Anupama | Shah parivaar kar raha hai kharche ka batwara!
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 6 ก.พ. 2023
- Click here to Subscribe Star Plus : / @starplus
Free Subscription : / @starplus
Watch More Like This : th-cam.com/users/starplusvideos
About
------------
Ye kahani hai ek madhyam vargi housewife ki jisne kabhi jeevan mai haar nahi maani. Ek ideal maa, ek agyakari bahu, ek acchi patni, ek pyaari beti - usne har rishta hamesha dil se nibhaya. Par zindagi ko tha kuch aur hi manzoor. Uske pati Vanraj le aaye uski sautan, Kavya aur bikhair diya unka sansaar. Anupama ne ki divorce ke baad dobara se nayi shuruat.
Hazaron utaar chadhav dekhe Anupama ne aur datt kar kiya saamna iss samaj ka. Ek sehmi aur dari hui aurat bann gayi aatmanirbhar aur hoshiyar.
Zindagi ne di ek nayi disha aur dher saara pyaar. Anupama ek misaal hai ke zindagi mai namumkin kuch bhi nahi.
#अनुपमा
#anupama
#drama#family
#vanrajshah
#rupaliganguly #sudhanshupandey
#shah#parivaar#kharche#batwara
#starplus
Connect with Star Plus on Social Media
Hotstar : www.hotstar.com/#!/star-plus-821
Facebook : / starplus.in
Instagram : / starplus
Twitter : / starplus
Anupama | Shah parivaar kar raha hai kharche ka batwara! - บันเทิง
Vanraj kaisa bhi ho lekin father bahut achcha hai
Right👍
Right 👍
Samarrrrrrr😭😭💔🕯️🙏🏻
Vanraj is very humble guy
Vanraj valah hi husband bura ho lekin beta aur Pita donon hi best hai
Mujhe ek baat samajh nahi aati har bari anupama ko hi acha kyu banate hai yrr kabhi kabhi usko bhi bura bana diya karo
kyuki woh heroine h😂
Good gyaan deti hai anupama nice
Please next part
Kanya ne shi kkhaa
Very nice
❤❤
Yr summer kitna acha tha sab bekar kr diya iska role ab
StarPlus completed 26 Million Subscribers, Yesterday.
Ab wo kuch bhi mangwaye anupama ko beech m nhi bolna chahiye lekin wo bolegi jaroor
is kavya ko sab me problem he 😏😏😔
abhira wala episode aane me shayad abhi tym lgega kyuki vo to bohot baad me hua tha...pehle anuj ki entry hogi then vo seen aayega
Aesa kya🥺
@@kejal4103N p9o
Mylo uhvgx..l
@@kejal4103 haan
Ye to 1 saal purana episode
Pls...
Anupama with abhira wala episode dalooo 🥺🥺
Plsss nxt partt continue
Kitna gyan deti h anupma
Sun le kam ayegaa 😏
@@kejal4103 you are right
Most irritating character anupama
@@hasinashadab6741 yes most intelligent character. In star plus ❤️
@@princychouhan739 ❤️
Anupama with yrkkh 🔥 vala episode daliye..fast...
😢 ફભ્ચ્ચ્ધ્ધભળજુધુજધશ્વધ્યક્ષનશડ
❤❤
❤❤