Uske liy us tube ko kholkr uske element ko hlka sa kat kr chhota krke lga sakte hain dost. Agr nahi smjh aaya ho to mujhe fir se comment kijiy main fir samjhaunga.
Mere pass orpet ka 400 w ke do rod vali room heater khola or dono rod ko nikala or jho spring Last me connect rheta he vhi se spring tuta tha use fir se join t kar diya or chalu ho gya thanks for video 🥰👍🙏
Nazdiki electronics parts ke shop pr ya fir maine link diya hai usse aap manga sakte hai pr kosis kijiy market me le lene ka market me online ke tulna thoda sasta padega
Ye btao mera uper ka rod jyda heat hota h niche k rod k mukable. Upr wali fook v chuki h, doosri dalwali. Ye upr ki rod ka temperature kam ni ho skta??
Nhi bhaiya problem yeh hai ki ek wire m ek black and red wire hota hai na to srf ek black wire m connection aa rha h doosre wire m nhi.. Tester s check kiaa to..
@@gameofelectronics ek heater k dono end m bulb kaa wire lagaye naa to bulb bhi jal rha h aur heater bhi jalne laga.. Leki jaise hi bulb kaa wire hata rhe h heater nhi jal rha h..
1 घंटे से हीटर के साथ मगजमारी कर रहा था आपका वीडियो देखने के बाद 10 मिनट में रूम हीटर तैयार कर दिया मैंने वीडियो बनाने के लिए आपका बहुत बहुत धन्यवाद🙏
Welcome dost
Bhut khub sir g ....... Best you tuber🙏
Thank you dost
Thanks Maine Apna heater Sahi kr liya
Good 👍
@@gameofelectronics which element do I buy to fix the heater
Bhaot achi trah samjh aaya bhai. Thank u so much.
Thank u bhai❤❤
Problem solved😊
Tnkuu so much sir 😊
Most welcome
very useful vedio thankyou sir
Very good👍👍
Thank you very much
Love from pakistan 🇵🇰 Gujar khan
Thank you dost
@@gameofelectronics well come bro
Thanks for useful video
Thanks for liking
Sir jo pin h jo press kr k heater on hota h wo direct krne k liye kon se wire katni ho ge plz guide me??????😢😢
Us switch me 2 wire jude honge , dono ko switch se nikal kr aaps me jod dijiye thik ho jayega.
Very good 👍
Thanks You bhai jee.
Naya liya h summercool ka chair pr rakha huya tha gir gya chair pr h hi upar wala nahi jal rha h to kya garunty me thik ho jayega
Han dost
Bahut hi achha g
Thanks 👍👍
Thank you too
thankyou 😇😇
Thanks sir hm apna bana liye
Good
Thanks bro
Well explained
Vye element milega kaha and iss element ka name kya h plz bataiye
Very good
Sir isme resistor hota hai ? Plz bta do ❤
Nahi dost,
Bs iske indicator me lga ho skta hai indicator ke liy
Sir khood ka nichrome wire nahi laga sakte glass ka ander 2000 wart ka le kar ka glass me 😅
Lga skte h dost
Sir I have quartz heater. After a few days use tubes light low.Any solution ?
Uske liy us tube ko kholkr uske element ko hlka sa kat kr chhota krke lga sakte hain dost.
Agr nahi smjh aaya ho to mujhe fir se comment kijiy main fir samjhaunga.
Sir mera rod beech me ek jagaj jyada birght jal rha hai
Koi dikkat to nhi hogi na
Heater ko thoda left right jhuka kr dekhiye thik ho jayega or usse v koi khash dikkt nahi hai
Thanks
Mera heater 2 se 3 me hi bar bar fuse ho jaata h isska Karan kya h please reply
Rod k peeche ki steal jo kaali pdh gyi h wo kese phle jesi hogi
Dost kya aap uska photo bhej sakte hain Instagram pr id hai Game_of_electronics
@@gameofelectronics ok bhejhta hu
Bhai, galti se bche ne Pani Gira diya.jo ki rods aur niche switch connection mein chala gya. Kya ise sukhaa kar chalk sakte hain?
Han dost achchhe se sukha kr use kr skte hain
400wt rod ki jagah pt 500w lga skata hu??
Han dost
Bhai mere heater ki ek rod phle bright yellow light de rha tha. Phir second baar on krne pe wah rod hee kaam nhi kr rhi pls reply
Rod ka coil tut gya hai use jodiye thik ho jayega dost
Toota eliment repair ho skta hai or new eliment price kitna or eliment size alag aate hein kya
th-cam.com/video/0LigKnpK8w4/w-d-xo.html
Ye video dekh kr aap repair kr skte hai. Dost ye 60 rupay ka aata h
Element kitne watt ke dal kar aate hai isme yai to aapne bataya hi nahi wohi element to market se laa kar dalege isme
Sir Ek Rod Ki Price Kya.?
40 se 60 rupay me mil jata hai
Thanku
Agar current aa raha to kaise theek kre bhai
Wires me current jarahi hai lekin rod on nahi horhi kya masla hoskta hai?
Rod kharab ho sakta hai dost
Mere pass orpet ka 400 w ke do rod vali room heater khola or dono rod ko nikala or jho spring Last me connect rheta he vhi se spring tuta tha use fir se join t kar diya or chalu ho gya thanks for video 🥰👍🙏
Good
How do wire change
Ispr main aapko video bna deta hun dost, ek page pr uska complete connection bta kr
I need bottom switch , where can I get?.
At any electrical shop
Not available
Online mahnga padega dost kisi aur dukan me dekhiy ya kahiye to main link de dun??
Iska element rod bazaar se mil jayega kya
Han dost mil jayega
Bhaiya ye Tube kitne ki Aati hai
60 se 100 rupay tak
Sir mene rod change krwayi thi but woh 1 din hi chali asa hota h kya Jab second time rod install kreye toh fuse hojyeh rod light
Nahi dost aisa nahi hai schchha qulity ka rod lagega to jldi kharab nahi hoga.
Aapke yha jyada voltage to nahi rhta na??
Bhai iska rod kitne ki mil jati hai acchi quality ki
50 se 80 rupay
Hello sir mene rodd change kr liya lekin sirf 1_2 din chlti h uske baad khrab ho jati h kya solution hai ..
Dost aapke ghr voltage 220 se jyada to nahi rhta na?
Agr voltage sahi rhta hai to achchhi qulity ka rod lagaiye kharab nahi hoga
Sir hum power house me rahte h yha voltage jyada rahta h
Mera niche ka coil nai jal rha h qki uska switch khrb h use kaise fix kre?
Uska switch bdl dijiye dost ya fir uske switch ko khol kr use thik kijiye ya direct kr dijiye, jo aapko psnd aay waisa kr lijiye dost
element ki spring change nahi kar sakte hain kya
Han dost kr sakte hai
New element ka price ky he ?
40 se 80 rupay
Our Hamra elements sahhi hai to bataye kya kare
To switch check kijiy dost
Hamara room heater dim dim jal rha h kaise theek kare
Uska connection series me to nahi ho gya na dost?
New tube kaha milega
Nazdiki electronics parts ke shop pr ya fir maine link diya hai usse aap manga sakte hai pr kosis kijiy market me le lene ka market me online ke tulna thoda sasta padega
Sir switch Ander se jal gya h uska tar tho kaise thik kr
Uska photo bhej sakte hain to use mere instgram pr bhejiy
Id hai game_of_electronics
Bhai esko dabne per bhi lines nhi aa rha hai
Mera heater heater nahin ho raha hai isko kaise theek Karen
Kya dikkt aa rha hai dost?
Room Heater tebal se gir gya ab nahi chal raha kya kare
Niche ka switch tut to nahi gya?
Ya fir dono rod ki spring coil to nahi tut gai? Isi ki janch kijiy
bhai aap electrician bhai ki pet me lat mar rahe ho😂😂
Are nahi dost
Elements check kaise kare
Dono end pr light dijiy jalne lga to thik wrna kharab
@@gameofelectronics kya sidha power de sakte hai?🙏
Han dost
@@gameofelectronics thanks for your reply 👍🙏🙏🙏
Welcome dost
Ek hi rod hi bar - bar fuk jati hai kya reason ho sakta hai?
Too much current
Dost aap km watt ka ya low quality ka lga rahen honge isi karan aisa ho skta hai.
Price kidna hai
40 se 80 rupay
Ye btao mera uper ka rod jyda heat hota h niche k rod k mukable. Upr wali fook v chuki h, doosri dalwali.
Ye upr ki rod ka temperature kam ni ho skta??
Kisi achchhi company ka lgaiye dost fir jldi fuse nahi hoga
Naya rod kitne ka aata h
50 se 80 rupay tak
Speed bahut tez h batane ki
Aage se dhyan dunga dost
Sir how to fix heater not turning on if I turn it on also
Dost iska element kharab hoga to bhi nahi jalega to phle elements or switch check kijiy
Mere dono rod kai sabhi connection mai light aa rha h mgr..upar waala nhi heat ho rha srf niche waala ho rha h.
Rod kharab to nahi hai na??
Nhi bhaiya problem yeh hai ki ek wire m ek black and red wire hota hai na to srf ek black wire m connection aa rha h doosre wire m nhi.. Tester s check kiaa to..
Fir to thik hai mujhe tube hi kharab lg rha hai.
Aap ek holder lijiye usme bulb lga kr wod ke dono end pr sata kr dekhiy jl rha h ki nahi??
@@gameofelectronics ek heater k dono end m bulb kaa wire lagaye naa to bulb bhi jal rha h aur heater bhi jalne laga.. Leki jaise hi bulb kaa wire hata rhe h heater nhi jal rha h..
@@gameofelectronics bhaiya please reply
Element का price कितना है?
40 se 80 rupay
Direct kese kre bhai
Heater ko on krke dono side jhuka kr dekhiye jis side on ho jaye usi side thoda der rahne dijiy thik ho jayega
Merato donohi light band hogaya bobhi ekdam naya walahe lakbhak 9/ 10 minute to chalu huwa uske baat bandh hogaya
Fir dono tube khoklr joint kijiye ya fir change kijiy dost
Reply dena
Yaha dono ni jal raha ek dum se
To dost ek bar connection check kijiye
Plz reply
Room hitar me spaark hota he,kyaa Karan he?aag lagati he.
Dost jaha spark ho rha hai waha kuchh loose hoga use tight kr dijiy fir nahi hoga
Dono nahi jal rahay
Bilkul isi tarah check kijiye dost agr fir v nahi hota to bataiye
Ak on howa hy ak nhi.i think jal gea hy
Ho sakta hai ki wo kharab ho gya ho dost use bdl kr dekhiye
Tube size cm Kitna h
225 mm lenth ka hai dost 400 watt me
Mere to dono rod nhi jal rhe
Dost use kholkr dekhiy switch ya coil kharab hoga
Thanks bro
Bhai rod k pass current nhi aa raha h
Switch check kijiy dost