India mein yeh sab bhi hota hai mujhe toh kuchh pta hi nhi....really feeling proud....I will definitely visit there....thank you for making such a wonderful video
I like the information given in the video except that irritating background noise (music is so high that it ends up acting like a noise). Please take my observation as an advise only. Thank You 🙏🏼
@@safoorahshareef473 are etna English pasnd hai to India ke bahar chala ja china japan usa sab apni language me bat karte hai jisse vaha ke logo ko samj me aye our vo insan ko knowledge saral bhasha me prapt ho our apne yaha hindi ko chhod ke English ke pichhe bhag rahe hai vo sare apni lenguage bolte hai fir bhi apne se age hai na?? Tum thoda sa school hi padh lete asa thodi hai ki jise English nahi ati use kuchh nahi ata vo gavar hai tum jaise log hi es desh ki rukavat ho English bolo lekin jaha bolna hai vaha public me ho sake utna hindi hi bole to achha jisse dushro ko sarlta se samaj mai aye ase kai gav ke or shahero ke bachhe hai jise English nahi ati to use kya kuchh janne ki echha nahi hogi
1. Pehle toh aap, full stop lagana seekh jaeye.taake agar agli baar aise kisi se comment section me jaakar debate karna ho toh, samne wale ko 'saralta se samajh aye'. 2.aur aap baat japan, USA, aur chaina jaise countries ki kar rahe hai, pehle yeh dekh li jiye ke woh log kaha hai aur hum kaha? 3.aur agar (india me)studen chahey english medium, urdu medium, hindi medium ya marathi medium ya kisi aur medium seq na ho hindi hamesha sikhae jaati hai, agar aap school gae hai toh shayad aap jaante hogay. 4.aur mai bhi yeh manti hu ke sirf ek language me achche hone se kuch farak nahi padhta hai, aur bhi cheezo me students ko achcha hona chahiye, 'jaise baat karne ka tareeka' , 'sentences me sahi punctuation marks lagane ka', aur 'HUMOUR' samajh aana. 5.aur sir rahi baat un 'kai gav ke or shahero ke bachcho' ki, un bachcho ko bhi itni akal ho gi ke woh aaj ke time pe languages padh le gay, aur aap se zyada 'humor' bhi samajh sake gay.
India mein yeh sab bhi hota hai mujhe toh kuchh pta hi nhi....really feeling proud....I will definitely visit there....thank you for making such a wonderful video
Kyunki sab log engineer aur doctor banne mei lage hue hai isiliye ye sab zada logon ko nhi malum🤗
Thanks for uploading this video. It's really useful.
So nice
Whats with the Naruto soundtrack?
one heart and that too to an anime reference
@@ryuuga660 🤣
I like the information given in the video except that irritating background noise (music is so high that it ends up acting like a noise). Please take my observation as an advise only. Thank You 🙏🏼
Thanks for making the video.But The music was very loud and annoying, couldn't hear the voice properly.
Graphic design ka leya NID best hai kya after 12th
yes nid and iit is best for graphic design
@@rik4937 what about product designing??🤔
Thanks 🥰
But Admission ke liye intrance exam dena paregi keya ??
Yes you have right exam
How to get admission in nid
Syallbus
Cuttoff
How to prepare
Plz tell us
Contact us on this no. 9972046911
Say thanks for good parents,
Are bhai hindi mehi hi bol lete 😭😭😭
Tum thoda sa school hi padh lete.
@@safoorahshareef473 are etna English pasnd hai to India ke bahar chala ja china japan usa sab apni language me bat karte hai jisse vaha ke logo ko samj me aye our vo insan ko knowledge saral bhasha me prapt ho our apne yaha hindi ko chhod ke English ke pichhe bhag rahe hai vo sare apni lenguage bolte hai fir bhi apne se age hai na?? Tum thoda sa school hi padh lete asa thodi hai ki jise English nahi ati use kuchh nahi ata vo gavar hai tum jaise log hi es desh ki rukavat ho English bolo lekin jaha bolna hai vaha public me ho sake utna hindi hi bole to achha jisse dushro ko sarlta se samaj mai aye ase kai gav ke or shahero ke bachhe hai jise English nahi ati to use kya kuchh janne ki echha nahi hogi
@@safoorahshareef473 lps manoj kumar sharma ka pani ke glass ka interview dekh lena tum jese logo ki akal thikane aa jayegi
1. Pehle toh aap, full stop lagana seekh jaeye.taake agar agli baar aise kisi se comment section me jaakar debate karna ho toh, samne wale ko 'saralta se samajh aye'.
2.aur aap baat japan, USA, aur chaina jaise countries ki kar rahe hai, pehle yeh dekh li jiye ke woh log kaha hai aur hum kaha?
3.aur agar (india me)studen chahey english medium, urdu medium, hindi medium ya marathi medium ya kisi aur medium seq na ho hindi hamesha sikhae jaati hai, agar aap school gae hai toh shayad aap jaante hogay.
4.aur mai bhi yeh manti hu ke sirf ek language me achche hone se kuch farak nahi padhta hai, aur bhi cheezo me students ko achcha hona chahiye, 'jaise baat karne ka tareeka' , 'sentences me sahi punctuation marks lagane ka', aur 'HUMOUR' samajh aana.
5.aur sir rahi baat un 'kai gav ke or shahero ke bachcho' ki, un bachcho ko bhi itni akal ho gi ke woh aaj ke time pe languages padh le gay, aur aap se zyada 'humor' bhi samajh sake gay.
@@locusgaming3003 ok karen