Mam mere gudhal k pure paude me kide lag gaye the or main us plant ki pruning kr di... Main apne plant ko phir se hara vahra krne k liye kon se fertilizer de
Pruning Abhi nahi karna chahiye tha, is samay patte bilkul nahi aayenge jo puraane patte Hain dhire dhire girenge,Abhi use vermi compost,rakh, neem ki khali or magnesium sulphate ,poudhe ke hisab se de den, February month se usme patte aana shuru ho jayenge
Very nice sheyering ❤️❤️🎄lk👍
Thank you mam for sharing this organic gardening 🙏
tq didi.❤❤
Great idea for this beautiful plant
Thankyou so much
Phle dekha hai maine video
Wowww mujhe de dijiye ye plant ❤
Aap poudhon se lagav rakhen or organic chijon ka prayog kren bilkul aapke poudhe sunder rahenge
Milibugs lg gye h
Haldi or nim oil 5.m.l.1 liter pani me daalkar dhul diya kren saptah me ek bar, Thoda sa handwash yaa shampoo bhi mila len