bhai 🤣 bas 10.26 km Ka Bridge Hai Vo Yahi Se Suru Hokar Doordarshan Kendra Chauraha Tak Jayega, Ab Ye Aage Jake Judapur Gaon Me Ganga Expressway Se Bhi Milega Uska Update Baad Me Dunga♥️♥️🙏
Thoda insaan ko apne aaraam aur suraksha ki fiqr hini chahiye. Video banane mein itna risk nhi lena chahiye. Kamyaabi apne waqt par mil hi jati hai magar apni health aur safety ke saath koi samjhauta nhi karna chahiye.
Bahut hi acchi video hai
Dhanyawad ❤️❤️❤️❤️🙏😊
Well done biggest update super se upar wala video aapka bahut hi khubsurat rahata hai❤❤❤❤❤
Bahut Bahut Dhanyawad ❤️😊🙏
अदभुत झलकियां है। आप की विडियो अक्सर देखता हूं। धन्यवाद जी।
❤️❤️😊🙏
very nice video.
Many many thanks❤️😊🙏
kash ganga river aur itne bade bade bridges humare 80 ward wale chote se gobarpur gaon me bhi hote😢
बहुत सुन्दर काम करते हैं आप ❤❤ apki bike bhi bahut mehanat krti hai
🙏🙏❤️❤️Bike ki watt lag gayi hai🙃😊 mahakumbh tak kya haal hoga😭
Superb blog. You are doing hard work. Kindly provide update of new airport road and also bamrauli new airport terminal.
Its Already Uploaded Kindly Check Channel Video❤️❤️🙏
महाकुंभ के पहले तक बन जाता तो मजा आता लेकिन कोई बात नही
sahi baat♥️♥️🙏
Aap bahut mehnat krte hain.❤❤❤❤😂😂😂😂
dhanyawad ❤️😇🙏
Good video 👍
Glad you enjoyed❤️😊🙏
wow itna bada bridge 10 km se zada length ka itna bada bridge ganga river me pure india aur bangladesh me kahi nahi hai😮
ha ❤️❤️😊🙏
phaphamau side bhi bnega kya peepa ka pull
❤️ha🙏
Kya ye bridge kumbh tak purn ho jayega???
nahi isiliye iske theek bagal me temporary steel Bridge banaya ja raha hai
Is 6 land bridge ka ek hissa aur aage bhi tha ROB ka uska update aapane nahin diya
bhai 🤣 bas 10.26 km Ka Bridge Hai Vo Yahi Se Suru Hokar Doordarshan Kendra Chauraha Tak Jayega, Ab Ye Aage Jake Judapur Gaon Me Ganga Expressway Se Bhi Milega Uska Update Baad Me Dunga♥️♥️🙏
Bhai iska target 2026 hai
❤️2026 tak hi ho payega 😂😊🙏
2:45 bhai xpulse lelo , bahut kharab raaste me ghus ghus ke video banate ho, badhiya chalegi off road pe
Theek Hai😊😊❤️❤️🙏
Thoda insaan ko apne aaraam aur suraksha ki fiqr hini chahiye. Video banane mein itna risk nhi lena chahiye.
Kamyaabi apne waqt par mil hi jati hai magar apni health aur safety ke saath koi samjhauta nhi karna chahiye.
bhai isme kaha risk liya 😊❤️❤️🙏