bahut khoob bhai
Very nice information sir gd job is ka dusre part kaha hai link share kijiye
भाई साहब सप्ताह में कम से कम एक बार लाइव क्लास
Allah tumhe salamat rakhe bhai ❤❤❤
Boss mere sath ka ldaka hai usne ek freez Mai gas charge Kiya or leakeaj ko thik Kiya uske bad R134 gas Dali uske bad compressor thodi der chla cooling Kiya fir of ho gya dubara chalu hua hi nhi
Usne do freez Jo old ho gye th15 sal krib same process krake gas charg Kiya lekin bad m compressor thodi der bad bnd ho gya dubara chalu nhi hua wese compressor bhut पुराना हो गया था
@@ronihindu1125chok ho gya hai vacuum pura karo
@@mahee.55 Bhai dhanywad reply ke liy lekin chok hone per compressor to chlta hi hoga na iska to compressor nhi chla dubara fir khub kosis ki usane
@@ronihindu1125 chok hone par compressor nahin chalata
Shukriya sir
Sir house wiring mein neutral wire main phase supply aana क्या fault हो सकता हैं
Bahut hi acche tarike se samjhaya sar aapane lekin compresser Empire se koi matlab nahin hai kya
Super Sir❤❤
Thanks
Bosch double door fridge ka compressor ke pas ek pipe pe water drop moisture type ka ai rahe hai. Koi problem hai.
Very nice sir
Sir chok clear karne ke baad kya gas bharna padta hai
sir ctc ke jagah par petrol us kar sakte hai kya
Sir kse pta kre ki kon se ac mai kitne size ki caplari lgi hui h
Oil charge prectical video banaye sir please help
Double door fridge me new compresser lga diya gas bhi charge kar diya candencer bhi garam ho rha h magar colling nhi kar rha 😢 koi advice dijiye please 😢
Flashing or vaccume sahi se karo or filter change Nhi kiye ho to karo ho jayega sahi
Frizer aadha thnda horaa aadhe m ice jmti to kya hoga?
Nice
Sir whatr cooler or deep freej ka bhi bnao plz
Jis freeze me NRB nahi laga hai us freeze ko bin pipe Kate kaise malum karege chok hai ya leakage hai
Sar double door fridge ke andar fan Maine lakar naya Dala tabhi bhi chalu nahin hota fan cooling ho rahi first class train nahin chalu hota kya problem hai sar bataiye
Sidha gas out karke. Pressure dalke. Leakage check karke. Brazing karke. Gas charge kardo bas.
वैक्यूम कोन करेगा भाई😂😂
@@amitsahani2157 😁😁😁
Bhai live class kab shuru hogi
Sir Mera d freezer hh 320 litre compressor trip kr ja Raha k q sir
❤❤❤
Jai shree Ram friend's
Sar aapke padhaane ka Tarika aur har ek ek chij batane ka tarika mujhe bahut hi achcha Laga aur sar ek question tha ki olp kab kab trip Karti hai matlab ki compresser ka temperature kitna Ho jaane per trip karti hai please sar bataen call sarguja sar mujhe lagta hai ki hamari French joke hai kyunki sar pichhle sal gas charge karvaya tha usse pahle jab ham fridge ko band karte the to agar 24 ghante ke bad ya jab chalate the 200 se 2 ghante ke andar bilkul badhiya Thanda kar deta tha lekin ab 5 6 ghante Tak lagatar nonstop chalta hai isliye mujhe lagta hai ki shauk hai please reply mein kya problem ho sakti hai suction pipe per eyes bhi a jaati hai bahut jyada der chalne ke bad
Ek compressor ko thik krne gye JB bhi usko suply dete hai wire shart hoke jal jati hai reason smj nhi aya
I am fast
Sir online course h 😊
Sir gas bahut kam nikali hai
next video link plz
Sir live clash chalu kijiye bahut time ho gya plesh