Agar aap minimum man ke chale to lagbhag 40 se 50 hazar Tak se start kar sakte hai or dipend karta hai ki aap maal kis rang ka la rhe ho uske according pura calculation set hota hai।।
@@BusinessWalaGyan Bhaiya profit margin matlab ye na ki 100 ka cost hai to 50% profit margin se 150 men beche. Ya iska matlab kuchh or hai. Plz reply big brother
Thanks bhaiya sab item ki proper information dene ke liye ❤
Plz subscribe jarur kare🙏🏻
thanks bhai sahi jankari dene k liye
Nice 👍
Bro delhi saate seh kha seh smaan lah sakte hai , shop stationary ka open krne keh liye
Bahut accha laga
Thnxx
Nice video
Thanks
Bhaiya Jaipur m khase se laye stationery ka saman
Jodhpur se
@@BusinessWalaGyan location
@@BusinessWalaGyan Jaipur main nhi hai kya koi dukaan
sir ji ai sob bostu kaha se lena acha hoga all items kitna parega....?❤❤❤❤
Ji
Puraane years ke books ka krte hain? Ye samjh nhi aata ,,, wo to loss hoga
Bhaiya lis bna dijiye Vedio me dikhaiye Bhaiya ki me le sku
Ok
Bhai aapki dukan konsi jagah par hai
Profit persentage kya hoga minimum
30 से 50 % निर्भर करता है वो आइटम ब्रांडेड है या नॉन ब्रांडेड!!
@@BusinessWalaGyan yr etni jaldi reply subscribe to banta
@@villagelifeyogibhaiya3780 tnx bhai
जय श्री राम🚩 भैया जी
Jai shree Ram
Saaman kaha se le
Starting me kitna tak saman layenge
Agar aap minimum man ke chale to lagbhag 40 se 50 hazar Tak se start kar sakte hai or dipend karta hai ki aap maal kis rang ka la rhe ho uske according pura calculation set hota hai।।
@@BusinessWalaGyan jo aap btaye hai उसी type
@@BusinessWalaGyan 50
Kitna percentage margin nikalta hai
@@Globaldph 30 से 50 %
Bhaiya what is profit margin
Company made product margin 10 to 20%
And
Local product/non company products margin approx 30 to 40 % ।।
Ok
@@BusinessWalaGyan ok bhaiya
ये सब सामान होलसेल मे कहा मिलेगी बताये
Delhi Sadar Bazaar
Bhai mal kha se le
Aap apne near me koi whole seller wahi se kharide to best hoga warna Aap Delhi se bhi kharid sakte hai
Delhi me kahaan pe aayen ye to btao
Kam se Kam kitna lagat se dukan open ho jayega bhaiya ji
Isme mere bhai koi fix budget nhi hota hai open krne me to 50,000 me hi ho jati hai Lekin 1 lakh bhi kam padte h
Profit margin kitna rehta he?
Company ke item me 30 % or local item lagbhag 50 % tak rah jata hai
@@BusinessWalaGyan Bhaiya profit margin matlab ye na ki
100 ka cost hai to 50% profit margin se 150 men beche. Ya iska matlab kuchh or hai. Plz reply big brother
Location
गांव में दुकान चल सकती है क्या। मेरे गांव मे तीन स्कूल हैं। सामान किस जगह से लाये।
Plz जल्दी बताए
Aapka gaav kaha par hai
Jupiter @@BusinessWalaGyan
Delhi ka koi address jha se mal sasta bhi mile
Satte wali gali nai sadak chandani chowk se saman le sara stationery ka
Maal kha se le
Agar aapki shop new hai to aap near by koi whole seller se maal kharide to aapke liye sahi rahega baki Delhi Sadar Bazar hai
Sara item lokal rkh rahe ho rate original wale
@@dostopimasti37 are bhai local or branded dono rakhoge to profit achaa hoga ,, branded me margin kam hota hai mere bhai isliye
@@BusinessWalaGyan km kmao jyada becho