Madhu tum roj 11 bar bolo mera sara bimari chala gaya mai bilkul swath hu ye sankalp din me subah sham karo sankalp se shidhi milti hai ye 40 din karke dekho bhagwan sab thik karenge
Mujhe ni pta ki aap mera massage padhege ya ni lekin vaha bhut hi ache doctor h aur vo tbtk dawai ni chodne bolte h jbtk ki saare test se ye sb clear ni ho jaata h ki nod Puri tarah se thik hua h ki ni.mere husband ka 2 baar fnac hua h AIIMS se har month test hua h ki dawai se lever aur kidney pe effect toh ni hua hai
Aap ayurvedic medicine start kr dijiye..baaki aalopathy bhi chalana..dono ek sath le skte hai...aap bilkul thi ho jayengi..achi lagi video..bt not good to see you like this...be positive..I hv also suffered from tb..latent tb...6 month medicines li thi..and fir koi aur test nhi hua..mujhe bhi dr lag rha hai ki tjik hui bhi hai ya nhi...
Aapko AIIMS Delhi se dikhana chahiye mere husband ka bhi illaj vahi se chl raha h same lump node tb ka aur bhut hi ache se treatment krte h vaha aur vaha har month sbhi test krwate h aur jbtk vo Puri tarah se sure ni hote h tbtk vo dawai chodne ke liye ni bolte h
Aunty ji don't warry aap bilkul thik ho jauo ge❤❤aap bhuut aachi ho tension mat lo or aapko pata hai same mera bhi aise he main bhi doctor ke pass aakle jane me comfortable rahti hu koi sath rah ta hai to main doctor se baat he nhi kar pati
Ha anti bahut hi achha hospital hai mujhe v hua tha ESI hospital se dwa kraye thik ho gya
Aap medanta me dr dutta ke paas jao bilku teek ho jaoge
Hello aunty
App ek baar lucknow me kgmu me dhekliya liyja
Her monday ko opd chalitye haa
Or wensday ko bhe
Room No. 106 haa
Aaha ke kiich nai heat aaha bilkul thk Rahab
Madhu tum roj 11 bar bolo mera sara bimari chala gaya mai bilkul swath hu ye sankalp din me subah sham karo sankalp se shidhi milti hai ye 40 din karke dekho bhagwan sab thik karenge
Hello aunty ji aap ek bar Lucknow sgpgi me dikhbaiye ....ekdam jldi swasth ho jayenge...
Bhagvan sbki maa ko thik kr de
Anty aap vellore me treatment kara lo byut jaldi tik ho jayoge
Bete ko bhi khuch sikhaye . Aapki tabiyat kharab hai but aapki help ke liye koi nahi
Mujhe ni pta ki aap mera massage padhege ya ni lekin vaha bhut hi ache doctor h aur vo tbtk dawai ni chodne bolte h jbtk ki saare test se ye sb clear ni ho jaata h ki nod Puri tarah se thik hua h ki ni.mere husband ka 2 baar fnac hua h AIIMS se har month test hua h ki dawai se lever aur kidney pe effect toh ni hua hai
Take care. Almighty bless u .
Aap ayurvedic medicine start kr dijiye..baaki aalopathy bhi chalana..dono ek sath le skte hai...aap bilkul thi ho jayengi..achi lagi video..bt not good to see you like this...be positive..I hv also suffered from tb..latent tb...6 month medicines li thi..and fir koi aur test nhi hua..mujhe bhi dr lag rha hai ki tjik hui bhi hai ya nhi...
Agar eyesa lg raha hai to test kara lo aur extra protein diet lo
Aapko AIIMS Delhi se dikhana chahiye mere husband ka bhi illaj vahi se chl raha h same lump node tb ka aur bhut hi ache se treatment krte h vaha aur vaha har month sbhi test krwate h aur jbtk vo Puri tarah se sure ni hote h tbtk vo dawai chodne ke liye ni bolte h
God well soon aunty nd nanji ❤❤ 🙏🙏🙏
Aap akele mat Jaya Karo uncle Ji ko le Jaya Karo Bhagwan kare aap jaldi theek ho Jayeo❤❤
Auntyji aapke kya age h ?? Yeh sab toh late hi hota h naa
Madhu jee aaha chinta nai karu, bhagwaan jaldi sab thik ka dethin. Aaha jaldi thik bha jeb, hm sab aaha sa bahut pyar karai chi.
Aap hiims hospital jao thk ho jaoge
Aap ek baar safdarjung hospital m dikhaiye
Aap ko neck m gathe hai kya. Aap lucknow dikhao meri bahan ko bhi tha theek hogya h operation hua tha ab normal hai
Thand bhi Kafi hai aap apni health ko Dhyan Mein rakhte Hue Ek cook ko rakhne vah aapke liye better rahega
Aunty ji aaha jaldi thik bhe jebbe ,god bless u
Anti aap jaldi sy seaht yab hojyay government hospital mea Yaha bhi khuuta khuwari hea Allah pak sab ko door rakhy
Ap plzz be careful ho kr treatment ligy
Wish you speedy recovery 🙏
Ek R A factor test krwa lijiye
Aap ek baar goyla dairy ,near by dwarka sec 19 m dikhiye ,yha bhi ek tb hospital h bhut log yha aakr thik huye h
Aunty aap kho dakha kar muje mummy ki yaad ati hai meri mummy nhi hai but aap kho dakha lati hu kuch dard kaam hoata hai aunty
Instagram pe dm karna
Mam I am not use instgram I'd
Wishing you speedy recovery. May almighty bless you with Good health and happiness.
Get well soon 🙏🙏
Aap homeopathic dawa ligiye .mere bhi yahi huaa hai.thik ho jayega.bilkul thik ho jayega
Madhuji aap jaldi achchi ho jayengi
Aap ek bar Aiims m bhi dikha lejiye
Aapka vlog miss kar rahi thi ,aaj message karti aapko ,aap thoda rest kigiye
Mumbai me tata memorial hospital me dikhao
Ye hospital best hai app edhar udhar ke Dr ke chakar meat paro
Yes aunty second opinion lena bohot jaruri hai....Don't worry sab theek ho jaayega
Take care 👍
Jaldi theek ho jaooge ayurvedic try karo
Apko didi neurological disorder ho sakta hai ap neurologist se consult karo god bless you 🙏
Get well soon
😓
Aap jaldi se thik ho jaiye ❤
Sach Mei akele Mt jaaya karei
Get well soon😊
Aunty ji don't warry aap bilkul thik ho jauo ge❤❤aap bhuut aachi ho tension mat lo or aapko pata hai same mera bhi aise he main bhi doctor ke pass aakle jane me comfortable rahti hu koi sath rah ta hai to main doctor se baat he nhi kar pati
Take care Aunty
Aunty ap mera baat pe dhyan dena meri maa ko v aise same problem ho rha tha meri mummy ko cancer nikla hai
Dont worry aaunty aap socho nii muskil waqt h kat jayega m samjh sakte huu aapki pareshani log n apne se nii darte apno ko khone se darte h🙏🙏🙏🙏
Plz aap ayurved me dikhaiye aap jrur thik ho jayengi.
Aap AIIMS m dikhao anti sb clear kr dega is bar mera bhai whi clear kiya sb uska v gath hi btaya tha
Aap think ho Jage
Bhabhi ji Bhaiya ko lejaaya karey