मेरा बच्चा 18/20 दिन आईसीयू मै बीमार होने की वजह से जब बच्चा तीन दिन का था उस के बाद बचे की आंख में फर्क पड़ गया है जो राइट आंख है वो अधी छुप जाती है जब बच्चा दूर देखता है कया बचे की आंखे ठीक हो जाएं जी
Mam Mera bacha 9 month ka hua tv. Mobile kuch dekhta nhi h 2 saal ka h abhi kuch din se uski ankh tirchi lgti h kbhi kbhi pure din me 4 se 5 bar krta h.. kya kre hm bhut preshan h
Dr ko dikhaya Dr ne bola apne app thik ho jayega to abhi to kuch nhi kr rhe jb bada ho jayega tb lege treatment kyoki abhi wo Dr se eye checkup bhi nhi krata
@@PreetiKashyap-o6z hi Preeti kashyap I'm ur well wisher mam sister friend mae fraud nhi huu genuine huu mujhe exotropia thaa by birth abb theek hai mera channel pe dekha hooga apnee please reply
Mam jo jiske jesa voo hi uss problem ko samajta h mera motive sirf apnee jese logo ki help Krna hh apke jese hi ladki hh 25 years ki benglore sae Anjali Kashyap naam ke unko illj karna hh please reply
Meri bhi right aankhe tirchhi hai mai 22 sal ki ho gyi abhi tak thik nhi hua right wale tirchhi aankh se kam bhi dikhta hai our meri beti ki bhi mere jaise ho gyi aankhe please🙏 help me
Hi mam konsa squint hh exotropia esotropia hypotopia hypertrophya by birth hh yaa adult age mae huaa hai phele treatment kraaliyaa apnee aap nae Maree ankhee theek hoo gyee hh surgery ke baad please reply to this message please reply
Mere wife m yeh problem h lekin meri ek ek beti h 1 saal ki maine uski kai photo capture ki h usme ek eye tirchi aa ti h aisa kyu kya yeh problem maa s bacchey m bhi aa sakta h
Meri beti 3 years 7 months ki hai uska ek eye automatically squint hota hai aur phir se acchi tarah se dekhane lagati hai. Din aisa 4-5 time hota hai. Kya ye normal hai
Mam mere 9 year ka beta hai uska eye squint hai omprakash eye hospital amritsar me dikhaya to doctor bole ki squint thik nahi hoga Kya squint thik ho sakta hai Please help me mam
Ye video banane k liye bhut bhut dhanyavaad sir
Thanks for this video and guide line, can u say any doctors frm mumbai
Thank you sir
Plz ham ko batay ya doctor kaha h
Thanks for valuable advice
Mam operation k kitne din bad ankhe center main thik se ati he pls bataiye
7:27
Sir please hume bataiye mam ka hospital kahha hai
Dr shab konse hospital se hai or kese appointment mil sakti hai
Dr shab hospitals kadar ha
Thanks
मेरा बच्चा 18/20 दिन आईसीयू मै बीमार होने की वजह से जब बच्चा तीन दिन का था उस के बाद बचे की आंख में फर्क पड़ गया है जो राइट आंख है वो अधी छुप जाती है जब बच्चा दूर देखता है कया बचे की आंखे ठीक हो जाएं जी
Thankyou very much like
आर्टिफिशियल आंखों से संबंधित बिडियो बनाइये सर जी
Punit Kumar Sharma
mujhe bhi 6 sal se hai
❤❤❤ age nhi bhad pa rha 101% sachi hai 😢😢😢
thank u 🙏
Doctor shab mera beta 4 sal ka h aur achank se mere baccha tircha dekhne laga me bht tainson me hu kyq kru
Aapka beta thik hua please bataiy
Apka bacha thik hua
Kya apka bacha thik ho gya kya
1:08
Plz mam bataye kya meri beti thik ho sakti h uski aankh me vison bhi km chhote pe paiching bhi kiya pr koi imrument nhi hua
Mam Mera bacha 9 month ka hua tv. Mobile kuch dekhta nhi h 2 saal ka h abhi kuch din se uski ankh tirchi lgti h kbhi kbhi pure din me 4 se 5 bar krta h.. kya kre hm bhut preshan h
Mere acche k sath bhi Aisa hi ho Raha AP ne kya kiye apne bacche k liye plzz reoly
Dr ko dikhaya Dr ne bola apne app thik ho jayega to abhi to kuch nhi kr rhe jb bada ho jayega tb lege treatment kyoki abhi wo Dr se eye checkup bhi nhi krata
Aapke bachhe ki aakh bahar jati hai kya andar
Bahar
Pls riplay mame me bohat pareshan hun me lucknow se ap btaiye ye kha thik hoga
Mam apka ka hospital kha hai
Nice adviced
Mera kabhi kabhi hota h
Kya 6 months k bacche ko b ho sakta hai
हमारा बच्चा भी है please हमको भी बताए की क्या करें
mere bete ko ye problem hai please hai help me 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
thanks for advice
Maim kesay thik hogi ye batao😔😔
Mam apka hospital Kaha or hai
Sir mere baby ka bhi hy ye kha PE hy ye haspital
Thik hua apke baby ka mere b baby ko h aisa
Ye doctor kaha par hai
कितना खर्च परता है
Maim mujhe 19 year ke bad Hui ek akh main tircha pan aa gya h
Let me know how to contact her ???
👍👍👍👍👍
Sar mere bacche ki Aankhen chhoti badi hai to kya Karen
Khn h mam ka hospital
Madam aap k contact ho sakta hai kya
Kaise theek hoga 18 sal ka hun me mem please koi opaye ho to btaye
Meri beti ko bhi yahi dikkat h sitapur me bataya bdi ho jayegi tb karvana sergari
Mam please me bahut dukhi hu mujhe tritment karwani hai
@@PreetiKashyap-o6z hi Preeti kashyap I'm ur well wisher mam sister friend mae fraud nhi huu genuine huu mujhe exotropia thaa by birth abb theek hai mera channel pe dekha hooga apnee please reply
Mam jo jiske jesa voo hi uss problem ko samajta h mera motive sirf apnee jese logo ki help Krna hh apke jese hi ladki hh 25 years ki benglore sae Anjali Kashyap naam ke unko illj karna hh please reply
Preeti kashyap mam ji please reply atleast mae apke Jessa hi thaa mae bhaut acche sae samajta huu iss problem ke dard koo please booloo.
Okay Preeti kashyap ji abb kabhi message nhi kru gaaa
Kitna kharcha ata h meri 1 sal ki beti ko h thik ho jaegi sir madam pls reply me
Mam aapka hospital kaha h
क्या मेरी आप से बात हो सकती है मेरे आंख में नजर के कारण आंख में तिरछापन हो रहा है
Mem tumhara hospital kaha h
मेरी लड़की के बचपन से ही आंखें लाल रहती है और आंसू बहता रहता है दर्द भी करता है खुजली भी करता
How to contact with her or where is she's hospital
Maim meri Beti 6year ki h uski ye problem 8month se h
@sonia jangral thanks for asking
@sonia jangral Ma'am mujhe ap apna contact number de skti hai plzzz
Exercise kis tarha ki karni h
Mame iska ilaj hoga kha ye apny nhi btaya kon se hospital me hoga
Super
Meri bhi right aankhe tirchhi hai mai 22 sal ki ho gyi abhi tak thik nhi hua right wale tirchhi aankh se kam bhi dikhta hai our meri beti ki bhi mere jaise ho gyi aankhe please🙏 help me
Mera bhi aisa aakh hai 😭😭😭
Eye 7 hospital me opretion karvao
@@Jish372kha par hai bhai
Mam mere bache Ki ankh same nhi khulti
Address please mem
Kitne sal ke bachho ka ilaj h ye
Mam mere bete ki Aankhen janm se najar kamjor hai tirchapan bhi Alka hai to kya Naam mere bete ki Aankhen theek ho sakti hai
Meri beti ko ye hua h zayada phone dekhne se vo tircha dekhne lgi h h
S
Ab bhanga bolte h kya kru
Aankh Sahi karana hai mam
Dr. Kya isaka ilaj h
Aap khaa sae hoo please reply.
Hi mam konsa squint hh exotropia esotropia hypotopia hypertrophya by birth hh yaa adult age mae huaa hai phele treatment kraaliyaa apnee aap nae Maree ankhee theek hoo gyee hh surgery ke baad please reply to this message please reply
Kya 8 years me surgery ho sakti hai
Mem meri beti ko right eye se nhi dikhta or nazar tircchi bhi h pr jyada nhi h
Mere wife m yeh problem h lekin meri ek ek beti h 1 saal ki maine uski kai photo capture ki h usme ek eye tirchi aa ti h aisa kyu kya yeh problem maa s bacchey m bhi aa sakta h
Dr mere bete ko ye dekat h kya dono aake dono tede mede h
Address please
Sri meri age 20 sal he meri laft aakh bhar ki said ghum jati h or Bhari pan hojat h kya eska elaj posibal h btana
Required surgery.. jaldi krwa lo warna use eye ki dekne ki samta aur kam ho jayegi bhai..
Hello doctor meri aapse baat ho sakti hai kya
Sergari ke baad kuhh time baad fir se vaise hi ho jati hvkya
Mam Mera beta 8 month ka hai
Humko v problem hai
Meri beti ko b h plz help
19 sal ki umra mein bhi yahi bimari hoti hai kya
Mam aap kahan Aankh ka ilaaj Karte Hain
Fees h
Mere Bache dhai saal ko hai Kya ab sarjari ho skti hai
Ap kaha se ho doctor ji
Pase kitne lgte hai ji
aapsy.mujye.baat.karni.h.ji
Sar aap kaha h Mari beti ki eye me problem hai kya kra
Mem mera hai left eye me magar bachpan se nahi ha bich me aa gya apne aap me kya karu
Achha hua??
Mere bache ke he
Meri beti ka bhi ek aakh chhota or ek bara hai kiya thik ho sakta hai tirchha pan
Meri beti 3 years 7 months ki hai uska ek eye automatically squint hota hai aur phir se acchi tarah se dekhane lagati hai. Din aisa 4-5 time hota hai. Kya ye normal hai
@@sujatadharak4471 apko kuch treatment mila kya iska?
@@anuradhasharma5954 patch diya hai doctor ne
Mere bete k sath b same hai.. 2.5 years ka h.. Kbhi lgta h ekdm thik fir kbhi beech beech me squint ho jati.. Smjh nhi aa rha kya kru..
Meri bachi ka bhi aesa hora hai 8 month ki hai ek eys ko asa kar rahi hai
Mam apna number dijiye aapka Hospital kahan per hai please reply
Mam mere 9 year ka beta hai uska eye squint hai omprakash eye hospital amritsar me dikhaya to doctor bole ki squint thik nahi hoga
Kya squint thik ho sakta hai
Please help me mam
Hoga aap eye7 hospital delhi me chale jaaoo
Mam mera beta 6 year ka hai usko bhi yah problem hai aapke hospital ka naam bataiye kahan hai mere bacche ka aankh theek ho sakta hai
Maree ankhee theek hoo gyee hh surgery ke baad
@@someshverma555 hii sir please help me mere bachchi ki ankh bhi tirchhepan he
Please address send me
Mera nam Lawkush kumar ji hai
Aur kitna kharcha ayega
Mam meri 7month ki beti tirchi ankh kar dekhti he to kaise ilaj kare
Ab kaisi h aapki beti pls rply
Same mari beti bhi
Tirchi dekh rahi h woh
Squint surgery charge and hospital address Kia hoga ?.... please tell me
Mam meri bhi aankh tirchhi hai kaise thik hoga
Mem sarsa
Meri beti ka ilaj to 5 month se chl raha h to koi phyda nhi hua
21 sal ka baccha hai
Maim mera umar 20 saal hogaya h or chasma v lagare but koi faida najar nai ara
Kya yeh genetic h
Please hame bhi bataye ye doctor ka hai
Aapka v h ky
Pls reply
Hii hello
Man bap se bachche me aata ha mere apne ghar me aisa huaa ha
mere bete ko ye problem hai hai please help me 10 yers ko ho gya sahi nhi hua😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭