Bro in future make sure you make some videos about the shrutis because I bet most people are unaware of the concept of shrutis which are fundamental in ragas
Aap se request hai mai piano play ho oor us mai indian classical seekh raha ho 2 saal ho gai lekin mera koi teacher nahi hai oor aap se request hai aap harmonium kis khuch videos youtube par bhi de dai jasai kai harmonium par gaana kaisai nikaltai hai please
Dear Harmonium per Gana bajany k lye apko saary scales aur zaruri thaat k bary me knowledge lazmi he aur iski kch detail video bhi banaonga jis se aur bi guidance mil saken
Assalam o alikum sir me guitar play karta hun notes,scales,modes wagair sub pata hai or scale or chords bhi nikal layta hun Lakin kis note ko kahan play Karna hai ye nahi pata lagta please is per video banain
I am from Pakistan balochistan...I am also using this instrument but..hamare tips k naam kuch our hain.tips yahen Hain bus notes alaag alag diye gahe Hain.our hamare pas boht acha bajaye Hain. Ap Mumtaz sabzal search kren TH-cam mein apko andaza hojaega
Ji mere Ustad bi Banjo k master thy mgr mene unse banjo nahi seekha, mere ustad ek Behtareen Banjo nawaz rhy Ustad Bilawal Beljiam k Student thy. Ab ap khud sekhlen
@@EasyHarmoniumGuide apke ustad bilawal beljum k ustad Hain? Kya AP jante Hain bilawal kis k student Hain. Ustad khaliqdad Baloch k students the.khaliqdad was the man jino ne banjo bnaya first time
@@HatimBezanjo JI No Doubt Baloch Musician se Behtar Banjo Koi Nahi Baja Saka Abi Tak aur boht Saary Sindhi bhi hen jo Banjo ko bakhobi bajaty hen no doubt
MashaAllah app ne apne ustad ka haq ada kar dia. Weldone
Kaha sy melega ye benjo mujy chaiye
Great video
Soul of balochi music❤
Kaha se ho ustaad
Bhai g please karan men nazara jadon odhi tasveer da sikha den please 🙏please 🙏
What a melodious sound it has
Wow ustad is Versatile
Learning Learning And Learning
Life is all about learning
Great
What a melodious it has
Sir is ki price kiya
Dear ye mere ustad ka hai
App Karachi se ho ?
Yes Dear i lived in Karachi
Mujhay app ka number mil sakta hai?
@@asadasif5869 www.azharshan.com
Sir ye benjo zeyada baloch or Sindhi use karte hain baloch zeyada karte hain
Bilkul sahi
sir apka Institute h?? or number share kijiye
Bro in future make sure you make some videos about the shrutis because I bet most people are unaware of the concept of shrutis which are fundamental in ragas
Aap se request hai mai piano play ho oor us mai indian classical seekh raha ho 2 saal ho gai lekin mera koi teacher nahi hai oor aap se request hai aap harmonium kis khuch videos youtube par bhi de dai jasai kai harmonium par gaana kaisai nikaltai hai please
Dear Harmonium per Gana bajany k lye apko saary scales aur zaruri thaat k bary me knowledge lazmi he aur iski kch detail video bhi banaonga jis se aur bi guidance mil saken
@@EasyHarmoniumGuide thank you bhai quu
And congrats for getting your teacher's banjo your are so lucky
First
Bohut bohut Shukria brother
@@EasyHarmoniumGuide ap ka shukria bro kionke ap mere request par"Sagar se gehra hai pyar " taturial banaya tha.thanks alot
Assalam o alikum sir me guitar play karta hun notes,scales,modes wagair sub pata hai or scale or chords bhi nikal layta hun Lakin kis note ko kahan play Karna hai ye nahi pata lagta please is per video banain
Ap apni video muje Facebook per inbox kren
Harmonium pe
I am from Pakistan balochistan...I am also using this instrument but..hamare tips k naam kuch our hain.tips yahen Hain bus notes alaag alag diye gahe Hain.our hamare pas boht acha bajaye Hain.
Ap Mumtaz sabzal search kren TH-cam mein apko andaza hojaega
Ji mere Ustad bi Banjo k master thy mgr mene unse banjo nahi seekha, mere ustad ek Behtareen Banjo nawaz rhy Ustad Bilawal Beljiam k Student thy. Ab ap khud sekhlen
@@EasyHarmoniumGuide apke ustad bilawal beljum k ustad Hain?
Kya AP jante Hain bilawal kis k student Hain.
Ustad khaliqdad Baloch k students the.khaliqdad was the man jino ne banjo bnaya first time
Message ko gor se parhen brother
@@EasyHarmoniumGuide apke ustad ka ustad bilawal beljium our bilawal ka ustad khaliqdad hae.and khaliqdad was baloch
@@HatimBezanjo JI No Doubt Baloch Musician se Behtar Banjo Koi Nahi Baja Saka Abi Tak aur boht Saary Sindhi bhi hen jo Banjo ko bakhobi bajaty hen no doubt
Ya new instrument
Ji bohut saary logo ko hamary folk instruments k bary me nahi pata.
Ary baba pehle to banjo ko saaz to kro
Ustad Ustad
Bohut bohut Shukria, Ustad Saaz mukammal sekha nahi he Mein Harmonium Bajata hun ye just introduction video he.