This poetry was composed by Philosopher poet SAHIR LUDHIANVI.He also wrote "Aye shareef insano" My 2 cents from New York.More humans have died in WARS,CONFLICTS,HATRED COMPAIGNS WAGED BY MEN THAN ALL NATURAL DISASTERS COMBINED IN HUMAN HISTORY.Let there be peace on this earth so that every human can BREATHE & WALK on this earth with food to eat & roof to sleep under. MAN is reaching outer planets but never learnt how to treat next human being 3 feet away from him.THIS EARTH IS BIG ENOUGH FOR EVERY ONE TO WALK FREELY WITH OUT BUMPING INTO ANY ONE ELSE. QUOTING ALBERT EINSTEIN "Next world WAR would be fought with sticks & stones" ḳhuun apnā ho yā parāyā ho nasl-e-ādam kā ḳhuun hai āḳhir jañg mashriq meñ ho ki maġhrib meñ amn-e-ālam kā ḳhuun hai āḳhir bam gharoñ par gireñ ki sarhad par rūh-e-ta.amīr zaḳhm khātī hai khet apne jaleñ ki auroñ ke ziist fāqoñ se tilmilātī hai tank aage baḌheñ ki pichhe haTeñ kokh dhartī kī bāñjh hotī hai fat.h kā jashn ho ki haar kā sog zindagī mayyatoñ pe rotī hai jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai jañg kyā mas.aloñ kā hal degī aag aur ḳhuun aaj baḳhshegī bhuuk aur ehtiyāj kal degī is liye ai sharīf insāno jañg Taltī rahe to behtar hai aap aur ham sabhī ke āñgan meñ sham.a jaltī rahe to behtar hai bartarī ke subūt kī ḳhātir ḳhuuñ bahānā hī kyā zarūrī hai ghar kī tārīkiyāñ miTāne ko ghar jalānā hī kyā zarūrī hai jañg ke aur bhī to maidāñ haiñ sirf maidān-e-kisht-o-ḳhūñ hī nahīñ hāsil-e-zindagī ḳhirad bhī hai hāsil-e-zindagī junūñ hī nahīñ aao is tīra-baḳht duniyā meñ fikr kī raushnī ko aam kareñ amn ko jin se taqviyat pahuñche aisī jañgoñ kā ehtimām kareñ jañg vahshat se barbariyyat se amn tahzīb o irtiqā ke liye jañg marg-āfrīñ siyāsat se amn insān kī baqā ke liye jañg iflās aur ġhulāmī se amn behtar nizām kī ḳhātir jañg bhaTkī huī qayādat se amn be-bas avaam kī ḳhātir jañg sarmā.e ke tasallut se amn jamhūr kī ḳhushī ke liye jañg jañgoñ ke falsafe ke ḳhilāf amn pur-amn zindagī ke liye SAHIR LUDHIANVI--UNCOMMON WISDOM FROM IMMORTAL POET
Lazawab aawaj Dil kush hogaya... maza agaya 🙏
प्रियंका जी वाह क्या बात है समझ में नहीं आता क्या कहूं दिल खुश कर दिया। लाजवाब है।
Your song is much more melodious, no doubt sister Priyanka.
Cannot forget. I listeing always , from nepal.
I forget myself, but cannot forget this song.
Very nice voice god bless you priyanka ji aap ne bahuth ache gaya hi bhagavan ne aap ku hamesha kush rakhe ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Wah।kya।aawaj
Hai।aapki।bahut।sunder।excellent।Jai।jalaram
Wah.prinkaji.mast.gana.gayahai.very.sweet..song.very.sweet.voice.thanks
Excellent performance by u n u
Ms. Priyanka ji is known for her Iconic Sweet Voice...Congrats...
Marvoulus song i liked to much.. I usually heard 10 timespat day
Super singer ❤
Too good voice ❤❤
Excellent singing
Best performance to my knowledge.
B.nice voice 👌💝🙏
Nicely sing
Love beautiful singing
Thanks from mixoram
Very good voice Excellent Performance of great Musicians Thank you very much for sharing this beautiful and old of Film waqt .
Excellent
Super performance
My best song
very melodious elegant and sweet voice
Yeah kaisa gane waise hi singer.
🥰🥰🥰🥰🥰✨✨✨🎉🎉🎉🎉🎉
This poetry was composed by Philosopher poet SAHIR LUDHIANVI.He also wrote "Aye shareef insano" My 2 cents from New York.More humans have died in WARS,CONFLICTS,HATRED COMPAIGNS WAGED BY MEN THAN ALL NATURAL DISASTERS COMBINED IN HUMAN HISTORY.Let there be peace on this earth so that every human can BREATHE & WALK on this earth with food to eat & roof to sleep under. MAN is reaching outer planets but never learnt how to treat next human being 3 feet away from him.THIS EARTH IS BIG ENOUGH FOR EVERY ONE TO WALK FREELY WITH OUT BUMPING INTO ANY ONE ELSE. QUOTING ALBERT EINSTEIN "Next world WAR would be fought with sticks & stones"
ḳhuun apnā ho yā parāyā ho
nasl-e-ādam kā ḳhuun hai āḳhir
jañg mashriq meñ ho ki maġhrib meñ
amn-e-ālam kā ḳhuun hai āḳhir
bam gharoñ par gireñ ki sarhad par
rūh-e-ta.amīr zaḳhm khātī hai
khet apne jaleñ ki auroñ ke
ziist fāqoñ se tilmilātī hai
tank aage baḌheñ ki pichhe haTeñ
kokh dhartī kī bāñjh hotī hai
fat.h kā jashn ho ki haar kā sog
zindagī mayyatoñ pe rotī hai
jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai
jañg kyā mas.aloñ kā hal degī
aag aur ḳhuun aaj baḳhshegī
bhuuk aur ehtiyāj kal degī
is liye ai sharīf insāno
jañg Taltī rahe to behtar hai
aap aur ham sabhī ke āñgan meñ
sham.a jaltī rahe to behtar hai
bartarī ke subūt kī ḳhātir
ḳhuuñ bahānā hī kyā zarūrī hai
ghar kī tārīkiyāñ miTāne ko
ghar jalānā hī kyā zarūrī hai
jañg ke aur bhī to maidāñ haiñ
sirf maidān-e-kisht-o-ḳhūñ hī nahīñ
hāsil-e-zindagī ḳhirad bhī hai
hāsil-e-zindagī junūñ hī nahīñ
aao is tīra-baḳht duniyā meñ
fikr kī raushnī ko aam kareñ
amn ko jin se taqviyat pahuñche
aisī jañgoñ kā ehtimām kareñ
jañg vahshat se barbariyyat se
amn tahzīb o irtiqā ke liye
jañg marg-āfrīñ siyāsat se
amn insān kī baqā ke liye
jañg iflās aur ġhulāmī se
amn behtar nizām kī ḳhātir
jañg bhaTkī huī qayādat se
amn be-bas avaam kī ḳhātir
jañg sarmā.e ke tasallut se
amn jamhūr kī ḳhushī ke liye
jañg jañgoñ ke falsafe ke ḳhilāf
amn pur-amn zindagī ke liye
SAHIR LUDHIANVI--UNCOMMON WISDOM FROM IMMORTAL POET
voice is really amazing ...awesome
Superb
singing and an orchestra both have performed very nice👌
L
Lovely 👌
👏👏👏
nice
Nice
Beautifully sung👌
great.... congratulations
Nice