Bhai jis hisab se amr aa rahe h aapki battery 12 se 1 baje tak full ho jati aap puri jankari kyo nhi dete ho video banate ho to aap ko batana chahi aapne kitne penal laga rakhe h or kitni battery 2 battery peralal m h ya 1 h kitne watt ke solar penla laga rakhe h siris m h ya parlam me h sab kuch pehle taya karo me b asha power use kar raha hi 1 battery 150ah ki 1 baje tal full ho jati h 1 battery 150ah ki full charge hone m lagbhag 1 unit leti h
Kitne watt ka panel lagaya hai ye to batana bhul hi gye🤣🤣🤣
I am also using same solar charge controller...❤
Grid in and out jo hai agar grid in off kar de to kya hoga ?
Or wo blue light kabhi jal rha hai kabhi off hai uska function bataiye thora
Morning ke time ye charge controller Keya 2amp se kam current jab Ane lagte hai usme battery ko charging nahi karta hai?
Yes ye drawback he
Mera normel inverter he, assa pouar mppt lenase Dupeher ko fen sala sakte he ek sat betery ko chargin kar sakte he kia,
Ha kar sakte he lekin thoda powerful mppt kharide jaise neon 50
Vai aapka solar parallel may hay ki series may?
Series
Agar serise main hai fir voc itna kam kiun dikha rahe hain@@amrish.sonawane
Bhai jis hisab se amr aa rahe h aapki battery 12 se 1 baje tak full ho jati aap puri jankari kyo nhi dete ho video banate ho to aap ko batana chahi aapne kitne penal laga rakhe h or kitni battery 2 battery peralal m h ya 1 h kitne watt ke solar penla laga rakhe h siris m h ya parlam me h sab kuch pehle taya karo me b asha power use kar raha hi 1 battery 150ah ki 1 baje tal full ho jati h 1 battery 150ah ki full charge hone m lagbhag 1 unit leti h
Maine panel vala video banaya tha par kisi Karan vash upload kar nahin paya jald hi video aayegi
Load raha hoga,
Sir apka 12 volt system amper boost karega kya
Ji karega
Aap ka battery ko solar se kitne der me chaj karskte he
3to 4 hour's
Panels kon sa hai aur kitna panel laga hai bhai ye bhi batao??
Bhai how many panels have u connected to this charge controller
4 panels in series+parallel
Thank u what is the panel watts bhai
Kitne watt ka panel hai
@@Karthikeyan.Jayakumar 180*2 165*2
Bahut kam output de raha apka system.
Sir amper ko boost karta he kya
Yes
Sir setup ki full video di jiye
SOLAR PANEL KA WATT IMPORTANT HAI
Panels kitne Watt ke kitne panel hai iske bina kuch samaj nahi araha
Video banaya he upload jaldi hi karunga dekh Lena
550wx2 solar panel ish controller nova 50 lga skte 12v single battery pr
WO TO THIK HAI PAR IS VIDEO ME JO DIKHA RAHE HAI USKI BAT KAR RAHA HUN VIDEO ME KITNE W KA PANEL AUR KITNE USE KIYE GAYE HAI
@@techdvillager5497 thik apne jitna bhi use Kiya but mujhe 550x2=1100w raha 12v single battery pr support kregya ya nhi mujhe itna jana hai
26 amp se charge karoge battery
Kharab ho jayegi
Ha Bhai battery 150,WT ka lo acha chalega
A mppt sell hoga kya apka number dijiye sir
Sir apka totsl panel kitne waat
@@allinworld9962 730
90 amper nahi 90 V
Nahi banaya 😢